| EducationalVideos.us
DrKChaudhrysFanclub.com MereTaraane.com AkashGeet.com Bathroom-Singer.com |
Linux/Windows Web Space at Same Price $3 or Rs120 per month 1000 MB Web Space 30 Day Money Back Guarantee 5 Domain Aliases 100 FTP Users, Web Traffic Reporting FREE Image Gallery FREE Forum FREE Shopping Cart 99.9% network uptime WAP, Real Audio/Video Streaming & more! |
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
| Jaata hun main mujhe ab na bulaana
Meri yaad bhi apne dil mein na laana Mera hai kya meri manzil na koyee thikaana Jata hun main... [Pyaasa tha bachpan jawaani bhi meri pyaasi
[Mujh ko hassee bhi milli saaye liye dukh ke
[Tha pyaar ka ek diya vo bhi bujhaa daala
|
|

| YouTube
GoogleVideo |
Ai mere dil kahiin aur chal
Gam kii duniyaa se dil bhar gayaa
Dhundh le ab koi ghar nayaa -2
Ai mere dil kahiin aur chal
Chal jahaan gam ke maare na hon
Jhootii aashaa ke taare na hon -2
Jhootii aashaa ke taare na hon
In bahaaron se kyaa faayadaa
Jis mein dil kii kalii jal gai
Zakham phir se haraa ho gayaa
Ai mere dil kahiin aur chal
Chaar aansuu koi ro diyaa
Pher ke munh koi chal diyaa -2
Pher ke munh koi chal diyaa
Lut rahaa thaa kisii kaa jahaan
Dekhatii rah gai ye zamiin
Chup rahaa beraham aasamaan
Ai mere dil kahiin aur chal
Gam kii duniyaa se dil bhar gayaa
Dhundh le ab koi ghar nayaa
Ai mere dil kahiin aur chal
|
| Chaand ek bewa ki choodhi ki tarah toota hua
Har sitaara be sahaara soch mein dooba hua Gum ke baadal ik janaaze ki tarah thahare hue Hichkiyon ke saaz par kahta hai dil rota hua Koyee nahin mera is duniya mein aashiyan barbaad hai
Ja hawaa tu rasta le apna kismat hai meri ji
ke tadhapna-2 (?)
Toot chuke hain aankhon ke sapne
[Mausam dukhon ka sar par hai chhaaya
|
|
| Jhul gaye gam ki havaa se, pyaar ke jalate charaag
Bevafaaee chaand ne ki, pad gayaa is mein bhi daag Ham dard ke maaron ka, itanaa hi fasaanaa hai
Dil ek khilaunaa hai, takadeer ke haathon mein - 2
Dete hain duaaen ham-2
Hans hans ke bahaarein to, shabanam ko rulaati hain -
2
|
|
|
Mere dil mein aaj kyaa hai
Tuu kahe to main bataa duun
Terii zulf phir savaaruun
Terii maang phir sajaa duun
Mere dil me.n ...
Mujhe devataa banaakar, terii chaahaton
ne puujaa - (2)
Meraa pyaar kah rahaa hai,
Mai.n tujhe khudaa banaa duun
Terii zulf phir ...
Koi dhuundhne bhii aae, to hamen naa Dhuundh
paae - (2)
Tuu mujhe kahiin chhupaa de,
Main tujhe kahiin chhupaa duun
Terii zulf phir ...
Mere baazuon me aakar, teraa dard chain
paae - (2)
Tere gesuon me chhupakar,
Main jahaan ke gam bhulaa duun
Terii zulf phir ...
|
|
Na Tu Zameen Ke Liye
Hai Na Aasman Ke Liye
Tera Wajood Hai
Tera Wajood Hai
Ab Daastan Ke Liye
Palat Ke Sou-e-Chaman
Dekhne se kya hoga
Woh Shaakh hi naa rahi
Jo thi aashiaana Ke liye
na tu zameen ke liye
hai na aasmaan ke liye
Garaz Parast Jahan Mein
Wafa talash na kar
Yeh Sheh bani thi kisi
Doosere Jahaan ke liye
Tera wajood hai
Tera Wajood hai
ab Daastan ke liye
Na Tu zameen ke liye
Hai Na Aasman Ke Liye...
|
|
|
| [Aise na mujhe tum dekho
Seene Se Laga Loonga Tumko Main Chura Loonga Tumse Dil Mein Chhupa Loonga]-2 Hmm Hmm [Tere Dil Se Ae Dilbar Dil Mera Kehta Hain Pyar Ke Dushman Log Mujhe Dar Lagta Rehta Hain ]-2 Tham lo Tum Meri Baahein
Aise Na Mujhe Tum Dekho
Hmm
Main Ab Iss Dil Ke Saare
Aise Na Mujhe Tum Dekho
[Pyar Ke Daaman Mein Chunkar
Jaaneman Tumko Apni
Aise Na Mujhe Tum Dekho... |

| Chalee meri dulhan ki doli
Saath hai jeevan saathi kya karne hain baraati Chalee meri dulhan ki doli Ik mast pawan ke ye jonke sang ban ke aaj kahar chale
Duniya deevaani kahti thi patjhadh mein phool nahin khilte
Phoolon ke nahin armaano ke main haar tumhen pehnaayunga
|
|
Doosron ka dukhdaa door karne waale
|
| YouTube |
Tumse kahun ek baat paron se halki halki
hm hm hm hm
Raat meri hai, chaanv tumhare hi aachal
ki hm hm hm hm
Tumse kahu ek baat paro se, halki halki
halki halki halki
Soyee galiyan, baah pasare aankhein meeche
Soyee galiyan, baah pasare aankhein meeche
hmm hmm hmm hmm
Mai duniya se, door ghani palkon ke neeche
hmm hmm hmm hmm
Dekhu chalte khwab, lakeeron par kaajal
ki
Tumse kahu ek baat paro se, halki halki
halki halki halki
Dhundhli dhundhli, rain milan ka beestar
jaise
Dhundhli dhundhli, rain milan ka beestar
jaise
Khulta chhupta, chand sej ke upar jaise
hmm hmm hmm hmm
Chalti phirti khaat, hawaon par baadal ki
hmm hmm hmm hmm
Tumse kahu ek baat paro se halki halki halki
halki halki
Hai bheega sa, jism tumhara in haathon mein
Hai bheega sa, jism tumhara in haathon mein
hmm hmm hmm hmm
Baahar neend, bhara panchhi bheegi shaakhon
mein hmm hmm hmm hmm
Aur barkha ki boond, badan se dhalki dhalki
Tumse kahu ek baat paro se, halki halki
hm hm hm hm
Raat meri hai chaanv tumhare hi aachal ki
hm hm hm hm
Tumse kahu ek baat paro se, halki halki
halki halki halki
|
| InhouseAudio
MusicWebtown |
Duniya ne teri duniya waale sukh chain hamaara
chheen liya
sukh chain hamaara chheen liya
Pahle to bassaayee dil mein khushi phir
dil ka sahaara chheen liya
phir dil ka sahaara chheen liya
Duniya ne teri duniya waale
Kya kaam hamein ab jeene se marnen ki duyaayen
kyon naa karein
kyon naa karein
Toofaan mein kashti aan fanssee maujon ne
kinaara chheen liya
maujon ne kinaara chheen liya
Aye ghum ki ghataa ja aur kahin
Aye ghum ki ghataa ja aur kahin ab paas
hamaare kuchh bhi nahin
kuchh bhi nahin
Chamkaaya tha jisne kismat ko toone woh
sitaara chheen liya
toone woh sitaara chheen liya
|
| Aseen re panjaaye ahede shabab karke mujhe
Kahan gaya mera bachpan kharaab karke mujhe Hue hum jinke liye barbaad wo hum ko chaahe karein na yaad Jeevan bhar unki yaad mein hum gaaye jaayenge Ek zamaana tha wo pal bhar hum se rahe na door
Main hun aisa deep ki jisme naa baati naa tel
|
| YouTube
GoogleVideo YahooVideo MSNVideo |
Meri kahaanee bhoolane vaale
Tera jahaan abaad rahe, merii kahaanee
Teri khushii par main mit jaaoon duniyaa
meri barbaad rahe
Meri kahaanee
Mere geet sune duniyaan ne magar
Mera dard na koyee jaan sakaa
Ek tera sahaara tha dil ko
Tu bhi na mujhe pahachaan saka
Bachapan ke wo geet puraane aaj tujhe na
yaad rahe
Meri kahaanee
Main apanaa fasaana kah na saka
mere dil ki tamanna dil me.n rahi
Lo aaj kinaare par aake
Aramaanon ki kashti doob gayee
Qismat ko manzoor yahi tha lab par mere
fariyaad rahe
Meri kahaanee
|
| jii bhar ke dekh luu.N mai.n tumhe.n zulfe.n idhar kar
lo
saaraa jahaa.N hai udhar tum nazar jidhar kar lo jii bhar ke dekh luu.N mai.n tumhe.n ... surkhii tere ruksaar pe badalegiii ra.ng bahaar ke
bhiige libaas me.n badan lagataa hai jaise gulaab ho
|
|
Nasiib dar pe tere aazamaane aayaa hun -2
aazamaane aayaa hun
nasiib dar pe tere
tujhii ko terii kahaanii
tujhii ko terii kahaanii sunaane aayaa huu.N
nasiib dar pe tere aazamaane aayaa huu.N
jo naGame.n soye huye
hai.n tere Kayaalo.n me.n -2
jo naGame.n soye huye
hai.n tere Kayaalo.n me.n
unhii.n ko aaj mai.n gaa kar -2
jagaane aayaa huu.N
nasiib dar pe tere haay
nasiib dar pe tere aazamaane aayaa huu.N
aazamaane aayaa huu.N
haa.N
( bahaa bhii de merii
haalat pe aaj do aa.Nsuu ) -2
mai.n apane dil kii -2
lagii ko bujhaane aayaa huu.N
nasiib dar pe tere aazamaane aayaa huu.N
aazamaane aayaa huu.N
ho
( agar wo saamane hote
to unase ye kahataa ) -2
tere hazuur me.n biga.Dii -2
banaane aayaa huu.N
nasiib dar pe tere aazamaane aayaa huu.N
aazamaane aayaa huu.N
|
| Deewana mujhko log kahen
Main samjhun jag hai deewana-2 Hansta hai koi surat pe meri Hansta hai koi sirat pe meri Chhota hi sahi par dil hai bada Main jhoomta paimana Deewana mujhko lo... [Main insaan seedha saadha hoon Imaan ka Main shehzaada hoon]-2 Hai kaun bura malik jaane Maein pyar ka parwana Deewana mujhko log... Maein yaar ki khatir lut jaaun Aur pyar ki khatir mit jaaun Chalta hi rahoon rah-e-manzil Anjaam se begaana Deewana mujhko log... |
| YouTube |
tasveer banata hoon teri khoon-e-jigar se
khoon-e-jigar se
dekha hay tujhey mein nay muhaabat ki nazar
se
arey muhabbat ki nazar se
jitney bhi miley rang wo sab bhar diye tujh
mein
ik rang-e-waffa aur hay laoon wo kidhar
se
arey laoon wo kidhar se
tasveer banata hoon teri khoon-e-jigar se
khoon-e-jigar se
saawan teri zulfon se ghata mang kay layya
bijli ne churai hay tadap teri nazar se
arey tadap teri nazar se
tasveer banata hoon teri khoon-e-jigar se
khoon-e-jigar se
mein dil mein bula kar tujhey rukhsat na
karonga
mushkil hay tera lout kay jana marey ghar
say
arey jana marey ghar se
tasveer banata hoon teri khoon-e-jigar se
khoon-e-jigar se
|

| Hey zu Hmm Hmm Hmm Hmm
hey hey hey hey hey hey Ab mujhe raat din tumhara hi khayaal hai-2 Kya kahu pyaar mein deewano jaisa haal hai Deewano jaisa haal hain tumhara hi khayal hai Ho ho aa ha ha ha la la la la la la Ab mujhe raat din tumhara hi khayal hai Kya kahu pyaar mein deewano jaisa haal hai Tum ko dekhe bina chain milta nahi
Har pal dhunde nazar tum ko hi jaaneman
|
| iShare |
Tere dard se dil aabaad rahaa -2
Kuchh bhool gaye kuchh yaad rahaa -2
[Naseeba bhi kyaa rang laayaa
Kahaan laa ke hamako milaayaa] -2
Apanii vafaa ke ghul khil naa paaye
Mil ke bhii tujhse hum mil naa paaye
Dard-e-dil ham kaise sahen
Door bhii ham kaise rahen
Teraa gham tere jaane ke baad rahaa -2
Kuchh bhool gaye kuchh ...
[Jaan-e-vafaa tujhako kyaa den
Dil kah rahaa hai duyaa den]-2
Aramaan bujhe hain sapanen dhuaan hain
Mar mar ke ham to zindaa yahaan hain
Bekhudii men ham kho gaye
Phir judaa tujhase ho gaye
Chaahat kaa jahaan barabaad rahaa -2
Kuchh bhool gaye kuchh ...
|
|
Kaun aaya mere man ke dwaare,
Paayal ki jhankaar liye - 2
Kaun aaya ...
Aankh na jaane,
Dil pehchaane suratiya kuchh aisi - 2
Yaad karu to,
Yaad na aaye muratiya ye kaisi
Paagal manwa,
Soch mein dooba sapno ka sansaar liye
Kaun aaya ...
Ik pal sochu,
Meri aasha roop badal kar aayi - 2
Dooje pal phir,
Dhyaan ye aaye ho na kahi parchhaai
Jo pardesi ke, ghar aayi ek anokha pyaar
liye
Kaun aaya ..
|

|
Nafrat ki laathhi todo, laalach ka khanjar
phenko
Zid ke peechhe mat daudo, tum prem ke panchhi
ho
Desh premiyon, aapas mein prem karo desh
premiyon ...
Dekho, ye dharti, ham sab ki maata hai
Socho, aapas mein, kya apna naata hai
Ham aapas mein lad baithhe,
Ham aapas mein lad baithhe to desh ko kaun
sambhaalega
Koyi baahar waala apne ghar se hamein nikaalega
Diwaanon hosh karo, mere desh premiyon ...
Meethhe, paani mein, ye zaher na tum gholo
Jab bhi, kuchh bolo, ye soch ke tum bolo
Bhar jaata hai gehra ghaav jo banta hai
goli se
Par woh ghaav nahin bharta jo bana ho kadwi
boli se
To meethhe bol kaho, mere desh premiyon
...
Todo, deewaarein, ye chaar dishaaon ki
Roko, mat raahein in, mast hawaaon ki
Purab pashchim uttar dakkhin waalon mera
matlab hai
Is maati se poochho kya bhaasha kya iska
mazhab hai
Phir mujhse baat karo, mere desh premiyon
...
|
| Des parades,
Are khushiyaan yahii.n pe milengi haan mere apanaa hai apanaa, ye des parades vahii puraane hai.n
akelaa nahii.n huu.N mai.n
|

| Nazrana bheja kisi ne pyar ka, hai diwana jo bas tere
didar ka,
nazrana bheja kisi ne pyar ka, hai diwana jo bas tere didar ka, ho nazrana. rahenge jo ruthe ruthe, rahenge jo ruthe ruthe jhuthe
muthe karke nakhre
kabhi-kabhi, kabhi-kabhi, doori bhi jaroori ha premiyon
mein pyar badhane ke waste
|
| Tu pee aur jee, tu jee aur pee, sardi mein jab piyoge
yaaro, sardi mein jab piyoge yaaro,
garam kot ban jayega ye, aayi garmi to madira jal thandak tumko pahunchayega are rang bharega sapno mein ankho mein jab ye bus jayega, man to tere meet tera bus yahin kahin pe mil jayega, kahe ko tu phire akela, are kahe ko tu phire akela, dekh jara maujon ka mela, aa tu bhi aa lahra, are aao na akele kabhi, raho na akele kabhi, sabhi se ye kahe ye kabhi, ke upar niche aage pichhe chhayi kaisi masti jara pee aur jee Ye Gujrati wo Bangali, ye Gujrati wo Bangali, ye dill
wala, wo dil wali,
Ghar walon ki yaad sataye, ghar walon ki yaad sataye,
ya ankhon mein ansoon aye,
|

|
chhodiye gussa huzuur aisi naaraazi bhi
kya
hamane to jo kuchh kiya dil ke kahane par
kiya
aapaki marzi ab jo chaahe dijiye saza
sine ke paar kar do tirachhi nazar ka tir
ham chup hain lo pahana bhi do zulfon ki
ye zanjir
yuun bhi ghaayal kar gayi aapaki har ek
ada
gaalon pe ye laali badala huwa tevar
kya kuub ye tasvir hai tumako nahin kabar
ab udhar munh pher ke muskara dijiye zara
is bezabaan dil ko rakh lijiye gulaam
ham the sahi ab aap bhi ho jaayenge badanaam
bas mein kar ke dekhiye ab ye dil hai aapaka
|
| do chamakati aankhon mein kal kvaab sunahara tha jitana
haay, zindagi teri raahon mein aaj andhera hai utana do chamakati aankhon mein ham ne socha tha jivan mein phuul, chaand aur taare hain
itane aansu itani aahein dil ke daaman pe lekar
|
|
Mujh ko tum jo mile ye jahaan mil gaya
tum jo mere dil mein hanse dil ka kamal
dekho khil gaya
aa aa ye bhigati huyi fiza, baras rahi hai
chaandani
taaron ne mil ke chhed di madhur milan ki
raagini
leke qaraar aaya hai pyaar, kya hai agar
mera dil gaya
mujh ko tum jo mile ye jahaan mil gaya
aa aa dekhate chal rahe hain ham hai pyaar
ka ye raasta
chaand aur sitaaron ka, bahaar ka ye raasta
leke qaraar aaya hai pyaar, kya hai agar
mera dil gaya
mujh ko tum jo mile ye jahaan mil gaya
aa aa mere suhaane kvaab si tum mere saamane
raho
aisi hasin raat hai dil ye kahe sahar na
ho
leke qaraar aaya hai pyaar, kya hai agar
mera dil gaya
mujh ko tum jo mile ye jahaan mil gaya
tum jo mere dil mein hanse dil ka kamal
dekho khil gaya
|
| YouTube
GoogleVideo |
Aaya hai mujhe phir yaad woh zaalim
Guzara zamaana bachpan ka
Hay re akele chhod ke jaana
Aur na aana bachpan ka
Aaya hai mujhe phir yaad woh zaalim
Woh khel, woh saathi woh jhule
Woh daud ke kehna aa chhule
Hum aaj talak bhi na bhule-2
Woh khwab suhaana bachpan ka
Aaya hai mujhe phir yaad woh zaalim
Iski sab ko pehchaan nahin-2
Yeh do din ka mehmaan nahin-2
Mushkil hai bahut aasaan nahin-2
Yeh pyar bhulaana bachpan ka
Aaya hai mujhe phir yaad woh zaalim
Milkar royen, fariyaad karen
Un beete dino ki yaad karen
Aye kaash kahin mil jaaye koi-2
Yun meet puraana bachpan ka
Aaya hai mujhe phir yaad woh zaalim
Guzara zamaana bachpan ka
Hay re akele chhod ke jaana
Aur na aana bachpan ka
Aaya hai mujhe phir yaad woh zaalim
|
| Bahaaron ne meraa chaman lootakar khizaan ko ye ilzaam
kyon de diyaa
Kisee ne chalo dushmanee kee magar, ise dosatee naam kyon de diyaa Bahaaron ne meraa chaman lootakar Main samajhaa naheen aye mere humanasheen sazaa ye milee
hai mujhe kis liye
Mujhe kyaa pataa thaa kabhee ishk mein rakeebon ko katib
banaate naheen
Khudaayaa yahaan tere insaaf ke bahot maine charche sune
hain magar
|
|
Hey hey eh hey hey, eh hey eh hey hey
Hey hey eh hey hey, aa ha, aa ha ha
Aksar is duniya mein anjaane milte hain
- 2
Anjaani raahon mein milke kho jaate hain
Lekin hamesha voh yaad aate hain
Aksar is duniya mein anjaane milte hain
Anjaani raahon mein milke kho jaate hain
Lekin hamesha voh yaad aate hain
Aksar is duniya mein
(Aankhon se baat hoti hai
Dhadkan bhi saath hoti hai
Koi na samjhe yeh ishq ki zubaan) - 2
Du ru ru, ru ru ru, ru ru ru, ru ru ru
Ru ru ru, ru ru ru ru
Dheere dheere se voh dil mein bas jaate
hain - 2
Chori chori se voh dil ko churaate hain
Phir ek din voh bichhad jaate hain
Aksar is duniya mein
(Yeh dil to pyaar maange hai
Saccha dildaar maange hai
Jaane mohabbat mile kisse kahan) - 2
Du ru ru, ru ru ru, ru ru ru, ru ru ru
Ru ru ru, ru ru ru ru
Jab aisi raaton mein deewane milte hain
- 2
Nazrein takraati hain, phir dil dhadakte
hain
Chaahat ke afsaane ban jaate hain
Aksar is duniya mein
Duniya mein, duniya mein
Anjaane milte hain
Milte hain, milte hain
Anjaani raahon mein milke kho jaate hain
Lekin hamesha voh yaad aate hain
Lekin hamesha voh yaad aate hain
Lekin hamesha voh yaad aate hain
Lekin hamesha voh yaad aate hain
Haan, aksar is duniya mein
Aah aah aah, aah aah aah, aah aah aah aah
- 3
|
| Aah aah aah, aah aah, aah aah aah
Shehnaaiyon ki sada keh rahi hai Khushi ki mubaarak ghadi aa gayi hai Saji surkh jodi mein chaand si dulhan Zameen pe falak se pari aa gayi hai Aah aah aah, aah aah aah aah, aah aah aah - 2 Aah aah aah, aah, aah aah aah aah aah - 2 Aah aah aah, aah aah aah aah, aah aah aah Dulhe ka sehra suhaana lagta hai - 2
(Saat pheron se bandha janmon ka yeh bandhan
Main teri baahon ke jhule mein pali babul
|
|
Main to chala jiddhar chale raste
Muje kya khabbar hai, kahan meri manzil
Main to chala jiddhar chale raste
Yeh husna-ishk ka jahan yeh shokhiyan yeh
mastiyan
Yeh parvaton ke kafle, yeh badalon ki tolian
Puchhtee hai mujese tu chala hai kidhar
Main to chala jiddhar chale raste
Mujko ishk baharon se, een rangeen najaron
se
Maine chalna sikha hai dariya ke behte dhara
se
Yeh gungunati vadiyaa,
Yeh phoolo bhari ghatayein
Taj pahane baraf se yeh jagmagati chhotiyan
Puchhtee hai muje tu chala hai kidhar
Main to chala jiddhar chale raste
|
| YouTube |
Ek din bik jaaega maati ke mol
Jag mein rah jaaenge, pyaare tere bol
Duuje ke hothon pe lekar apane geet
Koyee nishaani chhod phir duniyaa se gol
(Anahoni path mein kaante laakh bichhaae
Honi to phir bhi bichhadaa yaar milaae )
- (2)
Ye birahaa ye doori, do pal ki majaboori
Phir koyee dilavaalaa kaahe ko ghabaraaye
tarampam,
Dhaaraa to bahatii hai bahake rahati hai
Bahatii dhaaraa ban jaa phir duniyaa se
gol
Ek din ...
(Parade ke peechhe baithi saanval gori
Thaam ke tere mere man ki dori ) -
(2)
Ye dori na chhoote ye bandhan na toote
Bhor hone vaali hai ab raina hai thodi,
tarampam,
Sar ko jhukaae tu baithaa kya hai yaar
Gori se nainaa jod phir duniyaa se gol
Ek din ...
|
| Bhool sakta hai bhala kaun ye pyaari aankhen
Rang mein doobi huwi, neend se bhaari aankhen Bhool sakta hai bhala kaun Meri har saans ne har soch ne chaaha hai tumhein
Tum jo nazron ko uthhao toh sitaare jhunk jaay
Jaagti raat ko sapnon ka khaazaana ban jaay
|
| YouTube |
Apani nigaah-e-shauq ke qaabil bana diya
hamko duaaen do tumhen qaatil bana diya
arey maine tujhko chaaha ye hai meri meharabaani
main galiyon ka raaja tu mahalon ki raani
-2
arey maine tujhako ...
[Maine badal daala teri taqadeer ko
rangon se bhar daala khaali tasveer ko]-2
bana daali maine teri zindagaani
arey maine tujhako ...
[Tu koobasuurat hai tera khyaal hai
ja meri aankhon ka ye sab kamaal hai]-2
mere pyaar ne di hai tujhko javaani
arey maine tujhko ...
[Mahalon mein hogi bahut dhaak teri
galiyon mein varna qadar kaaq teri]-2
ke main aag hoon aag hoon tu hai paani
arey maine tujhako ...
|
| YouTube |
(O meri ( mehbooba ) -3
Tujhe jaana hai to ja teri marzi mera kya
Par dekh tu jo rooth kar chali jaayegi
Tere saath hi mere marane ki kabar aayegi
) -2
Teri chaahat mera chain churaayegi
-2
Lekin tujhako bhi to neend na aayegi
Main to mar jaaoonga lekar naam tera
Naam magar kar jaaoonga badanaam tera
Taubaa-tauba phir kya hoga
Ki yaad meri dil tera tadapaayegi
Mere jaate hi tere aane ki khabar aayegi
O meri mehbooba ...
Jo bhi ho meri is prem-kahaani ka
-2
Par kya hoga teri mast javaani ka
Aashiq hoon main tere dil mein rahata hoon
Apani nahi main tere dil ki kahata hoon
Taubaa-tauba phir kya hoga
Ki baad mein tu ik roz pachhataayegi
Ye rut pyaar ki judaai mein hi guzar jaayegi
O meri mehbooba ...
Deevaana mastaana mausam aaya hai
-2
Aise mein tuune dil ko tarasaaya hai
Maana apani jagah pe tu bhi qaatil hai
Par yaaron se tera bachana mushkil hai
Tauba-tauba phir kya hoga
Phir pyaar mein nazar jab takaraayegi
Tadapati hui meri jaan tu nazar aayegi
O meri mehbooba ...
|
| Hey hey eh hey hey, eh hey eh hey hey
Hey hey eh hey hey, aa ha, aa ha ha Aksar is duniya mein anjaane milte hain - 2 Anjaani raahon mein milke kho jaate hain Lekin hamesha voh yaad aate hain Aksar is duniya mein anjaane milte hain Anjaani raahon mein milke kho jaate hain Lekin hamesha voh yaad aate hain Aksar is duniya mein (Aankhon se baat hoti hai Dhadkan bhi saath hoti hai Koi na samjhe yeh ishq ki zubaan) - 2 Du ru ru, ru ru ru, ru ru ru, ru ru ru Ru ru ru, ru ru ru ru Dheere dheere se voh dil mein bas jaate hain - 2 Chori chori se voh dil ko churaate hain Phir ek din voh bichhad jaate hain Aksar is duniya mein (Yeh dil to pyaar maange hai Saccha dildaar maange hai Jaane mohabbat mile kisse kahan) - 2 Du ru ru, ru ru ru, ru ru ru, ru ru ru Ru ru ru, ru ru ru ru Jab aisi raaton mein deewane milte hain - 2 Nazrein takraati hain, phir dil dhadakte hain Chaahat ke afsaane ban jaate hain Aksar is duniya mein Duniya mein, duniya mein Anjaane milte hain Milte hain, milte hain Anjaani raahon mein milke kho jaate hain
Lekin hamesha voh yaad aate hain Lekin hamesha voh yaad aate hain Lekin hamesha voh yaad aate hain Haan, aksar is duniya mein
|
|
Aah aah aah, aah aah, aah aah aah
Shehnaaiyon ki sada keh rahi hai
Khushi ki mubaarak ghadi aa gayi hai
Saji surkh jodi mein chaand si dulhan
Zameen pe falak se pari aa gayi hai
Aah aah aah, aah aah aah aah, aah aah aah
- 2
Aah aah aah, aah, aah aah aah aah aah -
2
Aah aah aah, aah aah aah aah, aah aah aah
Dulhe ka sehra suhaana lagta hai - 2
Dulhan ka to dil deewana lagta hai
Dulhe ka sehra suhaana lagta hai
Dulhan ka to dil deewana lagta hai
Palbhar mein kaise badalte hain rishte -
2
Ab to har apna begaana lagta hai
(Dulhe ka sehra suhaana lagta hai
Dulhan ka to dil deewana lagta hai) - 2
(Saat pheron se bandha janmon ka yeh bandhan
Pyaar se joda hai rab ne preet ka daaman)
- 2
Hain nayi rasmein, nayi kasmein, nayi uljhan
Honth hai khaamosh, lekin keh rahi dhadkan
Dhadkan dhadkan, dhadkan dhadkan - 2
Dhadkan meri dhadkan, dhadkan teri dhadkan
- 2
Dhadkan, dhadkan, dhadkan, dhadkan - 2
Dhadkan, meri dhadkan, meri dhadkan
Mushkil ashkon ko chhupaana lagta hai -
2
Dulhan ka to dil deewana lagta hai
Palbhar mein kaise badalte hain rishte
Ab to har apna begaana lagta hai
(Dulhe ka sehra suhaana lagta hai
Dulhan ka to dil deewana lagta hai) - 2
Main teri baahon ke jhule mein pali babul
Jaa rahi hoon chhodke teri gali babul
Main teri baahon ke jhule mein pali babul
- 3
Jaa rahi hoon chhodke teri gali babul
Khoobsurat yeh zamaane yaad aayeenge
Chaahke bhi hum tumhe na bhool paayenge
Muskhil
Mushkil, mushkil daaman ko churaana lagta
hai
Dulhan ka to dil deewana lagta hai
Mushkil daaman ko churaana lagta hai
Dulhan ka to dil deewana lagta hai
Palbhar mein kaise badalte hain rishte
Ab to har apna begaana lagta hai
(Dulhe ka sehra suhaana lagta hai
Dulhan ka to dil deewana lagta hai) - 6
Dhadkan dhadkan, dhadkan dhadkan - 4
|
| Main To Chala Jidhar Chale Rasta 2x
Mujhe Kya Khabar Hai Kahan Meri Manzil Hoga Koi Mera Bhi Saathi 2x Hogi Kahin To Meri Bhi Mehfil Mai To Chala Jidhar Chale Rasta 2x Ye Husn Isq Ka Jehan
Mujhko Isq Baharon Se
|
|
Khuda bhi aasmaan se jab zamin par dekhta
hoga
Mere mehboob ko kisne banaaya sochta hoga
Khuda bhi ...
Musavvir khud pareshaan hai ke ye tasveer
kiski hai
Banogi jiski tum aisi haseen taqdeer kiski
hai
Kabhi woh jal raha hoga, kabhi khush ho
raha hoga
Khuda bhi ...
Farishte bhi yaha raaton ko aakar ghoomte
honge
Jahaan rakhti ho tum paaon, jagah woh choomte
honge
Kisike dil pe kya guzri, ye woh hi jaanta
hoga
Khuda bhi ...
|

| Daaman mein daag laga baithe
Hum pyaar mein dhoka kha baithe Chhoti si bhool jawani ki jo hum ko yaad aayegi
|
|
| YouTube |
Tu hindu banega na musalmaan banega,
Insaan Ki Aulaad Hai, Insaan Banega,
Tu Hindu Banega Na Musalmaan Banega,
Insaan Ki Aulaad Hai, Insaan Banega..
(
Achha Hai Abhi Tak Tera Kuch Naam Nahin
Hai,
Tujko Kisi Mazhab Se Koi Kaam Nahin Hai,
(2))
Jis Ilm Ne Insaan Ko Taqseem Kiya Hai,
Us Ilm Ka Tujh Par Koi Ilzaam Nahin Hai,
Tu Badle Huve Waqt Ki Pehechaan Banega,
Insaan Ki Aulaad Hai, Insaan Banega,
Tu Hindu Banega Na Musalmaan Banega,
Insaan Ki Aulaad Hai, Insaan Banega..
(
Maalik Ne Har Insaan Ko Insaan Banaya,
Hamne Use Hindu Ya Musalmaan Banaya,
(2))
Kudrat Ne Tho Bakshi Thi Hamen Ek Hi Dharti,
Hamne Kahin Bharat Kahin Iran Banaya,
Jo Thod De Har Band Voh Toofan Banega,
Insaan Ki Aulaad Hai, Insaan Banega,
Tu Hindu Banega Na Musalmaan Banega,
Insaan Ki Aulaad Hai, Insaan Banega..
(
Nafrat Jo Sikhaye Voh Dharam Tera Nahin
Hai,
Insaan Ko Jo Rondhe Voh Kadam Tera Nahin
Hai,
(2)
Quraan Na Ho Jismen Voh Mandir Nahin Tera,
Geeta Na Ho Jismen Voh Haram Tera Nahin
Hai,
Tu Amn Ka Aur Sulah Ka Armaan Banega,
Insaan Ki Aulaad Hai, Insaan Banega,
Tu Hindu Banega Na Musalmaan Banega,
Insaan Ki Aulaad Hai, Insaan Banega..
Yeh Deen Ke Taaj Aur Yeh Watan Bechne Wale,
Yeh Watan Bechne Wale,
Yeh Deen Ke Taaj Aur Yeh Watan Bechne Wale,
Insaanon Ke Laashon Ke Kafan Bechne Wale,
Kafan Bechne Wale,
Insaanon Ke Laashon Ke Kafan Bechne Wale,
Yeh Mehelon Mein Baite Huve Qatil Yeh Lutere,
Kaanton Ke Hi Vajru Hein, Chaman Bechne
Wale (2),
Tu Inke Liye Maut Ka Ailaan Banega,
Insaan Ki Aulaad Hai, Insaan Banega,
Tu Hindu Banega Na Musalmaan Banega,
Insaan Ki Aulaad Hai, Insaan Banega..
|
| Dhoom again and run away with me
On a rollercoaster ride Dhoom again and see your wildest dreams slowly come alive dhoom again and gotta break the rules and party all the time dhoom again we gotta steal the show you know that ain't no crime so steal all that you can the magic you begun let's shout, break out comes on once againlets hear it dhoom machaale......... dhoom againand feel the beat of the rythem
and when love comes your way
dhoom again and make the whole world crazy
|
| YouTube
GoogleVideo |
Dil lagaa naa dil jale se dil jal jaayegaa
ishq kar naa ishq hi tujhe tadpaayegaa
- 2
koi ye maane naa koi ye jaane naa
maine toh jaanaa hai ishq leta hai jaan
dhoom dhoom just take my life
dhoom dhoom just break my heart
dhoom dhoom just tear apart
- 2
aa lele tu meri jaan
yeh ishq hai rab ki duaa
yeh ishq to sabko huaa
yeh junoon hai nashaa hai
sukoon hai mazaa hai
diloon ki sadaa hai
yeh tu jaan le
oh yeh love hai forever
yeh love choote never
yeh love for you dilbar
meri maan le
koi ye maane naa koi ye jaane naa
maine toh jaanaa hai ishq leta hai jaan
dhoom dhoom just take my life
dhoom dhoom just break my heart
dhoom dhoom just tear apart
aa lele tu meri jaan
kisko pataa yeh pal naa ho jo aaj hai kal
naa ho
oh yeh love takes you higher yeh love hai
desire
yeh love to hai fire yeh love takes you
far
yeh jalaa de, mita de vafaa de, dagaa de
yeh hai ek sazaa
koi ye maane naa koi ye jaane naa
maine toh jaanaa hai ishq leta hai jaan
dhoom dhoom just take my life
dhoom dhoom just break my heart
dhoom dhoom just tear apart aa lele tu meri
jaan
dil lagaaa dil jalaa - 2
dil lagaa naa dil jala se dil jala jaayegaa
ishq kar naa ishq hi tujhe tadpaayegaa
- 2
koi ye maane naa koi ye jaane naa
maine toh jaanaa hai ishq leta hai jaan
dhoom dhoom just take my life
dhoom dhoom just break my heart
dhoom dhoom just tear apart
- 2
aa lele tu meri jaan
|
|
Sansaar ki har shae ka kitna hi fasaana
hai
Ek dhund se aana hai, ek dhund mein jaana
hai
Ye raah kaha se hai, ye raah kaha tak hai
Ye raaz koyi raahi samjha hai na jaana hai
Sansaar ki har shae ka kitna hi fasaana
hai
Ek dhund se aana hai, ek dhund mein jaana
hai
Ek pal ki palak par hai thhaheri huwi ye
duniya
Ek pal ke jhapakne tak har khel sunaana
hai
Sansaar ki har shae ka kitna hi fasaana
hai
Ek dhund se aana hai, ek dhund mein jaana
hai
Kya jaane koyi kis par kis mod pe kya beete
Kis raah mein eh raahi har mod bahaana hai
Sansaar ki har shae ka kitna hi fasaana
hai
Ek dhund se aana hai, ek dhund mein jaana
hai
La la la la la la la…
|
| Jaane kahaan gayee jaane kahaa gayee
dil meraa le gayee, le gayee wo dekhate dekhate, kyaa se kyaa ho gayaa
aaj tootaa huaa, dil kaa ye saaj hai
ghootataa rahataa naa dam jaan to chhootatee
haal kyaa hain meraa, aa ke khud dekh jaa
|
| YouTube
GoogleVideo |
Mujh ko is raat ki tanahaayee mein aavaaz
na do
Jis ki aavaaz rulaa de mujhe vo saaz na
do
Aavaaz na do...
Maine ab tum se na milane ki kasam khaayee
hai
Kyaa khabar tumako meri jaan pe ban aayee
hai
Main bahak jaaun kasam khaake tum aisaa
na karo
Aavaaz na do...
Dil mera Doob gayaa aas meri Toot gayee
Mere haathon hi se patavaar meri chhoot
gayee
Ab main toofaan mein hoon saahil se ishaaraa
na karo
Aavaaz na do...
Raushanii ho na saki dil bhi jalaayaa maine
Tujhko bhoola hi naheen laakh bhulaaya maine
Main pareshaan hoon mujhe aur pareshaan
na karo
Aavaaz na do...
Is kadar jald kiya mujhase kinaara tumane
Koyee bhatkegaa akelaa ye na sochaa tumane
Chhup gaye ho to kabhi yaad hi aayaa na
karo
Aavaaz na do...
|
| Dil deke dekho Dil deke dekho Dil deke dekho ji
Dil lene waalon dil dena seekho ji Ho, dil lene waalo dil dena seekho ji Dil deke dekho... Poocho poocho poocho parwaane se zara
Samjho samjho samjho deewane ki zubaan
|
|
Bolo bolo kuch to bolo gussa chhodo dil
na todo
Pyaar ho to keh do yes, pyaar nahin to keh
do no
Phir jo ho ho so ho, phir jo ho ho so ho,
haay
Pyaar ho to keh do yaah
Aap ki adaaon ka hisaab nahin
Laakhon mein hamaara bhi jawaab nahin
Kam nahin tum, kam nahin tum, socho zara
Bolo bolo kuch to bolo, gussa chhodo dil
na todo…
Kaahe ko nazar ghabhraayi si hai
Mehfil bhi hai tanhaai bhi hai
Ruke ruke tum, ruke ruke ham, socho zara
Bolo bolo kuch to bolo, gussa chhodo dil
na todo…
Kaha chale ji zara haal suno
Kissi dil waale ka sawaal suno
Dare dare tum, dare dare ham, socho zara
Bolo bolo kuch to bolo, gussa chhodo dil
na todo…
|
| Ham aur tum aur ye sama kya nasha nasha sa hai
Boliye na boliye sab suna suna sa hai Aaj baat baat pe aap kyu machalne lage Thartharaaye honth kyu ashq kyu machalne lage Lipte gesu khulne lage - 2Ham aur tum ... Beqaraar se ho kyu hamko paas aane bhi do Gir pada jo haath se woh rumaal uthhaane bhi do Bante kyu ho jaane bhi do - 2 Ham aur tum ... |

|
Ho, Megha re bole ghanan ghanan
pawan chale sanan sanan
payal baaje jhanan jhanana
jiya re mora dola
aaj piya more
oh megha re bole bole re bole megha bole
re
sajaniyaa ghar Aaa, o o o o o haaye
piya ghar aa
sajaniya ghar aa aa o o oo
haaye, piya ghar aa
matwaali, ghatkaali
lehra ke aayii
ghumar ghumar
ho ho ghumar ghumar ghumar
bole ghoonghru
oye megha re bole re bole re bole
bade hain dil ke kaale
haan yehi neeli si aankhon wale
surat buri ho bura nahi dil mera
na ho yakeen aazmaale
Meri jaan wah wah wah
meri jaan wah wah wah
meri jaan wah wah wah
Meri jaan wah wah wah wah wah
jaise bhale ho sab hai khabar
chhedo shararat ki yeh nazar
aankhon mein aankhen daal ke hum
kho gaye ab to jaan e jigar
haan yehi to the abhi aap kidhar gaye
samjho hamein hum jaan se guzar gaye
jeete je mar gaye wahe ji wah
marna meri zindagi hai deewana hoon pyar
ka
tumko bhi ek din aazmaa ke dekho to zaraaa
Bade hain dil ke kaale....
Rok bhi lo ab upni zubaan
varna qayamat hogi yahan
hum bhi qayamat se nahi kam
jaayoge bach ke door kahan
haan hum to bade bade dhoondh ke haare
dhoondh ke laayenge dil ke sahaaare
aap ke dil bhi hai wahe ji waah
khul jaaye ge haal tumpe dil e beqaarar
ka
naino se nain milake dekho to zaraaa
Bade hain dil ke kaale.
Haan yehi neeli si aankhon wale
surat buri ho bura nahi dil mera
na ho yakeen aazmaale
meri jaan wah wah wah
meri jaan wah wah wah
meri jaan wah wah wah
Meri jaan wah wah wah wah wah
|
| Raahi mil gaye raahon mein baatein huwi nigaahon mein
Dil samjha ham samjhe iqraar ho gaya Wallaah pyaar ho gaya pyaar ho gaya Ab to pyaar ho gaya pyaar ho gaya Koyi chala jaayega phir koyi pachhtaayega
Jo huwa so huwa dard mile ya dawa
|
| Ohooroo
|
Dilruba, maine tere pyaar mein kya kya na
kiya
Dil diya dard liya, dil diya dard liya
Kabhee phoolon mein gujaaree, kabhee kaanton
mein jiya
Dil diya dard liya, dil diya dard liya
Jindagee aaj bhee hai, bekhudee aaj bhee
hai
Pyaar kahate hain jise, wo khushee aaj bhee
hai
Maine din raat mohabbat ka teree jaam piya
Dil diya dard liya, dil diya dard liya
Kya kahoon tere liye, maine aansoon bhee
piye
Kabhee khaamosh rahaa, kabhee shikawe bhee
kiye
Kar liya chaak garebaan, kabhee daaman ko
siya
Dil diya dard liya, dil diya dard liya
Pyaar ki jaan hain too, dil ka aramaan hain
tu
Kaun duniyaan se dare, jab nigebaan hain
tu
Apanee kashtee ko sahaare pe tere chhod
diya
Dil diya dard liya, dil diya dard liya
|
| Guzare hain aaj ishq mein hum us maqaam se-2
Nafrat si ho gayee hai mohabbat ke naam se Guzare hain... Hamko na ye gumaan tha, o sang dil sanam
O bewafa tera bhi yunhi toot jaaey dil
Hum voh nahin jo pyaar mein rokar guzaar dein
|
|
| InhouseAudio
MusicWebtown |
Koyee saagar dil ko bahalaata naheen-2
Bekhudee mein bhee qaraar aata naheen
Koyee saagar dil ko bahalaata naheen
Main koyee pathar naheen insaan hoon-2
Kaise kah doon ghum se ghabaraata naheen
Koyee saagar dil ko bahalaata naheen
Bekhudee mein bhee qaraar aata naheen
Kal to sab the, kaarawaan ke saath saath-2
Aaj koyee raah dikhalaata naheen
|