| EducationalVideos.us
DrKChaudhrysFanclub.com MereTaraane.com AkashGeet.com Bathroom-Singer.com |
Linux/Windows Web Space at Same Price $3 or Rs120 per month 1000 MB Web Space 30 Day Money Back Guarantee 5 Domain Aliases 100 FTP Users, Web Traffic Reporting FREE Image Gallery FREE Forum FREE Shopping Cart 99.9% network uptime WAP, Real Audio/Video Streaming & more! |
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|

| YouTube |
Bahut pyaar karate hain tum ko sanam (2)
Qasam chaahe le lo (2)
Khudaa ki qasam
Hamen har ghadi aarazu hai tumhaari (2)
Hoti hai kaisi sanam beqaraari
Milenge jo tumako to (2)
Bataayenge ham
Bahut pyaar ...
Hamaarii gazal hai, tassavur tumhaaraa (2)
Tumhaare binaa ab, naa jeenaa hamaaraa
Tumhe yuun hii chaahenge (2)
Jab tak hai dam
Bahut pyaar ...
Saagar kii baahon mein, maujen hain jitani
(2)
Ham ko bhi tumase muhabbat hai utani
Ke ye beqaraari naa (2)
Ab hogii kam
Bahut pyaar ...
|
| Jeeyen to jeeyen kaise bin aapke
Jeeyen To Jeeyen Kaise Bin Aapke Lagta Nahin Dil Kahin Bin Aapke Jeeyen To Jeeyen Kaise Bin Aapke Jeeyen To Jeeyen Kaise Bin Aapke Kaise Kahoon Bina Tere Zindagi Ye Kya Hogi
|
|
(Pehli baar mile hain milte hi dil ne kaha
mujhe pyar ho gaya
Tumne Pyar Se Dekha Jabse Mujhe Mera Dil
Bekaraar Ho Gaya) - 2
Kal Tak Jiske Sapne Dekhe Aaj Woh Mere Saath
Hai
Mujhko Ab Yeh Hosh Nahi Hai Yeh Din Hai
Ke Raat Hai
Aashiq Tera Dil Hai Mera Karta Hai Yeh Aashiqui
Tu Hai Chanchal Shok Haseena Tu Hai Meri
Zindagi
Tere Pyar Mein Jaanam Mera Har Din Har Pal
Gulzaar Ho Gaya
Tumne Pyar Se Dekha Jabse Mujhe Mera Dil
Bekaraar Ho Gaya
Pehli Baar Mile Hai Milte Hi Dil Ne Kaha
Mujhe Pyar Ho Gaya
Chhodo Saari Sharm-o-haya Tum Pyar Se Bhi
Kutch Kaam Lo
Aaisa Mauka Jane Na Do Meri Baahen Thaam
Lo
Har Seene Ki Dhadkan Main Hu Har Dil Mujhpe
Hai Fida
Lekin Mere Dil Ko Bhaaye Zaalim Teri Hi
Adaa
Dil Pe Aaj Hamare Ab Toh Sanam Tera Ikhtiyaar
Ho Gaya
Tumne Pyar Se Dekha Jabse Mujhe Mera Dil
Bekaraar Ho Gaya
Pehli Baar Mile Hai Milte Hi Dil Ne Kaha
Mujhe Pyar Ho Gaya
Dilkash Aankhen Nikhra Chehra Sheeshe Jaisa
Yeh Badan
Aaise Chamke Roop Tumhara Jaise Paani Mein
Kiran
Shaharon Ki In Galiyon Mein Hai Charche
Tere Naam Ke
Itne Saare Husn Ke Jalwe Pyar Bina Kis Kaam
Ke
Mujhko Gale Se Laga Lo Jaan-e-jana Mera
Dil Bejaar Ho Gaya
Tumne Pyar Se Dekha Jabse Mujhe Mera Dil
Bekaraar Ho Gaya
Pehli Baar Mile Hai Milte Hi Dil Ne Kaha
Mujhe Pyar Ho Gaya
|
| (Tumse milne ki tamanna
Hai pyar ka irada hai Aur Ek Wada Hain Jaanam) - 2 Jo Kabhi Hum Mile Toh Zamana Dekhega Apna Pyar O Mere Yaar - 2 Tumse Milne Ki Tamanna Hai Pyar Ka Irada Hai Aur Ek Wada Hain Jaanam Jo Kabhi Hum Mile Toh Zamana Dekhega Apna Pyar O Mere Yaar - 2 Tumse Milne Ki Tamanna Hai Pyar Ka Irada Hai Aur Ek Wada Hain Jaanam (main Shayar Nahi Deewana Nahi
(kya Pata Phir Kaha Kab Mulaakat Ho
|
| Madhuban khushboo deta hai saagar saawan deta hai
Jeena Uska Jeena Hai, Jo Auro Ko Jeewan Deta Hai Madhuban Khushboo Deta Hai… Suraj Na Ban Paaye To, Ban ke Deepak Jalta Chal -2
Chalti Hai Lehraake Pawan, Ke Saans Sabhi Ki Chalti Rahe
-2
|
|
Boondein nahin sitaare tapke hain kahkashaan
se
Sadke utar rahe hain tum par ye aasmaan
se
Moti ke rang rut ke qatre damak rahe hain
Ya reshmi laton mein jugnu chamak rahe hain
Aanchal mein jaise bijli kaunde yaha waha
se
Sadke utar rahe hain tum par ye aasmaan
se
Dekhe to koyi aalam bheege se pairhan ka
Paani mein hai ye shola, ya noor hai badan
ka
Angdaayi le rahe hain, armaan jawaan jawaan
se
Sadke utar rahe hain tum par ye aasmaan
se
Pehlu mein aake mere kya cheez lag rahi
ho
Baahon ke daayre mein tasveer lag rahi ho
Hairaan hun ke tumko dekhun kaha kaha se
Sadke utar rahe hain tum par ye aasmaan
se
Boondein nahin sitaare tapke hain kahkashaan
se
Sadke utar rahe hain tum par ye aasmaan
se
Boondein nahin sitaare tapke hain kahkashaan
se
|
| Aise Na The Ham, Jaisi Hamaari, Ki Rusawaayi Logon Ne,
Kuch Tum Ne, Kuch Tun Ne, Badanaam Kiya Kuch, Aag Lagaayi Logone, Aise Na The Ham... Ho Sakatha Hai, Tumne Jo Dekha Ho,
Thokar Mein Is Dil Ko Liye,
Aise Na The Ham, Jaisi Hamaari, Ki Rusawaayi Logon Ne,
|
|
boondein nahin sitaare tapake hain kahakashaan
se
sadaqe utar rahe hain tum par ye aasmaan
se
boondein nahin sitaare tapake hain kahakashaan
se
moti ke rang rut ke qatare damak rahe hain
yaa reshami laton mein juganu chamak rahe
hain
aanchal mein jaise bijali kaunde yahaan
vahaan se
sadaqe utar rahe hain tum par ye aasmaan
se
boondein nahin sitaare tapake hain kahakashaan
se
dekhe to koi aalam bheege se pairahan kaa
paani mein hai ye sholaa, yaa noor hai badan
kaa
angadaai le rahe hain, aramaan javaan javaan
se
sadaqe utar rahe hain tum par ye aasmaan
se
boondein nahin sitaare tapake hain kahakashaan
se
pahalu mein aake mere kyaa cheez lag rahi
ho
baahon ke daayare mein tasveer lag rahi
ho
hairaan hoon ke tumako dekhoon kahaan kahaan
se
sadaqe utar rahe hain tum par ye aasmaan
se
boondein nahin sitaare tapake hain kahakashaan
se
sadaqe utar rahe hain tum par ye aasmaan
se
boondein nahin sitaare tapake hain kahakashaan
se
|
| Saaz ho tum awaaz hun main, tum bina ho main hun taar
Rok sako to rok lo apni, paayal ki jhankaar Saaz ho tum ... Mere geet ko geet na samjho, pyaar ki hai sargam
Prem taraana rang pe aaya, rup ne li angdaayi
Tan man jhoome gagan to choome, preet huwi matwaali
|

|
Jo chala gaya usse bhool ja
|

|
Jo maangi khuda se tu vo mannat hai
|

| InhouseAudio
MusicWebtown |
Jab se tere naina mere naino se laage re
[Jab se tere naina mere naino se laage re
Tab se deewana hua
Sab se begaana hua
Rab bhi deewana laage re
Rab bhi deewana laage re ho hohhohho]
-2
Jab se tere naina mere naino se laage re
[Hooo Jab se mila hai tera ishaara
Tab se jagi hain bechainiya]-2
Jab se hui sargoshiyan
Tab se badhi hai madhossiyan
Jab se jude yaara
Tere mere maan ke dhaage re
Tab se deewana hua aah haaa
Sab se begaana hua
Rab bhi deewana lage re oye oye
Rab bhi deewana laage re
[Ho jab re hui hai tujhse shararat
Tab se gaya hai chaino karar]-2
Jab se tera aanchal dhala
Tab se koi jaadoo chala
Jab se tujhe paaya
Yeh Jiya dhak dhak bhaage re
Tab se deewana Hua aah haaa
Sab se begaana hua
Rab bhi deewana lage re oye oye
Rab bhi deewana lage re ho hohhohho
Jab se tere naina mere naino se lage re
|

| InhouseAudio
MusicWebtown |
Saawariya haa haaaa
Saawariya haa haa haa
Saawariya
hooo Saawariya
Doli mein bitha ke
Sitaro se sajake
Zamane se churake lejayega
Saawariya haa haaaa
Saawariya haa haa haa
Saawariya
hooo Saawariya
Ho Doli mein bitha ke
Sitaro se sajake
Zamane se churake
Lejayega ek roz tera udaake jiya
Saawariya haa haaaa
Saawariya haa haa haa
Saawariya
hooo Saawariya
Palkon ke shamiyane mein
Khwaabon ke har thikane mein
Teri hi parchaiya hai
Tu to har lambha yaadon mein hai
Teri khamosh paheli nazar ka deewana bana
Saawariya haa haaaa
Saawariya haa haa haa
Saawariya
hooo Saawariya
Doli mein bitha ke
Sitaro se sajake
Zamane se churake
Lejayega
Saawariya haa haaaa
Saawariya haa haa haa
Saawariya
hooo Saawariya
|

| Yun shabnami pahle nahi thi chandani
Chand woh bharma gaya Tujhko dekha to sharama gaya Woh churane laga hai nazar Yun shabnami pahle nahi thi chandani Ho Yun shabnami pahle nahi thi chandani
Dekho chaand aaya chaand nazar aaya
Yun shabnami pahle nahi thi chandani 2
|
|
| YouTube |
Haan diwaana hu main
|
| Saaranga teri yaad mein, nain huwe |

| Aaye haaye
Kaan mein jhumka, chaal mein thhumka, kamar pe choti latke Ho gaya dil ka, purja-purja, lage pachaasi jhatke, Ho tera rang hai nasheela, ang-ang hai nasheela Nashe se palkein tanin-tanin, jaan pe meri bani-bani
Teri maang mein, jo main sindoor bhar dun
Bola kahun main khare-khare, jaati hai kyun pare-pare
|

|
Meri jaan tum pe sadke, ehsaan itna kar
do
Meri zindagi mein apni, chaahat ka rang
bhar do
Meri jaan tum pe sadke, ehsaan itna kar
do
Kisi chaand ki zaroorat nahin meri zindagi
ko
Ki taras raha hun kab se main tumhaari roshni
ko
Mujhe roshni dikha ke ehsaan itna kar do
Meri zindagi mein apni, chaahat ka rang
bhar do
Meri jaan tum pe sadke, ehsaan itna kar
do
Ye tumhaari zulf jis ko mili shokhiyaan
ghata ki
Inhin baadalon ke neeche meri har nazar
hai pyaasi
Meri pyaas tum bujha ke ehsaan itna kar
do
Meri zindagi mein apni, chaahat ka rang
bhar do
Meri jaan tum pe sadke, ehsaan itna kar
do
|

| Zulphon Ko Hatale Chehere Se,
Thoda Sa Ujala Honede, Suraj Ko Zara Sharaminda Kar, Muh Raat Kaa Kaala Hone De.. Hai.. Zulphon Ko Hatale Chehere Se... Hojo Mausam Ko Pata, Yeh Teri Zulf Hai Kya,
Dekh Naaraaz Na Ho, Mere Maasom Saman,
Zulphon Ko Hatalo Chehere Se,
|

| Dil ki mehfil saji hai chale aayiye
dil ki mehfil saji hai, chale aayiye aapki bas kami hai, chale aayiye dil ki mehfil saji hai chale aayiye husn waalon ka koyi bharosa nahi
Dil dukhaane lagi dillagi aapki
Kya suhana samah kya haseen raat hai
aapki bas kami hai chale aayiye
|

|
saaz ho tum awaaz hoon main, tum bina ho
main hoon
taar
rok sako to rok lo apni, paayal ki jhankaar
saaz ho tum
mere geet ko geet na samjho, pyaar ki hai
sargam
mere raag ke har ek sur pe, ghoonghroo bole
chham
chham
preet ki lay par jhoom ke naacho, ab na
karo inkaar
rok sako to rok lo apni, paayal ki jhankaar
saaz ho tum
prem taraana rang pe aaya, rup ne li angdaayi
taal pe man ki jhaanjhar jhanaki, patli
kamar
balkhaayi
sudh-budh khokar besudh hokar, naach uthhi
gulnaar
rok sako to rok lo apani, paayal ki jhankaar
saaz ho tum
tan man jhoome gagan to chume, preet hui
matwaali
aaj mila jeevan se jeevan, pyaar ne manzil
paayi
dil ki baazi jeet ke maine, jeet liya sansaar
rok sako to rok lo apani, paayal ki jhankaar
saaz ho tum
|
| Ae zindgi gale laga le
Hum ne bhi tere har ik gham ko Gale se lagaya hai Hai Na ? Ae Jindgi Gale Laga Le Ae Jindgi Hum Ne Bahane Se, Chhup Ke Jamane Se
Ae Jindgi Gale Laga Le
Chhota Sa Saya Tha, Aakhon Main Aaya Tha,
Ae Jindgi Gale Laga Le
|

|
Jeevan Se Bhari Teri Aankhen
Majboor Karen Jeene Ke Liye
Saagar Bhi Taraste Rehte Hain
Tere Hoth Ka Ras Peene Ke Liye
Tasveer Banaye Kya Koi
Kya Koi Likhe Tujh Pe Kavita
Rangon Chhandon Mein Samayegi
Kis Tarah Se Itni Sundarta
Ek Dhadkan Hai Tu Dil Ke Liye
Ek Jaan Hai Tu Jeene Ke Liye
Jeevan Se Bhari Teri Aankhen...
Madhuban Ki Sugandh Hai Saanson Mein
Baahon Mein Kamal Ki Komalta
Kirnon Ka Tej Hai Chehre Pe
Hirnon Si Hai Tujh Mein Chanchalta
Aanchal Ka Tere Hai Saar Bahut
Koi Chaak Jigar Seene Ke Liye
Jeevan Se Bhari Teri Aankhen...
|

| YouTube
GoogleVideo |
Jo tumko ho pasand wahi baat kahenge
Tum Din Ko Agar Raat Kaho Raat Kahenge
Dete Na Aap Saath To Mar Jaate Hum Kabhi
Ke
Poore Huye Hain Aapse Armaan Zindagi Ke
Hum Zindagi Ko Aap Ki Saugaat Kahenge
Tum Din Ko Agar...
Chaahenge... Nibaahenge... Saraahenge Aap
Hi Ko
Aankon Mein nam Hai Jab Tak Dekhenge Aap
Hi Ko
Apni Zubaan Se Aapke Jazbaat Kahenge
Tum Din Ko Agar...
|
| Kah Ke Bhi Na Aaye Tum
Ab Chhupane Lage Taare Dil Le Ke Tumheen Jeete Dil De Ke Hameen Haare Ham Aas Kiye Jaate
Kah Ke Bhi Na Aaye Tum
Hamne Tha Tumhen Maana
Kah Ke Bhi Na Aaye Tum
Sunasaan Hueen Galiyaan
Kah Ke Bhi Na Aaye Tum
|
| Oh nadiya chale chale re dhaara
Oh nadiya chale chale re dhaara Chanda chale chale re taara Tujhko chalna hoga, tujhko chalna hoga Tujhko chalna hoga, tujhko chalna hoga Jeewan kahi bhi thhaherta nahi hai - 2 Aandhi se toofaan se dartaa nahi hai Tu na chalega to chal dengi raahe Hai re hai re hai re hai re Oh... tu na chalega to chal dengi raahe Manzil ko tarsengi teri nigaahein Tujhko chalna hoga, tujhko chalna hoga Tujhko chalna hoga, tujhko chalna hoga Oh nadiya chale chale re dhaara Chanda chale chale re taara Tujhko chalna hoga, tujhko chalna hoga Tujhko chalna hoga, Tujhko chalna hoga Paar huwa woh raha woh safar mein
|
| Zindagi ka safar hai yeh kaisa safar
Koi samja nahi koi jana nahi Hai yeh kaise dagaar chalte hai saab magar Koi samja nahi koi jana nahi, Zindagi ka safar hai yeh kaisa safar Zindagi ko bahot pyaar hum ne diya
Aise jivan bhi hai jo jiye hi nahi
Hai pareshaa nazzar thak gayee hai magar
|
| YouTube
GoogleVideo YahooVideo MSNVideo |
Jis dil men basa tha pyaar tera
us dil ko kabhi ka tod diya haaye tod diya
badanAm na hone de.nge tujhe
terA nAm hI lenA chho.D diyA, hAy, chho.D
diyA
jis dil me.n basA thA pyAr terA
jab yAd kabhI tum Aoge
samajhe.nge tumhe.n chAhA hI nahI.n
rAho.n me.n agar mil jAoge
soche.nge tumhe.n dekhA hI nahI.n
jo dar pe tumhAre jAtI thI.n
un rAho.n ko hamane chho.D diyA hAy, chho.D
diyA
jis dil me.n basA thA pyAr terA
ham kaun kisI ke hote hai.n
koI hamako yAd karegA kyU.n
apane do A.nsU bhI ham par
koI barabAd karegA kyU.n - 2
us mA.njhI ko bhI gilA hamase
ma.njhadhAr me.n jisane chho.D diyA, hAy,
chho.D diyA
jis dil me.n basA thA pyAr terA …
|
| Ek Din Ek Pal Ek Janiya
(ek Din Ek Pal Ek Janiya Aaj Hain Kal Phir Udd Jainiya Udd Janiya - 3) - 2 Aa Mil Jaa Phir Gale, Haste Haste Salaam Namaste - 8 Jhumte Saare Yeh Nazare Hain
Raah Mein Chalte Milta Hain Koi
|
| YouTube |
Uttar Dakshin Poorab Paschim
Jidhar bhi dekhun main
Andhkaar Andhkaar
Andhere mein jo baithe hain nazar un par
bhi kuchh daalo
are o roshani vaalo
bure ham hain nahin itane, zara dekho hamen
bhaalo
are o roshani vaalo ...
qafan se dhaanp kar baithe hain ham sapan
ki laashon ko
jo qismat ne dikhaaye, dekhate hain un tamaashon
ko
hamen nafarat se mat dekho, zaraa ham par
raham khaa lo
are o roshani vaalo ...
hamare bhi the kuchh saathi hamaare bhi
the kuchh sapane
sabhi vo raah men chhoote, vo sab roothe
jo the apane
jo rote hain kayee din se, zara un ko bhi
samajhaa lo
are o roshani vaalo ....
|
| YouTube
GoogleVideo |
Chal akelaa chal akelaa chal akelaa
teraa melaa peechhe chhootaa raahee chal
akelaa
hajaaro meel lanbe raasate, tuz ko bulaate
yahaa dukhade sahane ke waasate tuz ko bulaate
hai kaun saa wo insaan yahaa par jisane
dukh naa zelaa
teraa koee saath naa de to, too khud se
pareet jod le
bichhaunaa dharatee ko kar ke, are aakaash
odh le
yahaa pooraa khel abhee jeewan kaa toone
kahaa hain khelaa
|
| Badee door se aaye hain pyaar ka tohfa laaye hain
Apana lo-ya, dookara do Pyaar ka, tofalaayee hai Bade door say, ayee hai pyaar ka, tofalaayee hai Jote loke, nate hai woh jore, nahi jate
Anjaane, logo meh, koi saate to milega
|
| Kitne bhi tu kar le sitam has haske sahenge hum - 2
Yeh Pyaar Na Hoga Kam Sanam Teri Kasam Ho, Sanam Teri Kasam, Sanam Teri Kasam Kitne Bhi Tu Kar Le Sitam, Has Haske Sahenge Hum Yeh Pyaar Na Hoga Kam Sanam Teri Kasam Ho, Sanam Teri Kasam, Sanam Teri Kasam (Jitna Tadpaayegi Mujhko, Utna Hi Tadpegi Tu Bhi Jo Aaj Hai Aarzoo Meri Voh Kal Teri Aarzoo Hogi) - 2 Yeh Jhooth Nahin Sach Hai Sanam, Sanam Teri Kasam Ho, Sanam Teri Kasam, Sanam Teri Kasam Nafrat Se Dekhna Pehle Andaaz Pyaar Ka Hai Yeh Kuch Hai Aankhon Ka Rishta, Gussa Ikraar Ka Hai Yeh Bada Pyaara Hai Tera Zulam, Sanam Teri Kasam Ho, Sanam Teri Kasam, Sanam Teri Kasam Kitne Bhi Tu Kar Le Sitam, Has Haske Sahenge Hum - 2 Yeh Pyaar Na Hoga Kam Sanam Teri Kasam Ho, Sanam Teri Kasam, Sanam Teri Kasam |
| [Dost dost na rahaa
Pyaar pyaar na rahaa Zindagii hamein teraa Aitabaar naa rahaa, aitabaar naa rahaa]-2 Amaanaten main pyaar kii
Gale lagi saham saham
|
| YouTube |
Mere man ki ganga aur tere man ki jamuna
ka
Bol Radha Bol Sangam Hoga Ke Nahin
Are Bol Radha Bol Sangam Hoga Ke Nahin
Nahin...Nahin...Nahin
Kitni Sadiyan Beet Gayi Hain Hai Tujhe Samjhane
Mein
Mere Jaisa Dheeraj Wala Hai Koi Aur Zamane
Mein
Dil Ka Badhta Bojh Kabhi Kam Hoga Ke Nahin
Bol Radha Bol Sangam Hoga Ke Nahin
Nahin...Nahin...Kabhi Nahin...Chup
Do Nadiyon Ka Mail Agar Itna Paavan Kehlata
Hai
Kyon Na Jahan Do Dil Milte Hain
Swarg Wahin Ban Jata Hai
Har Mausam Hai Pyar Ka Mausam Hoga Ke Nahin
Bol Radha Bol Sangam Hoga Ke Nahin
Jaoo Na Kyon Satate Ho...Hoga ...Hoga...
Hoga
|
|
YouTube |
O mehbooba o mehbooba
Tere dil ke paas hi hai meri manzil-e-maqsood
- 2
Voh kaun si mehfil hai jahan tu nahin maujood
- 2
O mehbooba, o mehbooba
Tere dil ke paas hi hai meri manzil-e-maqsood
- 2
(Kis baat pe naaraaz ho, kis baat ka hai
gham
Kis soch mein doobi ho tum, ho jaayega sangam)
- 2
O mehbooba, o mehbooba
Tere dil ke paas hi hai meri manzil-e-maqsood
- 2
(Guzroon main idhar se kabhi, guzroon main
udhar se
Milta hai har ek raasta jaakar tere ghar
se) - 2
O mehbooba, o mehbooba
Tere dil ke paas hi hai meri manzil-e-maqsood
- 2
(Baahon ke tujhe haar main pehnaaoonga ek
din
Sab dekhte reh jaayenge, le jaaoonga ek
din) - 2
O mehbooba, o mehbooba
Tere dil ke paas hi hai meri manzil-e-maqsood
- 2
Voh kaunsi mehfil hai jahan tu nahin maujood
O mehbooba, o mehbooba
Tere dil ke paas hi hai meri manzil-e-maqsood
- 2
|
| YahooVideo
GoogleVideo YouTube |
Ye mera prem patr pad kar
Ki tum naaraaz na hona
Ki tum meri zindagi ho
Tum meri bandagi ho
Tujhe main chaand kahata tha
Magar us mein bhi daag hai
Tujhe suraj main kahata tha
Magar us mein bhi aag hai
Tujhe itana hi kahata hun
Ki mujh ko (tum se pyaar hai - 3)
Ye mera prem patr ...
Tujhe ganga main samajhuunga
Tujhe jamunaa main samajhuunga
Tu dil ke paas hai itanii
Tujhe apana main samajhuunga
Agar mar jaayun ruh bhatakegi
Tere (intazaar mein - 3)
Ye meraa prem patr pad kar
Tum naaraaz na hona
Tum meri zindagi ho
Tum meri bandagi ho
|
| Jhoomati chali hawa yaad aa gaya gayaa koi
bujhati bujhati aag ko, phir jalaa gayaa koi jhumati chali havaa kho gayi hain manzilen, mit gaye hain raaste
chup hain chaand chaandani, chup ye aasamaan hai
ek huuk si uthi, main sihar ke rah gayaa
|
| Bhoolee huyee yaado mujhe itanaa naa sataao
Ab chain se rahane do, mere paas naa aao Daaman mein liye baithha hoon Toote huye taare
Looto naa mujhe is tarah Doraahe
pe laa ke
|
|
|
Roop Ye Teraa Jisne Banaayaa Vo
(kahin Mil Jaaye To Haath Choom LooN) -
2
Rang Ye Teraa Jisne Sajaayaa Vo
Kahin Mil Jaaye To Haath Choom LooN
Roop Ye Teraa
Kaari Kaari RatiyaaN Se Kaajal Churaayaa
Teri Pyaari Pyaari Akhiyon Mein Lagaayaa
Aa Ha Ha Haa Haa, A Ha Haa Haa, Ey Hey Hey
Mukh Pe Saveraa Jisne Sajaayaa Vo
Kahin Mil Jaaye To Haath Choom LooN
Roop Ye Teraa
Sundar Aisi Koi Kavitaa Nahin Hai
Chanchal Aisi Koi Saritaa Nahin Hai
Aa Ha Ha Haa Haa, A Ha Haa Haa, Ey Hey Hey
Ang Ang Teraa Jisne Banaayaa Vo
Kahin Mil Jaaye To Haath Choom LooN
Roop Ye Teraa
Goraa Badan Jaise Shishe Kaa Pyaalaa
Ban Gayaa Mai To Bin Piye Matvaalaa
Ey Hey Hey Hey Hey, Uhn HooN HooN HooN,
Ey Hey Hey
Haal Ye Meraa Jisne Banaayaa Vo
Kahin Mil Jaaye To Haath Choom LooN
Roop Ye Teraa
|
| YouTube |
Vo bhooli daastaan lo phir yaad aa gayee
- 2
Nazar ke saamane ghata see chhaa gayee -
2
Vo bhooli daastaan lo phir yaad aa gayee
Kahaan se phir chale aaye, ye kuchh bhatake
hue saaye
Vo kuchh bhoole hue nagame, jo mere pyaar
ne gaaye
Vo kuchh bikhari huyee yaaden, vo kuchh
toote hue nagame
Paraaye ho gaye to kyaa, kabhee ye bhi to
the apane
Na jaane inase kyon milakar, nazar sharmaa
gayee
Vo bhooli ...
Bade rangiin zamaane the, taraane hi taraane
the
Magar ab poochhataa hai dil, vo din the
ya fasaane the
Faqat ik yaad hai baaki, bas ik fariyaad
hai baaki
Vo khushiyaan lut gayee lekin, dil-e-barabaad
hai baaki
kahaan thi zindagee meri, kahaan par aa
gayee
vo bhooli ...
Umeedon ke hasin mele, tamannaaon ke vo
rele
Nigaahon ne nigaahon se, ajab kuchh khel
se khele
Havaa mein zulf laharayee, nazar pe bekhudi
chhaayee
Khule the dil ke daravaaze, muhabbat bhi
chali aayee
Tamannaaon ki duniya par, javaani chhaa
gayee
vo bhooli ...
Vo bhooli daastaan lo phir yaad aa gayee
- 2
Nazar ke saamane ghata sii chhaa gayee -
2
Vo bhooli daastaan lo phir yaad aa gayee
|
| Dil ne usse maan liya jis ka andaaz naya |
| har dil me.n nafarat bharii hai ko_ii dil saaf nahii.n
hai
maalik terii saarii duniyaa me.n kahii.n i.nsaaf nahii.n hai tuu mile to puuchhuu.N tujhase kyaa ye hai nyaay teraa
nekii karane vaalo.n ko to milatii yahaa.N buraa_ii hai
kitanii uma.nge.n laa_e the ham dil me.n sameTakar
terii jhuuThii duniyaa kii ham sab diivaare.n to.D chale
|
| Kahta hai pyaar mera o mere ladle
Tu hai mera sahaara is asmaan tale Kahta hai pyaar mera o mere ladle Tu hi mera dhan hai is pyaar ka chaman hai
Bhaag tera jaage tujhko nazar na laage
|
|
|
muurakh ba.nde taqadiir ye bole
jiine vaale Kushii se ji_e jaa
apane aa.Nsuu tuu ha.Ns ke pi_e jaa
jiine vaale Kushii ...
aatii hai jisakii yaad suhaanii
paas tere hai usakii nishaanii
kaam teraa hai jo vo ki_e jaa
apane aa.Nsuu tuu ...
laakh mushkile.n aa_e.N tuu na Daranaa
sach kii ma.nzilo.n se guzaranaa
TuuTe dil ko tasallii di_e jaa
apane aa.Nsuu tuu ...
aisii ulajhan se kyaa faayadaa hai
jo bhii honaa thaa vo ho chukaa hai
dil ke Tuka.De kii Kaatir ji_e jaa
apane aa.Nsuu tuu ...
|
|
Haan deewana hoon main - 2
gam ka maara hua
ik begaana hoon main
haan deewana hoon main
maangi khushiyaan magar gam mila pyaar mein
dard hi bhar diya dil ke har taar mein
aaj koi nahi mera sansaar mein
chhod kar chal diye mujhko majhadhaar mein
haay teer-e-nazar ka nishana hoon main
haan deewana hoon main ...
main kisika nahi koi mera nahi
is jahaan mein kaheen bhi basera nahi
mere dil ka kaheen bhi andhera nahi
mere is shaam ka hai savera nahi
hay bhula hua ik fasana hoon main
haan deewana hoon main ...
|
| Saaranga teri yaad mein nain hue bechain
madhur tumhare milan bina din katate nahi rain, ho.. saaranga teri yaad mein ... vo ambuva ka jhoolana, vo pipal ki chhaanv
sang tumhaare do ghadi, bit gaye jo pal
|
|
Mujhe raat din bas mujhe chaahti ho - 2
Kaho Na Kaho Mujhko Sab Kuch Pataa Hai
Haan, Karoon Kya Mujhe Tum Bataati Nahin
Ho
Chhupaati Ho Mujhse Yeh Tumhaari Khataa
Hai
Aa Mujhe Raat Din, Bas Mujhe Chaahti Ho
Meri Beqaraari Ko Had Se Badhaana
Tumhe Khoob Aata Hai Baatein Banaana
Nigaahein Milaake Yun Mera Chain Lena
Sataake Mohabbat Mein Yun Dard Dena
Mujhe Dekhke Aise Palkein Jhukaana
Sharaarat Nahin Hai To Phir Aur Kya Hai
Aa Mujhe Raat Din, Bas Mujhe Chaahti Ho
Tumhe Neend Aayegi Ab Na Mere Bin
Mujhe Hai Yakeen Aisa Aayega Ek Din
Khuli Teri Zulfon Mein Soya Rahoonga
Tere Hi Khayaalon Mein Khoya Rahoonga
Kabhi Gaur Se Meri Aankhon Mein Dekho
Meri Jaan Tumhaara Hi Chehraa Chhupaa Hai
Aa Mujhe Raat Din, Bas Mujhe Chaahti Ho
Kaho Na Kaho Mujhko Sab Kuch Pataa Hai
Haan, Karoon Kya Mujhe Tum Bataati Nahin
Ho
Chhupaati Ho Mujhse Yeh Tumhaari Khataa
Hai
Aa Mujhe Raat Din, Bas Mujhe Chaahti Ho
Mm, Hmm Hmm Hmm, Eh Hey, La La La
|
| Zindagi maut na ban jaaye sambhaalo yaaro - 2
Kho raha chain-o-aman Kho raha chain-o-aman Haan, mushkilon mein hai watan Mushkilon mein hai watan Sarfaroshi ki shama dil mein jala lo yaaron Zindagi maut na ban jaaye, sambhaalo yaaron Zindagi maut na ban jaaye, sambhaalo yaaron Kho raha chain-o-aman Kho raha chain-o-aman Haan, mushkilon mein hai watan Mushkilon mein hai watan Sarfaroshi ki shama dil mein jala lo yaaron yaaron yaaron Zindagi maut na ban jaaye, sambhaalo yaaron Ek taraf pyaar hai chaahat hai vafaadaari hai Ek taraf desh mein, desh mein Ek taraf desh mein dhoka hai gaddaari hai Bastiya sehmi hui sehma chaman saara hai Gham mein kyoon dooba hua aaj sab nazaara hai Aag paani ki jaga ab jo barsaayenge Lehlaate hue sab khet jhulas jaayenge jaayenge jaayenge Kho raha chain-o-aman Kho raha chain-o-aman Haan, mushkilon mein hai watan Mushkilon mein hai watan Sarfaroshi ki shama dil mein jala lo yaaron Zindagi maut na ban jaaye, sambhaalo yaaron Zindagi maut na ban jaaye, sambhaalo yaaron Haan, kho raha chain-o-aman Kho raha chain-o-aman Haan, mushkilon mein hai watan Mushkilon mein hai watan Sarfaroshi ki shama dil mein jala lo yaaron Zindagi maut na ban jaaye, sambhaalo yaaron Zindagi maut na ban jaaye, sambhaalo yaaron Chand sikkon ke liye tum na karo kaam bura
|
| YouTube
GoogleVideo YahooVideo MSNVideo |
Hum to chale pardes hum pardesi ho gaye
Choota apna des hum pardesi ho gaye...
Yeh Galiyan path Panghat, Yeh Mandir,
Barson Purana, Barason Purana,
Kal Tak Yeh Sab Apna Tha, Ab Lagata Hai
Begana,
Badala Jag Ne Bhes, Badala Jag Ne Bhes,
Hum Pardesi Hogaye, Chuta Apna Des Hum Pardesi
Ho gaye
Ay Panchi Hum Kismat Ke Maaron Ko,
Bhul Na Jaana, Bhul Na Jaana,
Aate Jaate Khair Khabar Sab Logon Ki De
Jaana,
Le Jaana Sandes, Le Jaana Sandes,
Hum Pardesi Hogaye, Chuta Apna Des Hum Pardesi
Ho gaye
Hum Tho Chale Pardes Hum Pardesi Ho gaye,
Chuta Apna Des Hum Pardesi Ho gaye...
|
| YouTube
GoogleVideo |
Chandan saa badan chanchal chitawan
Dheere se teraa ye musakaanaa
Mujhe dosh naa denaa jagawaalon
Ho jaaoon agar main deewaanaa
Ye kaam kamaan bhawen teree
Palako ke kinaare kajaraare
Maathe par sindooree suraj
hothhon pe dahakate angaare
saayaa bhee jo teraa pad jaaye
aabaad ho dil kaa wiraanaa
tan bhee sundar, man bhee sundar
too sundarataa kee murat hai
kisee aaur ko shaayad kam hogee
muze teree bahot jarurat hai
pahale bhee bahot dil tarasaa hai
too aaur naa dil ko tarasaanaa
|
| Hamne apna sab kuchh khoya pyaar |
| YouTube
GoogleVideo YahooVideo MSNVideo |
Teri pyaari pyaari surat ko kissi nazar
na lage chashme baddur (2)
mukhde ko chhupa lo aanchal mein kahin meri
nazar na lage chashme-baddur
yoon na akele phira karo sab ki nazar se
daraa karo (2)
phool se jyada nazuk ho tum jaal sambhal
kar chala karo
zulfon ko gira lo gaalo par mausam ki nazar
na lage chashme-baddur
teri pyaari pyaari surat ko kissi nazar
na lage chashme-baddur
ek jhalak jo paata hai raahi wahin ruk jaata
hai (2)
dekh ke tera roop salona chaand bhi sir
ko chhupaata hai
dekha na karo tum aaina kahin uss ki nazar
na lage chashme-baddur
teri pyaari pyaari surat ko kissi nazar
na lage chashme-baddur
mukhde ko chhupa lo aanchal mein kahin meri
nazar na lage chashme-baddur
|
|
|
Namaami brahma, namaami vishnu, namaami
maheshwaraay
Tum naacho ras barse, barse -2
Tum naacho ras barse
Bheege ghunghat, bheege aanchal
Bheege naina, bheege kaajal
Praan praan tarse
Tum naacho ras barse, barse -2
Tum naacho ras barse
Ga Re Sa Ni, Ni Re Ma Ga, Pa Ma Ma Re, Dha
Pa, Dha Ma Pa,
Ma Re Ga Sa Ga Re Ni Pa Pa Ni Re Pa Ma Ma
Re
Pa Ma Dha Pa Ni Dha Ma Re Sa
Ude gandh swar disha disha mein
Bhed rahe na usha nisha mein
Bhuvan bhuvan sar se
Tum naacho ras barse, barse -2
Tum naacho ras barse
Ghunghroo thir ke aangan aangan
Ranana ranana nupoor dhun gungun
Swar mridang garje…aa…aa…
Swar mridang garje…
Tum naacho ras barse, barse -2
Tum naacho ras barse
|
| Haal-e-dil hamaara, jaane na bewafa ye |
| Faasla to hai magar koyee faasla nahi
Nazron say to tum door ho par dil main tum sada rahee Har pal Har dum tujh ko Yunhee daikha karoon Saaree Umar Taira saaath ho agar Labon say jo na keh sakee who keh gayeen aankhein
Who kal
Woh sahar aik din aayay gee
Tum sochna hargiz nahi ho jaayein gay judaa kabhee
Woh sahar aik din aayay gee
|
|
Jab say aayee ho jeevan main
Har pal ik khuwab lagta hai
Yeh aasmaan choo loon gaa mein
Jaanay kyun aisa lagta hai
Yeh haseen aankhein tairee
Yeh jhukee jhukee see palkein yeh saadgee
Jab say dilmain samaayee ho
Har soo tumheen dikhaayee do
Yeh taaray tor laaoon main
Jaanay kyun aisa lagta hai
Yeh samaa phir ho kahan
Yeh fiza yeh din aur pal yeh daastaan
Mairee aankhon main daikho main tumhara
ho gaya
Mairay jeevan ka har pal bus tumahra ho
gaya
Yeh ibtida hai lekin mujh ko hai yeh yakeen
Koyee rok naa paayay gaa urr jaayaein hum
kaheen
|
| YouTube
GoogleVideo YahooVideo |
Kahaan jaa raha hai tu aye jaane waale (2)
Andhera hai man ka diya to jalaa le
Kahaan jaa raha hai tu aye jaanewale
Kahaan jaa raha hai
Yeh jeevan safar ek andha safar hai (2)
Behekna hai mumkin bhatakne ka darr hai
(2)
Sambhalta nahin dil ki kissi ke sambhaale
Kahaan jaa raha hai tu aye jaanewale (2)
Jo thokar na khaaye nahin jeet uss ki (2)
Jo gir ke sambhal jaaye hai jeet uss ki
(2)
Nishaan manzilon ke yeh pairon ke chhaale
Kahaan jaa raha hai tu aye jaanewale (2)
Kabhi yeh bhi socha manzil kahaan hai (2)
Bade se jahaan mein tera ghar kahaan
Tera ghar kahaan hai (2)
Jo baandhe the bandhan woh kyon tod daale
Kahaan jaa raha hai tu aye jaanewale (2)
Kahaan jaa raha hai (4)
|
| Tu pyaar ka saagar hai - 2
Teri ek boond ke pyaase hum - 2 Lauta jo diya tune - 2 Chale jaayenge jahaan se hum - 2 Ghaayal mann ka paagal panchhi
Idhar jhoomke gaaye zindagi
|

| YouTube
YahooVideo GoogleVideo |
Taqdeer ka fasana jaa kar kise sunaayen
Is Dil Mein Jal Rahi Hai, Armaanon Ki Chitaayen,
Taqdeer Kaa Fasana...
Sanson Mein Aaj Mere, Toofan Ut Rahe Hein,
Shahenaayiyon Se Kehedo, Kahin Aur Jaake
Gaayen,
Is Dil Mein Jal Rahi Hai, Armaanon Ki Chitaayen,
Taqdeer Kaa Fasana...
Matawale Chand Suraj, Tera Utaaye Dola,
Tukh Ko Khushi Ki Pariyan, Kahin Aur Leke
Jaayen,
Is Dil Mein Jal Rahi Hai, Armaanon Ki Chitaayen,
Taqdeer Kaa Fasana...
Tumto Raho Salaamat, Sehera Tumeh Mubarak,
Mera Har Ik Aasun, Dene Laga Duvayen,
Is Dil Mein Jal Rahi Hai, Armaanon Ki Chitaayen,
Taqdeer Kaa Fasana...
Taqdeer Kaa Fasana, Jaa Kar Kise Sunaaye,
Is Dil Mein Jal Rahi Hai, Armaanon Ki Chitaayen,
Taqdeer Kaa Fasana…
|
| Aaye naa baalam vaadaa kar ke
Aaye naa baalam vaadaa kar ke-2 Thak gaye nainaa dheeraj dhar ke dheeraj dhar ke Aaye naa baalam vaadaa kar ke Aaye naa baalam Chhup gayaa chandaa lut gayi jyoti-2
Aao ke tum bin aankhon men dam hai-2
|
|
bhagat ke bas mein hai bhagawaan - 2
maango milegaa sab ko daan
ho o o maango milegaa sab ko daan
bhed anokhe tore daataa
nyaare tore dhande kanhaiyaa
nyaare tore dhan |