Amitabh Bachan appeared before Akashvani and his face was adjudged as unsuitable for news reading.
I appeared before FILMY and my voice was adjudged as unsuitable for Bathroom Singer Reality Show.
The great man proved his worth and now it is my turn ! - Dr K Chaudhry
 
EducationalVideos.us 
DrKChaudhrysFanclub.com 
MereTaraane.com 
AkashGeet.com 
Bathroom-Singer.com
Linux/Windows Web Space at Same Price $3 or Rs120 per month 1000 MB Web Space 30 Day Money Back Guarantee 5 Domain Aliases 100 FTP Users, Web Traffic Reporting FREE Image Gallery FREE Forum FREE Shopping Cart 99.9% network uptime WAP, Real Audio/Video Streaming & more!         
US Supermall - Shopping

Version Recording Proposals Solicited From Music Companies Tel : 011-42316457  098105-71993. Please ask for review data DVD with 1000 video/audio songs, horoscope software, medical books. Sent free to music companies, music teachers, music directors, media in India only and against moneyorder for Rs40 to any one in India. Dr K Chaudhry B-1/104 Paschim Vihar, New Delhi-110063.
A
B
CD
E-G
H-J
K-L
M
N
O-R
S
T-Z
References
In case video link fails please visit any website linked at  http://drkchaudhrysfanclub/first.htm
and search video with song title or movie name.

Cha Cha Cha
Khushi jisne khoji woh dhan leke lauta
hansi jisne khoji chaman leke lauta
magar pyaar ko khojne chala jo woh
na tan leke lauta na man leke lauta
subaha na aayi shaam na aayi - 2
jis din teri yaad na aayi yaad na aayi
subaha na aayi shaam na aayi
kaisi lagan lagi ye tujhse
kaisi lagan ye lagi
hansi kho gayi khushi kho gayi
aansoo tak sab rahan ho gayi
arthi tak sab neelaam ho gayi - 2
duniya ne dushmani nibhayi, yaad na aayi
subaha na aayi shaam na aayi
tum mil jaate to ho jaati puri apni ram kahani
ghar ghar taj mahal ban jata
ganga jal aankhon ka paani
saanson ne hathkadi lagayi yaad na aayi
subaha na aayi shaam na aayi
jaise bhi ho tum aajao
aag lagi hai tan mein aur man mein - 2
ek taar ki doori hai- 2 
bas daman aur kafan mein
hui maut ke sang sagai yaad na aayi
aajao aajao aajao
Giardinelli Brass Instruments
Cha Cha Cha
Voh Hamna The Voh Tumna The, 
Voh Reheguzar Thi Pyar Ki, 
Luti Jahan Se Bewaja Palaki Bahaar Ki, 
Palaki Bahaar Ki.. 
Voh Hamna The Voh Tumna The... 

Yeh khel tha naseeb ka (2) 
Na hans sake na ro sake 
Na door tak pahuch sake 
Na daar par hi soke 
Kahaani kisse yeh kahe (2) 
Chadhaao ki utaar ki 
Looti jahan pe bevajah paalaki bahar ki 
Paalaki bahar ki 
Woh hum na the woh tum na the 

Tumhi The Mere Rehenuma, 
Tumhi The Mere Hamsafar., 
Tumhi The Mere Roshani, 
Tumhi Ne Mujh Ko Dinazar, 
Bina Tumhare Zindagi.. 
Shama Hai Ek Mazaar Ki.. 
Luti Jahan Pe Bewaja Palaki Bahaar Ki.. 
Voh Hamna The Voh Tumna The.. 

Yeh Kaun Saa Makaam Hai, 
Falak Nahin, Zameen Nahin, 
Ke Shab Nahin, Seher Nahin, 
Ke Gam Nahin, Khushi Nahin, 
Kahan Yeh Leke Aagayi, 
Hava Tere Dayaar Ki.. 
Luti Jahan Pe Bewaja Palaki Bahaar Ki.. 
Voh Hamna The Voh Tumna The.. 

Guzar Rahi Hai Tumpe Kya, 
Banake Ham Ko Dar Badar, 
Yeh Sochkar Udhas Hun, 
Yeh Sochkar Hun Chasham Kar, 
Na Chot Hai, Yeh Phool Ki, 
Na Hai Khalish Yeh Khaar Ki.. 
Luti Jahan Pe Bewaja Palaki Bahaar Ki.. 
Voh Hamna The Voh Tumna The.. 

Voh Hamna The Voh Tumna The, 
Voh Reheguzar Thi Pyar Ki, 
Luti Jahan Se Bewaja Palaki Bahaar Ki, 
Palaki Bahaar Ki.. 
Voh Hamna The Voh Tumna The...

www.MixUnit.com
Chachajee
Kallaa banda hovay bhanvain kallaa rukh
Chak De India
InhouseAudio 
MusicWebtown 
 
Kuchh kariye
Kuchh kariye nas nas meri khole, haay kuchh kariye
Kuchh kariye
Kuchh kariye bas bas bada bole, abb kuchh kariye
Ho koi toh chal zidd phadiye, dub mariye ya mariye - 2
Chak de ho chak de India -4
 
Koochon mein galion mein, rashan ki phalion mein
Bailon mein beejo mein, eedon mein dijon mein
Reton ke daano Mein, filmon ke gaano mein
Sadko ke gaddon mein, baaton ke addo mein
Humkara aaj bhar le, das baara baar kar le
Rehna na yaar pichhe kitna bhi koi khinche
Tas hai na mas hai ji, zid hai toh zid hai ji
Pisna yuun hi pisna yuun hi pisna yuun hi paththar hi hai
Ho koi toh chal zidd phadiye, dub mariye ya mariye - 2
Chak de ho chak de India - 4
 
Ladati patangon mein, bhidati umango mein
Khelo ke melon mein, balkhaati relon mein
Ganno ke mithe mein, khaddar mein chhitein mein
Dhundho toh mil jaave  tapta wo inton  mein
Bund hai to aaj nikhare aur khul ke aas bikhare
Man jaaye aisi holi rug rug mein chal ke boli
Tas hai na mas hai ji, zid hai toh zid hai ji
Pisna yuun hi pisna yuun hi pisna yuun hi paththar hi hai
Ho koi toh chal zidd phadiye, dub mariye ya mariye - 2
Chak de ho chak de India - 4
Ki aab kuchh kariye...
Special offer from TIME-LIFE
Chakradhari
Aaj Achanak Root Ke Mujh Se, Chale Gaye Bhagwaan, 
Koyi Meri Madad Karo Re, Hai Andhi Toofan, 
Prabhu Man Maani Kar Sakte Hein, 
Ban Sakte Paashan, 
Kaise Pattar Banu Kaho Mein, 
Mein Durbal Insaan.. 

Bolo Hai Zameen, Bolo Aasmaan, 
Koyi Tho Jawab Do, Kholo Re Zabaan, 
Kaunsi Disha Mein Gaye, Mere Bhagwaan, 
Bolo Hai Zameen, Bolo Aasmaan.. 

Roko Roko Rasta Dishaon Ki Deewaron, 
Band Saare Rahen Karo Gagan Ke Dwaaron, 
Prabhu Ke Baagon Mein Pado, Chand Sitaaron, 
Jaane Nahin Paaye, Jaane Nahin Paaye, 
Jaane Nahin Paaye Mere Karuna Nidhaan, 

Bolo Hai Zameen, Bolo Aasmaan.. 

Kaisa Nasib Mein Din Yeh Dikhaya, 
Sab Kuch Paake Tu Kuch Na Paaya, 
Mere Jaise Bhagyaheen Ko, Dega Kaun Dilaasa, 
Pada Rehgaya Nadi Kinaare, Mein Pyaasa Kaa Pyaasa, 
Kaisa Hai Kathor Yeh, Vidhi Ka Vidhaan, 
Kaunsi Disha Mein Gaye, Mere Bhagwaan, 
Bolo Hai Zameen, Bolo Aasmaan..

Ginza
Chalte Chalte
Chalte chalte mere ye geet yaad rakhana 
Kabhi albida na kehana....2 
Rote hanste baas yuhiin tum 
Gungunaate rehana 
Kabhi albida na kehana...2 

Pyar kaarte kaarte, hum tum kahin kho jayenge 
Inhi baharoon ke, aanchal mein thak ke soo jayenge 
Sapno ko phirbhi tum yunhi saajate rehana 
Kabhi albida....................................kehana 

Bich raah mein dilbar, bichar jaayen kahin hum agar 
Aur sooni si lage tumhe jeevan ki ye dagar 
Hum laut aayenge tum yunhi bulaate rehana 
Kabhi albida......................................kehana

Chalte Chalte
Gumshuda gumshuda 
Koi hua kahan hua 
Kal tha main yahaan woh bhi thi yahin 
Main hoon phir yahaan lekin woh nahin 
Ho kal tha main yahaan woh bhi thi yahin 
Main hoon phir yahaan lekin woh nahin 
Gumshuda gumshuda  
Gumshuda gumshuda 

Dekhne mein hai haseen rehti hai yahin kahin 
Kho gayi ho kho gayi 
Woh pari woh apsara dilnashi dilruba 
Kho gayi ha kho gayi 
Phirta hoon yahan wahan leke apna dil aur jaan-2 
Dhoondha sara jahan na jaane woh hai kahan 
Gumshuda gumshuda  
Gumshuda gumshuda 

Dil ki in baaton se na bilkul ullajhana-2 
Lekin us ladki ne kardala hai deewana 
Jahan bhi main dekhun lagata hai woh khadi hai 
Bas uska hi cvhehra aankhon mein har ghadi hai 
Gumshuda gumshuda  
Gumshuda gumshuda 

Yaaro tum jo mujhko us ladki se milwado-2 
Meri khoyi khushiyan jo phir wapas dilwado 
Ghar jo dikhado uska ghar apna lutadun yaara 
Ab jo mile ho mujhko usko apna banalun yaara 
Gumshuda gumshuda Gumshuda gumshuda 
Dekhne mein hai haseen rehti hai yahin kahin 
Kho gayi ho kho gayi 
Woh pari woh apsara dilnashi dilruba 
Kho gayi ha kho gayi 
Phirta hoon yahan wahan leke apna dil aur jaan-2 
Dhoondha sara jahan na jaane woh hai kahan 
Gumshuda gumshuda-3 
Gumshuda Meri Mehbooba 
Gumshuda Gumshuda Gumshuda Meri Dilruba

YouTube
Revver
Putfile
Spike
 
BetamOnline
Chalte Chalte
Laayee vi na gayee tai nibhaayee vi na gayee -2 
Mahne maardaa jahaan mainoon saaraa 
[Teri meri eyon tut gayee sohniye 
Jiven tutayaa ambar ton taaraa]   -2 
Laayee vi na gayee tai nibhaayee vi na gayee -2 

Sochiyaa nayeen si meraa pyaar bhul jaayengi-2 
Aine chhette kitte hoye qaraar bhul jaayengi 
Qaraar bhul jaayengi 
Dil mil ke bichhad gayaa yaaraa 
[Teri meri eyon tut gayee sohniye 
Jiven tutayaa ambar ton taaraa]   -2 
Laayee vi na gayee tai nibhaayee vi na gayee -2 

Sachaa rab raakhaa muh mod jaan vaaliye -2 
Dil laike meraa dil tod jaan vaaliye 
Tod jaan vaaliye 
Haay, dil tutyaa na jude dubaaraa 
[Teri meri eyon tut gayee sohniye 
Jiven tutayaa ambar ton taaraa]   -2 
Laayee vi na gayee tai nibhaayee vi na gayee -2 
Mahne maardaa jahaan mainoon saaraa 
[Teri meri eyon tut gayee sohniye 
Jiven tutayaa ambar ton taaraa]   -2

YouTube
GoogleVideo
YahooVideo
TheHutCom
Chalte Chalte
InhouseAudio 
MusicWebtown 
 
Tum ne na jana ke main deewana
Lekar aaya hoon dil ka nazrana
Mere dil ki hai jo daastan
Suno na suno na sun lo na
Humsafar mujhi ko chun lo na
Suno na suno na sunlo na         -2
Tum jo gumsum ho to main hairan hoon
Yeh raaz kaise tum ko batayun     -2
Tum par marta hoon main sach kehta hoon
Maangke dekhlo mujhse jaan
Suno na suno na sunlo na
Humsafar mujhi ko chunlo na
Suno na suno na sunlo na
Main bhi hoon tanha tum bhi tanha ho
Gar saath hum hon to socho kya ho     -2
Jo manzil manzil do deewane the
Le chale pyaar ka karavan
Suno na suno na sunlo na
Humsafar mujhi ko chunlo na
Suno na suno na sunlo na
Tum ne na jana ke main deewana
Lekar aaya hoon dil ka nazrana
Mere dil ki hai jo daastan
Suno na suno na sunlo na
Humsafar mujhi ko chunlo na
Suno na suno na sunlo na
Stubhub
Chalti Ka Naam Gaadi
[Ek ladki bhigi bhagi si 
Soti raaton mein jaagi si 
Mili ik ajnabi se 
Koyi aage na peechhe 
Tum hi kaho ye koyi baat hai, hmm]-2 

(Dil hi dil mein jali jaati hai 
Bighdi bighdi chali aati hai) -2 
jhunjhalati huwi balkhaati huwi 
Saawan ki suni raat mein 
Mili ik ajnabi se 
Koyi aage na peechhe 
Tum hi kaho ye koyi baat hai 
Hmm 
Ek ladki bhigi bhagi si.. 

(Daagmag daagmag lehki lehki 
Bhooli bhataki behki behki) -2 
Machli machli ghar se nikali 
Paghli si kaali raat mein 
Mili ik ajnabi se 
Koyi aage na peechhe 
Tum hi kaho ye koyi baat hai, hmm 
Ek ladki bhigi bhagi si.. 

(Tan bheega hai sar geela hai 
Us kaa koyi pench bhi dheela hai) -2 
Tanati jhukti chalti rukti 
Nikli andheri raat mein 
Mili ik ajnabi se 
Koyi aage na peechhe 
Tum hi kaho ye koyi baat hai, hmm 
Ek ladki bhigi bhagi si

YouTube
TuneCore
Chanderkanta
Maine chaand aur sitaaron ki tamanna ki thi 
Mujhko raaton ki siyaahi ke siwa kuchh na mila 
Maine chaand sitaaron ... 

Main woh naghma hun jisse pyaar ki mehfil na mili 
Woh musaafir hun jise koyi bhi manzil na mili 
Zakhm paayein hain bahaaron ki tamanna ki thi 
Maine chaand sitaaron ... 

Kissi gesu kissi aanchal ka sahaara bhi nahin 
Raaste mein koyi dhundhla sa sitaara bhi nahin 
Meri nazron ne nazaaron ki tamanna ki thi 
Maine chaand sitaaron ... 

Meri raahon se juda ho gayi raahein unki 
Aaj badli nazar aati hain nigaahein unki 
Jisse is dil ne sahaaron ki tamanna ki thi 
Maine chaand sitaaron ... 

Pyaar maanga to sisakte huwe armaan mile 
Chain chaaha to umadte huwe toofaan mile 
Doobte dil ne kinaaron ki tamanna ki thi 
Maine chaand sitaaron ...

 
YouTube
GoogleVideo
 
MusicMonster
Changez Khan
YouTube 
GoogleVideo 
YahooVideo
Khol aankhen apne khwaab-e-naaz se
Jaag mere pyaar ki aawaaz se
Zindagi betaab hai tere liye 
Aa gale lag jaa ussi andaaz se
Mohbat zinda rahati hai mohbat mar nahin sakti
Aji insaan kya ye to kuda se dar nahin sakati
Mohbat zinda rahati hai mohbat mar nahin sakati
Ye kahado maut se jaakar
Ke ik diwaana kahata hai
Ye kahado ye kahado....
Ke ik diwaana kahata hai
Koi diwaana kahata hai
Meri ruh-e-mohbat mujhse pahale mar nahin sakati
Mohbat zinda rahati hai mohbat mar nahin sakati
Chali aa o meri jaan-e-tamanna
Dil ki mahafil men
Chali aa chali aa chali aa
Chali aa dil ki mahafil men
Meri jaan dil ki mahafil men
Tu mujhse duur ho ulfat ganwaara kar nahin sakati
Mohbat zinda rahati hai mohbat mar nahin sakati
Aji insaan kya ye to kuda se dar nahin sakati
Mohbat zinda rahati hai mohbat mar nahin sakati
MP3 Motivators
Chaudavin Ka Chaand
Chaudvin ka chaand ho ya aaftaab ho 
Jo bhi ho tum khuda ki kasam, lajawab ho -2 
Chaudvin ka chand ho 

Zulfein hain jaise kaandhe pe baadal jhuke hue 
Aankhen hain jaise maye ke pyaale bhare hue 
Masti hai jisme pyaar ki tum, woh sharaab ho 
Chaudvin ka chand ho 

Chehra hai jaise jheel mein khilta hua kamal 
Ya zindagi ke saaz pe chhedi hui ghazal 
Jaane bahaar tum kisi shaayar ka khwaab ho 
Chaudvin ka chand ho 

Hothon pe khelti hain tabassum ki bijliyaan 
Sajde tumhari raah mein karti hain kaikashaan 
Duniya-e-husno-ishq ka tum hi shabaab ho 
Chaudvin ka chand ho

GoogleVideo
YouTube
MP3Dollars
Chaudavin Ka Chaand
Mera yaar bana hai dulha aur phool khile hain dil ke 
Are Meri Bhi Shaadi Ho Jaaye, Dua Karo Sab Mil Ke 
Aaj Ki Kushiyaan Dekh Ke Mera Dil Bhi Le Angdaai 
Mere Bhi Ghar Ho Dhoom Dhadaka Aur Baje Shehanaai 
Main Bhi Sehara Baandh Ke Baithun Beech Bhari Mehfil Ke 
Aye Mere Maalik, Mere Daataa, Mere Paalanhaara 
Yaar Ko Tune Dulhan De Di Rah Gaya Main Hi Kunvaara 
Mujh Ko Bhi Meri bulbul De De Main Bhi Hasoon Khil Khil Ke 
Aye Mere Maalik Rahe Hamesha Teri Salaamat Jodi 
Aaj Tere Sehare Ne Bhaiyyaa, Mujhape Qayaamat Todi 
Meri Bhi Aankhon Mein Jaage, Haay, Khwaab Nayi Manzil Ke 
Mera Yaar Bana Hai Dulha Aur Phool Khile Hain Dil Ke 
Are Meri Bhi Shaadi Ho Jaaye, Dua Karo Sab Mil Ke
CD Universe
Chaudavin Ka Chaand
YouTube 
GoogleVideo
Mili khaak mein mohabbat jalaa dil kaa aashiyaana-2
Jo thee aaj tak haqiiqat, wahi ban gayee fasaana
Mili khaak mein mohabbat, jalaa dil kaa aashiyaana
Ye bahaar kaisi aai, jo khizaan bhi saath layee-2
Main kahaan rahoon chuman mein, meraa lut gayaa thikaana
Mili khaak mein mohabbat, jalaa dil kaa aashiyaanaa
Mujhe raastaa dikhaakar, mere kaaravaan ko loota-2
Idhar aa gale lagaa loon, tujhe garadish-e-zamaana
Mili khaak mein mohabbat, jalaa dil kaa aashiyaanaa
Jo thee aaj tak haqiiqat, wahi ban gayi fasaanaa
ExpressChemist
Chaudavin Ka Chaand
[Ye lakhnow ki sar zameen  
ye lakhnow ki sar zameen]-2 
Ye rang roop kaa chaman  
ye husn-o-ishq kaa vatan 
Yahi to vo muqaam hai jahaan avadh ki shaam hai 
Javaan javaan haseen haseen 
Ye lakhnow ki sar zameen..... 

Shabaab-o-sher ka ye ghar  
ye ahl-e-ilm kaa nagar 
Hai manzilon ki god mein  
yahaan harek rah-guzar 
Ye shahar laaladaar hai  
yahaan dilon mein pyaar hai 
Jidhar nazar uthaaiye bahaar hi bahaar hai 
Kali kali hai naazaneen 
Ye lakhnow ki sar zameen..... 

Yahaan ki sab ravaayaten  
adab ki shaahakaar hain 
Ameer ahl-e-dil yahaan  
gareeb jaan-nisaar hai 
Har ek shaakh par yahaan hain  
bulabulon ke chah-chahe 
Gali gali mein zindagi kadam-kadam pe kah-kahe 
Har ik nazaaraa dilanasheen 
Ye lakhnow ki sar zameen..... 

Yahaan ke dost baawafaa  
mohabton se aashna 
Kisssee ke ho gaye agar  
rahe ussee ke umr bhar 
Nibhaayee apni aan bhi  
badaayee dil ki shaan bhi 
Hain aise meharbaan bhi  
Kaho to de den jaan bhi 
Jo dosti ka ho yaqeen 
Ye lakhnow ki sar zameen.....

YouTube
Maplin
Chaudhry Karnail Singh
Ghar baabul da chhad ke dheeye 
Dheeye ik din jaana ae 
Ai gal jaane saaree duniya 
Dheeyan dha begaana ae 
Ghar baabul da chhad ke dheeye.... 

Dheeyan nu toran da jag wich je kite dastur na hunda 
Main kadi na tordatainu bebas te majboor na hunda 
Dheeyan torian rajeyan raneyan e dastur puraana ae 
Ghar baabul da chhad ke dheeye.... 

Teri saadi saanjh si aini rasmi mel si chaar dinaan da 
Gide boliyan bhangadhe peegan o sab khel si chaar dinnan da 
Tu purauhni si chaar dinaan di tera door thikaana ae 
Ghar baabul da chhad ke dheeye.... 

Saadi yaad kadi je aawe ghut sabar da pee layeen bachiye 
Sakhiyan chhad ke jaandi waari see na kareen bul si layeen bachiye 
Shaala jeeven sada wassen tu assan a farz nibhaana ae 
Ghar baabul da chhad ke dheeye....

YouTube
AllegroRainbow
Chhabili
Lahero pe laher, ulfat hai jawaan 
Raato ki saher, chali aao yaha 
Sitaare tim-timaatein hain, tu aaja aaja 
Machalti jaa rahi hai ye hawaaye aaja aaja 
Lahero pe laher, ulfat hai jawaan... 
Sulagti chaandni mein tham rahi hai tujh pe nazar 
Qadam ye kis taraf badhhte chale jaate hain bekhabar 
Zamaane ko hai bhoole ham ajab si khwaab ye safar 
Lahero pe laher, ulfat hai jawaan... 
Na jaane kaunsi raahein hamaara kaun sa hai jahaan 
Sahaare kiske ham dhhundhhe, hamaari manzil hai kaha 
Sada dil ki magar kehti hai meri duniya hai yaha
Lahero pe laher, ulfat hai jawaan... 
SelectCheaper
Chhaila Babu
Tere Pyaar Ne, Mujeh Gham Diya, Tere Gham Ki Umr, Daraz Ho, 
Voh Zamaana Aaye Khuda Kare, Mere Pyar Par Tumeh Naaz Ho, 
Tere Pyaar Ne... 

Mere Pyaar Lutne Wale Jaan, Tu Tamaam Umr Jawan Rahe, 
Teri Zindagi Mein Bahaar Ho, Teri Zindagi Mein Bahaar Ho.. 
Mere Zindagi Mein Khisan Rahe, Mere Saath Ho Meri Bebasi, 
Tere Saath Nagm-o-saaz Ho..Tere Pyaar Ne... 

Kahin Aur Chal Mere Dil Yahan, Kabhi Laut Kar Nahin Aayenge, 
Mili Dil Lagaane Ki Voh Sazaa, Mili Dil Lagaane Ki Voh Sazaa, 
Ke Kahin Bhi Dil Na Lagaayenge, Use Kya Pata Ke Wafa Hai Kya, 
Jisse Bewafai Pe Naaz Ho.. Tere Pyaar Ne.. 

Tere Pyaar Ne, Mujeh Gham Diya, Tere Gham Ki Umr, Daraz Ho, 
Voh Zamaana Aaye Khuda Kare, Mere Pyar Par Tumeh Naaz Ho, 
Tere Pyaar Ne...

MusicStreet
Chhalia
YouTube 
Dam dam digaa digaa mausam bheegaa bheegaa
Bin piye main to giraa, main to giraa, main to giraa, haye allaa
Surat aap kee subhaanaallaa
Teree adaa waahawaa kyaa baat hain
Aakhiyaan jhookee jhookee, baaten rukee rukee
Dekho luteraa aaj loot gayaa, haye allaa ...
Teree kasam too meree jaan hain
Mukhadaa bholaabhaalaa, chhoop ke daakaa daalaa
Jaane too kaisee mehumaan hain,  haye allaa ..
Vitaspring
Chhalia
Mere Tuute hue dil se koyee to aaj ye puuchhe 
Ke teraa haal kyaa hai ke teraa haal kyaa hai 
Mere Toote... 

Kismat teri reet niraalee, o chhaliye ko chhalane vaalee 
Phool khilaa to Tooti Daalee 
Jise ulafat samajh baithaa, meri nazaron kaa dhokha tha 
Kisee ki kyaa khataa hai 
Mere Toote... 

Maangee muhabbat paayee judaayee, duniya mujhako raas na aayee 
Pahale kadam par thokar khaayee 
Sadaa aazaad rahate the hamen maaloom hi kya tha 
Muhabbat kya balaa hai 
Mere Toote...

YouTube
GoogleVideo
 
HiFiBitz
Chhalia
YouTube 
GoogleVideo 
Chhaliyaa meraa naam, chhaliyaa meraa naam-2
Hindu muslim sikh isaayee sabako mera salaam-2
Chhaliyaa meraa naam, chhaliyaa meraa naam
Hindu muslim sikh isaayee sabako mera salaam
chhaliyaa mera...
Dekho logo zaraa to socho bani kahaani kaise
Kaheen pe khushiyan kaheen pe ghum hai kyon hota hai aise
kyon hota hai aise
Waah re tere kaam kahin subah se shaam
Hindu muslim sikh isaayee sabako mera salaam
Chhaliyaa meraa naam, chhaliyaa meraa naam
 
Rok rahe hain raahen meri nainaa teekhe teekhe
Ham to khaali baat ke rasiyaa ishq naheen ham seekhe
ishq naheen ham seekhe
Jahaan bhi dekhaa kaam karta waheen salaam
Hindu muslim sikh isaayee sabako mera salaam-2
Chhaliyaa meraa naam
 
Main hoon gareebon kaa shahazaadaa jo maango vo de doon
Shahazaade talavaar se khelen main ashkon se kheloon
main ashkon se kheloon
Mehanat mera kaam denaa uskaa kaam
Hindu muslim sikh isaayee sabako mera salaam
Chhodo Na Yaar
[Piya piya o re piya…. 
Piya o re piya…..]-3 

Kasak uthi mere man mein piya…. 
Mujhe gale laga le 

Oo… 

Kasak uthi mere man mein piya…. 
Mujhe gale laga le …-2 

Gale laga le…..jiya dhadka le 
Sapno ko apne sajaale…sajaale…. 

Kasak uthi mere man mein piya…. 
Mujhe gale laga le… 

Piya piya o re piya…. 
Piya o re piya 

Tu meri zindagi…. 
Jahan tu mera man wahan…. 
Duniya se kya waasta… 
Tu hi mera saara jahaan… 

O… 

Akhon mein chupale…..dil mein basaa le…-3 
Seene se apne laga le….laga le.. 

Kasak uthi mere man mein piya…. 
Mujhe gale laga le… 

Piya piya o re piya…. 
Piya o re piya  

Bebasi ka gumaan…. 
Tere sang manzoor hai…. 
Apna tujhe maan kar…. 
Dil mera magroor hai…. 
Armaan sare tujhe pe hai vare 3 
Khud ko kiya tere hawale hawale 

[Kasak uthi mere maan mein piya 
Mujhe gale laga le]2 

Gale gala le 
Jiya dhadka le 
Sapno ko apne saja le 
saja le 

Kasak uthi mere maan mein piya 
Mujhe gale laga le

Hocks
Chhodo Na Yaar
Luta hai zamaane ne 2
Uspe hai yeh tanhaai 2
Zalim yeh judai hai 3
Abb jaan pe ban aai 
Luta hai zamaane ne
Uspe hai yeh tanhaai
[Is yaadhon ke jungle mein 
Armaano ke harpal mein ]2
Har seendh deekhe tu hi tu hi tu 2
Bas tu 
Chand bhi teri parchai ho 
Chand bhi teri parchai 
Zalim yeh judai hai 3
Abb jaan pe ban aai 
Luta hai zamaane ne 2
Uspe hai yeh tanhaai 2
Zalim yeh judai hai 3
Abb jaan pe ban aai 
[Asqho ka chala tofan 
Tofan mein yeh dooba]2
Fhurkat mein sanam teri 5
Aankhne hui daryai 2
Zalim yeh judai hai 2
Abb jaan pe ban aai 
Luta hai zamaane ne 2
Uspe hai yeh tanhaai 2haye
Chhote Sarkar
Tere Chehere Mein Hai Jo Baat, Kisi Aur Mein Nahin, 
Aisa Jalva Na Koyi Hai, Na Huva, Na Hoga, 
Oy Tere Chehere Mein Hai Jo Baat, Kisi Aur Mein Nahin.. 

Apne Uljhe Huve Baalon Ko Sanwar Jaane De, 
Phool Se Apne, Yeh Rukhsaar Nikhar Jaane De, 
Apne Uljhe Huve Baalon Ko Sanwar Jaane De, 
Phool Se Apne, Yeh Rukhsaar Nikhar Jaane De, 
Saadagi Ho Ti Hai Rukhsat, Tho Use Hone De, 
Jism Par Rang Jo Bikhre, Tho Bikhar Jaane De.. 

Ab Teri Chal Ko Tufaan Utane Honge, 
Jitne Soye, Huve Fitane, Hein Jagane Honge, 
Ab Teri Chal Ko Tufaan Utane Honge, 
Jitne Soye, Huve Fitane, Hein Jagane Honge, 
Apni Ankhon Ko Ishaaron Ki Ijaazat Dekar, 
Unishaaron Se Kayi, Rang Jamaane Honge, 

Yeh Banavat Ka Zamana Hai Banavat Maange, 
Chahe Jhooti Hi Sahi, Phir Bhi Sajavat Maange, 
Yeh Banavat Ka Zamana Hai Banavat Maange, 
Chahe Jhooti Hi Sahi, Phir Bhi Sajavat Maange, 
Dil Magar Mera Tere Pyaar Kaa Deewana Hai, 
Tere Kadamon Ki Fakat Halki Si, Aahat Maange, 

Tere Chehere Mein Hai Jo Baat, Kisi Aur Mein Nahin, 
Aisa Jalva Na Koyi Hai, Na Huva, Na Hoga, 
Oy Tere Chehere Mein Hai Jo Baat, Kisi Aur Mein Nahin..

EliteMate
Chhoti Bahen
YouTube 
GoogleVideo
Jaaoon kahaan bataa aye dil  duniyaan badee hai sangdil
Chaandanee aayee ghar jalaane, suze naa koee manjil
Ban ke toote yahaan, aarajoo ke mahal
Ye jameen aasamaan bhee gaye hain badal
Kahatee hain jindagee, is jahaan se nikal
Haaye is paar to aasuon kee dagar
Jaane us paar kyaa ho kise hai khabar
Thhokaren khaa rahee, har kadam par nazar
Chhoti Bahu
yeh raat hai pyaasi pyaasi (2) 
pyaasi na guzar jaaye 
tum baahon mein aa jaao (2) 
ya waqt theher jaaye 
yeh raat hai pyaasi pyaasi 

nayi aag dil ko jalaane lagi hai 
machalna sikhaane lagi hai 
jawaan pyaar kaabu mein kaise rahega 
ke angadaayi aane lagi 
yeh palke uthaao, yeh nazaren milaao 
masti bikhar jaaye 
yeh raat hai pyaasi pyaasi (2) 

kayi rang dekhe tumhaare labon mein 
kaho to koyi hum chura le 
zara shokh kar le yeh sada sa jeevan 
jawaani ko rangeen banaaye 
yeh aakhen na phero, yeh zulfen bikhero 
duniya sanvar jaaye 
yeh raat hai pyaasi pyaasi (2) 
pyaasi na guzar jaaye 
tum baahon mein aa jaao

Chhoti Chhoti Baaten
Zindagi khwaab hai, tha hamein bhi pata
Chhoti Si Mulaaqat
Aye chaand ki zebaai
tu jhool jaa bahon mein
madhosh baharen bhi
lene lagi angdaai
aye chand ki zebaai..
Chhupa Rustam
Ham, chhupe rustam hain, 
Qayaamat ki nazar rakhte hain
Zameen to kya hai,
Asmaan ki khabar rakhte hain
Ham, chhupe rustam hain ...
Chhup na paaye koyi tasveer, hamaare aage
Toot jaati hai khud shamsheer hamaare aage
Chal na paaye koyi tadbeer hamaare aage
Sar jhukaati hai har taqdeer hamaare aage
Raah kaanto mein bana lete hain, 
Aasmaan sar pe uthha lete hain
Ham agar taish mein aaye to,
Aag paani mein laga dete hain
Hamaare dam se ye zamaana hai,
Sharaab-o-jaam hai, maikhaana hai
Ham jaha sar ko jhuka de yaaro, 
Wahi kaaba, wahi butkhaana hai
Ham insaan hain, insaan ke liye,
Dar pe sar rakhte hain
(Zameen to kya hai, 
Aasmaan ki khabar rakhte hai)
Ham, chhupe rustam hain ...
Tori nazariya gauri jaise ras ki nadi laharaaye
Ek baar jo doobe in mein pal-pal goti khaaye
Oh shama ... pal-pal gota khaaye
Nazar ye teer bhi, talwaar bhi hai, 
Nazar inkaar bhi, iqraar bhi hai
Nazar ye phool bhi, khaar bhi hai, 
Thal bhi, megh bhi, malhaar bhi hai
Nazar dil ki zubaan hoti hai, 
Motiyo ka makaan hoti hai
Pyaar ka imtehaan hoti hai, 
Zameen par aasmaan hoti hai
Nazar uthh jaaye to duwa ban jaaye, 
Agar jhuk jaaye to haya ban jaaye
Jo tirchhi ho to adaa ban jaaye, 
Pade seedhi to qaza ban jaaye
Nazar koyi bhi ho ham sab pe nazar rakhte hain
Zameen to kya hai, 
Aasmaan ki khabar rakhte hain
Ham chhupe rustam hain ...
Ham teri talaash mein jaan-e-jahaan, 
Jeene ka kya dastoor bane
Kabhi kais, kabhi farhaad,
Kabhi khaiyyaam, kabhi mansoor bane
Kya-kya na bane ham tere liye par, 
Jo bhi bane, bharpoor bane
Natkhat ham natwar, tere liye
Dar-dar ghoome, ban-ban bhatke, 
Parbat pe gaye, sooli pe chadhhe
Nit khaaye muqaddar se jhatke, 
Tere ghunghat pat ki salwat mein
At-at ye more naina atke,
Jhatpat de hamein darsan, 
Ham to pyaase hain, teri kaali lat ke
Oh meri aarzoo aa oh meri justjoo, 
Aa zara tu rubroo aa
Le hi jaayenge, uthha ke bhari mehfil se tujhe
Chura le aankh se kaajal woh hunar rakhte hain
Ham, chhupe rustam hain ..
China Town
Baar baar dekho hazaar baar dekho ke dekhne ki cheez hain 
Hamaara dilruba, taali ho taali ho, taali ho
Haan ji haan, aur bhi honge dildaar yaha, laakhon dilon ki bahaar Yaha, par ye baat kaha - 2
Ye bemisaal husn, laajawaab ye aada, taali ho taali ho, taali ho…
Dil mila, ek jaane mehfil mila ya chiraag-e-manzil mila ye na
Poochho ke kaha - 2
Naya naya ye aashiqi ka raaz hai mera, taali ho taali ho, taali ho…
Balle balle, uthhke mistar kyu chale pyaar pe mere kaho kyu jale
Baithh bhi jaao meharbaan - 2
Duwa koyi mile tumhein bhi aisa dilruba, taali ho taali ho, taali ho…
Chiraag
Chirag Dil Ka Jalaayo 
Bahut Andhera Hai 
Kahin se Laut ke aayo 
Bahut Andhera Hai... 

Kahan se laaoun 
Kahan se laaoun 
woh rangat gayi baharon ki 
Tumhare saath gayi roshni nazaaron ki 
Mujhe bhi paas bulaayo 
bahut andhera hai.. 

Chirag dil ka jalaayo 
Bahut andhera hai.. 

Sitaaron tumse andhere 
kahan sambhalte hain 
unhi ke nakshe kadam se 
chirag jalte hain 
Unhi ko dhoondh ke laayo 
Bahut andhera hai.. 

Chirag dil ka jalaayo 
Bahut andhera hai 
Kahin se laut ke aayo 
Bahut andhera hai...

Chiraag
Jab dekh liya to chhupenge kahaan
 
YouTube
YahooVideo
GoogleVideo
MSNVideo
Teri aankhon ke siva duniya mein rakha kya hai(2)
yeh uthe subah chale
yeh jhuke sham dhale
mera jeena mera marna inhi palkon ke thale
Teri aankhon ke siva duniya mein rakha kya hai
Ye hon kahin inka saya mere dil se jaata nahin
In ke siva ab kuch bhi nzar mujh ko aata nahin
yeh uthe subah chale
yeh jhuke sham dhale
Thokar jahaan maine khaayee inhonne pukaaraa mujhe
ye hamasafar hai.n to kaafii hai in kaa sahaaraa mujhe 
ye uthen subah chale ...
Palkon ki galiyon mein chehre baharon ke haste huye
hai mere khabon ke kya kya nagar inme bajte huye
o o
palkon ki galiyo mein chehre baharon ke haste huye
yeh uthe subah chale
yeh jhuke sham dhale
mera jeena mera marna inhi palkon ke thale
Teri aankhon ke siva duniya mein rakha kya hai
inme mere aanewale zamane ki tasveer hai
chahat ke kajal se likhi huyi meri takdeer hai
o o
inme mere aanewale zamane ki tasveer hai
yeh uthe subah chale
yeh jhuke sham dhale
mera jeena mera marna inhi palkon ke thale
Teri aankhon ke siva duniya mein rakha kya hai
yeh uthe subah chale
yeh jhuke sham dhale
mera jeena mera marna inhi palkon ke thale
Teri aankhon ke siva duniya mein rakha kya hai
Chiraag Kahaan Roshani Kahaan
(Ajab hai maalik tera jahaan,chiraagh kahaan roshani kahaan)-2 
Aag lage, nahiin uthe dhuaan,chiraagh kahaan roshani kahaan 

(Chaand se dekha door chakora)-2 
Dharati door gagan se 
Aankh se door hai, aankh ka taara 
Bichhada phool chaman se 
(Ye kaisa dastur yahaan)-2 
Chiraagh kahaan roshani kahaan 
Ajab hai maalik tera jahaan, chiraagh kahaan roshani kahaan 

(De kar apanaa deep kare jo, kisi kaa ghar ujiyaara)-2 
Aaj usi ke man men chhaaya, kyun gham ka andhiyaara 
(Aai bahaaren le ke khizaan)-2 
Chiraagh kahaan, roshani kahaan 
Ajab hai maalik tera jahaan, chiraagh kahaan roshani kahaan

Chitarlekha
Man re tu kaahe na dhir dhare 
Woh nirmohi moh na jaane, jinka moh kare Man re ... 

Is jeewan ki chadhti dhhalti dhoop ko kisne baandha 
Rang pe kisne pehere daale roop ko kisne baandha 
Kaahe ye jatan kare Man re ... 

Utna hi upkaar samajh koyi jitna saath nibha de 
Janam maran ka mel hai sapna ye sapna bisra de 
Koyi na sang mare Man re ...

Chitchor
YouTube
Aaj se pahale aaj se zyaadaa
Khushee aaj tak naheen milee
Itanee suhaanee, ayesee meethhee
Ghadee aajatak naheen milee
[Is ko sanjog kahen yaa, kismat kaa lekhaa
Hum jo achaanak mile hain]-2
Man chaahe saathee paake, hum sab ke chehare 
Dekho to kaise khile hain
Takadeeron ko jod de ayesee-2
Kadee aajatak naheen milee
[Sapanaa ho jaaye wo pooraa, jo hum ne dekhaa
Ye mere dil kee duwaa hai]-2
Ye pal jo beet rahe hain, in ke nashen mein
Dil meraa gaane lagaa hai
Isee khushee ko dhoondh rahe the
Yahee aajatak naheen milee
Dil mein toofaan uthhaa hain, hothhon pe nagmaa
Aakhon mein aansoo khushee ke
Sapanon ke paas pahoochake, sapanon se dooree
ayesaa naa ho sang kisee ke
koee kahe naa manjil muz ko 
milee aajatak naheen milee
 
YouTube 
 
 Gori tera gaon bada pyara
Main to gaya maara aake yahan re
Us Par Roop Tera Saada 
Chandrama Jyon Aadha, Aadha Jawaan Re
Gori Tera Gaon...
Ji Karta Hai Mor Ke Paon Mein
Payaliya Pehna Doon
Kuhu Kuhu Gaati Koyaliya Ko 
Phoolon Ka Gehna Doon
Yahin Ghar Apna Banane Ko Panchi Kare Dekho
Tinke Jama Re, Tinke Jama Re
Gori Tera Gaon...
Rang Birange Phool Khile Hain 
Log Bhi Phoolon Jaise
Aa Jaye Ek Baar Yahan Jo 
Jayega Phir Kaise
Jhar Jhar Jharte Hue Jharne, Man Ko Lage Harne
Aisa Kahan Re, Aisa Kahan Re
Gori Tera Gaon...
Pardesi Anjaan Ko Aise 
Koi Nahin Apnaata
Tum Logon Se Jud Gaya Jaise 
Janam Janam Ka Naata
Apni Dhun Mein Magan Dole Log Yahan Bole
Dil Ki Zuban Re, Dil Ke Zuban Re
Gori Tera Gaon Bada...
Chor Machaaye Shor
 
Revver 
Ghungharoo ki tarah bajta hi raha hun main
Kabhi is pag mein kabhi us pag mein
badhta hi raha hun mein
Kabhi toot gaya kabhi toda gaya
Sau baar mujhe phir joda gaya
Yu hi lut lut ke kabhi mit mit ke
banta hi raha hun mein
Main karta raha auron ki kahi
Meri baat mere man hi mein rahi
Kabhi mandir mein kabhi mehfil mein
Sajta hi raha hun mein
Apnon mein rahe ya gairon mein
Ghungharoo ki jagah to hai pairon mein
Phir kaisa gila jis se jo mila
sahata hi raha hun mein
Ghungharoo ki tarah bajta hi raha hun main
Chugalkhor
Dil ne qasoor keeta pyaar da 
Hor ki gunah e ghunahgaar da 
Dil ne qasoor keeta pyaar da ho..... 

[Akhiyan ne tanu chun liya e ho.... 
Giya te qraar mera giya e]-2 
Tadhe bin pal nahin guzarda 
Dil ne qasoor keeta pyaar da haye..... 

Dena wan mubaarka naseeb nu  ho... 
Mil gaye ne badshah ghareeb nu 
Oye imaan naal oye 
Dena wan mubaarka naseeb nu  ho... 
Mil gaye ne badshah ghareeb nu 
Aiho gal jag nahin sahaardaa 
Dil ne qasoor keeta pyaar da ho..... 

Hasna te mud mud takna ho..... 
Hausla wadhaunda e piya apna 
Haye imaan naal 
Hasna te mud mud takna haye..... 
Hausla wadhaunda e piya apna 
Todna na dil dildaar da 
Dil ne qasoor keeta pyaar da 
Hor ki gunah e ghunahgaar da 
Dil ne qasoor keeta pyaar da haye.....

YouTube
CID
Aye dil hai mushkil jeena yahan 
Zara hat ke zara bach ke, yeh hai Bombay meri jaan 
Ha haa, ha ho ho, ho hi haa ha haa 
Hm hm hm hm, hm hm hm , hm hm hm hm hm 
Aye dil hai.. 

(Kahin building kahin traame, kahin motor kahin mill 
Milta hai yahan sab kuchh ik milta nahin dil) -2 
Insaan ka nahin kahin naam-o-nishaan 
Zara hat ke zara bach ke, yeh hai Bombay meri jaan 
Aye dil hai.. 

(Kahin satta, kahin patta kahin chori kahin res 
Kahin daaka, kahin phaaka kahin thokar kahin thes) -2 
Bekaaro ke hain kai kaam yahan 
Zara hat ke zara bach ke, yeh hai Bombay meri jaan 
Aye dil hai.. 

(Beghar ko aawara yahan kehte has has 
Khud kaate gale sabke kahe isko business) -2 
Ik cheez ke hain kai naam yahan 
Zara hat ke zara bach ke, yeh hai Bombay meri jaan 
Aye dil hai..

YouTube
GoogleVideo
Coolie
Na zar rozaye mustufa dhundhati hai
Daya re rasoole khuda dhundhati hai
Mubarak ho tum sabko hajj ka mahina -2 
Na thi meri kismat ke dekhu madina
Madina wale se
Madina wale se mera salam kehna
Madina wale se mera salam kehna
Phata mere gam se samandar ka bhi seena - 2
Na thi meri kismat ke dekhu madina
Madina wale se mera salam kehna - 2
[Wahan koi chhota na koi bada hai 
Waha har bashar ek sap mein khada hai]-2
Mohammad ki chaukhat pe jo gir pada hai - 2
Usi ka hai marna usi ka hai jeena - 2
Na thi meri kismat ke dekhu madina
Madina wale se mera salam kehna - 2
Bahut door hoon main
Bahut door hoon main tere aastan se 
Meri haazari le le aaka yahaan se
Mujhe baksha de waqt ke imtihaan se
Ke majboor hoon main gam-e-do jahaan se
Chune gul sabhi ne tere gulsita se
Mujhe sirf kaanten mile kyon fiza se
Tujhe sab pata hai  kahu kya zubaan se
Phakat ek ishaara tu kar de waha se
Sitaare hai kismat ke naam meharbaan ke
Juda kar na dekh ek bete ko maan se
Agar hukm hai maut ka asmaan se
Badal de meri jaan meri maan ki jaan se
O shahe-o-alam o shah-e-madina
Mubarak ho tum sabko hajj ka mahina -2 
Na thi meri kismat ke dekhu madina 
Madina wale se mera salam kehna - 2
 
 Contd.....
 
A
B
CD
E-G
H-J
K-L
M
N
O-R
S
T-Z
References
An author of a dozen medical books and Janampatri software, second prize winner in most extempore contests participated as student, Dr K Chaudhry (1944 born MBBS) solicits invitations to attend debates, declamation contests and such other literary/cultural activites in/around Delhi. No obligations either way.