| EducationalVideos.us
DrKChaudhrysFanclub.com MereTaraane.com AkashGeet.com Bathroom-Singer.com |
Linux/Windows Web Space at Same Price $3 or Rs120 per month 1000 MB Web Space 30 Day Money Back Guarantee 5 Domain Aliases 100 FTP Users, Web Traffic Reporting FREE Image Gallery FREE Forum FREE Shopping Cart 99.9% network uptime WAP, Real Audio/Video Streaming & more! |
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|

| Nafarat Se Jinhe Tum Dekhte Ho,
Tum Maarthe Ho Jinko Thokar, Kya Unpe Guzarthi Hai Dekho, Ik Baar Kabhi Ghayal Hokar... Zamane Ki Aankhon Ne Dekha Hai Yaaron,
Zamaane Ki Aankhon Ne..Dekha Hai Yaaron.. Pise Na Jahan Tak, Patthar Pe Mehendi,
Zamaane Ki Aankhon Ne..Dekha Hai Yaaron.. Bhavar Se Jo Ghabarake, Peeche Haten Hein,
Zamaane Ki Aankhon Ne..Dekha Hai Yaaron.. Yahan Aadmi Ko Sabak Dosti Ka,
Zamaane Ki Aankhon Ne..Dekha Hai Yaaron..
|
| YouTube
GoogleVideo |
Kuchh sher sunaataa hun main
Jo tujh se mukhatib hain
Ik husn parii dil men hai, ye un se mukhaatib
hai
Kuchh sher sunaataa hun main
Seekhi hai tum se
phool ne hansane ki har ada
Seekhi havaa ne tum se hi, chalane ki har
ada
Aaiinaa tumako dekh ke, hairaan ho gayaa
Ik bezubaan tumase, pashemaan ho gayaa
Kitni bhi taareef karun rukti nahin zubaan
Rukti nahin zubaan
Kuchh sher sunaataa hun main
Hathon ki loch ras
bhari shaakhon ki daastaan
Naazuk hatheliyon pe vo mehandi ka gulsitaan
Pad jaaye tum pe dhoop to sanvalaaye goraa
tan
Makhamal pe tum chalo to chhile paaon gulabadan
Kitni bhi taareef karun rukti nahin zubaan
Rukti nahin zubaan
Kuchh sher sunaataa hun main
Aankhen agar jhuken
to mohabbat machal uthe
Nazaren agar uthen to qayaamat machal uthe
Andaaz main huzuur ka saani nahin koyee
Donon jahaan main aisi javaani nahin koyee
Kitni bhi taareef karun rukti nahin zubaan
Rukti nahin zubaan
Kuchh sher sunaataa hun main
|
| Suno ji suno, hamaari bhi suno
aji maharbaan hamari bhi suno na tappa, na thumari, gazal hai na kajari yeh raagini hai pyaar ki Suno ji suno, hamaari bhi suno aji maharbaan hamari bhi suno taraana hamaara zamaane se nyaara har ek sur mein dil hai dhadakata hua har ek bol pyaara ke jaise sitaara akela gagan mein chamakata hua Suno ji suno, hamaari bhi suno aji maharbaan hamari bhi suno ishaaron mein boluun, zubaan tak na kholuun nigaahon se kah duun samajh lo agar na yah bekudi hai, na divaanagi hai mujhe to lagi hai tumhaari nazar Suno ji suno, hamaari bhi suno aji maharbaan hamari bhi suno suno mere ji ki, meri aarzu ki tamanna yahi thi ke tum ho karib yeh chilman hata do, vah jhalki dikha do ki ab to jaga do hamaare nasib Suno ji suno, hamaari bhi suno aji maharbaan hamari bhi suno |
| YouTube |
Tere mere beech mein
Kaisa hai ye bandhan anjaana
Maine nahin jaana toone nahin jaana
Ik dor kheenche dooja dauda chalaa aaye
Kache dhaage mein bandhaa chalaa aaye
Aise jaise koyee deewana
Neend na aaye mujhe chain na aaye
Laakh yatan karoon rokaa na jaaye
Sapnon mein tera aana jaana
|
| Raat ne kya kya khvab dikhaaye
Rang bhare sau jaal bichhaaye Ankhen khuli to sapane toote Rah gaye gam ke kaale saaye Raat ne kya kya khvab dikhaaye o ... (ham ne to chaaha bhool hi jaayen
(Dil men dil ka dard chhupaaye
|
| Chali gori pi se milan ko chali
Naina baawariya, man mein saawariya Daar ke kajra, lat bikhra ke
Komal tan hai, sau bal khaaya
Chalti chali jaaye, zindagi ki dagar |
| YouTube
|
Yaad teri aayegi mujhko bada satayegi
Zid yeh joothi teri meri jaan leki jayegi
yaad teri....
Tera saath choota toota dil to ye maana
Kitna hai mushkil dil se yaar ko bhulana
Dil ka humesha se hai dusman zamana
Gham ye hai tune mujhe naa pehchana, naa
pechchana
yaad teri ...
Bujh gaya suraj jaale chaand taare
Nazre dhuaan hai dhuaan saare nazaare
Mujhe dil lagane ki kya tune saaza di
Bina soche samjhe dil ke duniya jala di
Duniya jala di
yaad teri ..
Haas ke sahoonga saare duniya ke ye gham
Mar bhi gaya tho hoga pyaar nahi kam
Cheen le tujhe jo mujhse kisme hai yeh dum
Tan se juda hai to kya ek jaan hain hum,
ek jaan hain hum
Ek jaan hai hum, yaad teri ...
|

|
Zulf bikhrathi Chali Aayi Ho,
Ayji Socho Tho Zara,
Badali Kaa Kya Hoga,
Haaye... Haan.. Haan..
Hont Yeh Nazuk Nazuk, Jaise Kanwari Kaliyan,
(2)
Saamne Inke Phiki, Baagh Ki Saari Kaliyan,
(2)
Yun Jo Muskaathi Chali Aayi Ho, (3)
Ayji Socho Tho Zara, Phoolon Kaa Kya Hoga,
Zulf bikhrathi Chali Aayi Ho...
Aankh Sharaabi Teri, Haaye Usmein Gulabi
Dore, (2)
Sharam Ke Maare Deheken Gaal Yeh Gore Gore,
(2)
Aag Bhadakathi Chali Aayi Ho, (3)
Ayji Socho Tho Zara, Sholon Ka Kya Hoga,
Zulf bikhrathi Chali Aayi Ho...
Le Baiti Hai Ham Ko, Yeh Anjaan Adaayen,
(2)
Chod Ke Dar Ko Tere Bol Kahan Ham Jaayen,
(2)
Jaal Pehelathi Chali Aayi Ho, (3)
Ayji Socho Tho Zara, Panchi Kaa Kya Hoga,
Zulf bikhrathi Chali Aayi Ho,
Ayji Socho Tho Zara,
Badali Kaa Kya Hoga,
Haaye... Haan.. Haan..
Badali Kaa Kya Hoga,
Haaye... Haaye...
|

| Dil todane vaalon ki mahafil mein aa gaya huun
Kaise duwaayein duun main badi mushqil mein aa gaya huun Agar dil hamaara shishe ke badale patthar ka hota
Na ehasaas hota kushi mein kushi ka - 2
Hai kaagaz ke phuulon ka ye gulistaan - 2
|

| InhouseAudio
MusicWebtown |
Bahut shukriya badi meherbaani,
Meri zindagi mein huzur aap aaye,
Kadam chumlun yaa ke aankhen bichadun,
Karun kya yeh meri samajh mein na saye,
Bahut shukriya...
Karun pesh tum ko nazarana dil kaa,
Nazarana dil kaa -2
Ke ban jaaye koyi.. afasana dil kaa
Khuda jaane aisi suhani ghadi phir-2
Meri zindagi mein palat ke na aaye
Bahut shukriya badi meherbaani,
Meri zindagi mein huzur aap aaye,
Bahut shukriya...
Mujeh dar hai mujh mein gurur aa na jaaye,
Lagun jhoomne mein surur aa na jaaye,
Surur aa na jaaye,
Kahin dil na mera yeh taarif sun kar
Tumhare bane aur mujhe bhool Jaaye,
Bahut shukriya..
Khushi to bahut hai magar yeh bhi gam hai
Magar yeh bhi gam hai
Ke yeh saath apna kadam do kadam hai
Magar yeh musafir duaa maangta hai-2
Khuda aapse phir kisi din milaaye
Bahut shukriya badi meherbaani,
Meri zindagi mein huzur aap aaye,
Kadam chumlun yaa ke aankhen bichadun,
Karun kya yeh meri samaj mein na saye,
Bahut shukriya...
|
| Hamko tumhaare ishq ne kyaa kyaa banaa diyaa
Jab kuchh na ban sake to tamaashaa banaa diyaa Hamko tumhaare ishq ne kyaa-kyaa banaa diyaa Kaashi se kuchh gharaz thi na qaabe se vaastaa
Dil ki lagi ne kar diyaa donon ko beqaraar
Nikle teri talaash mein aur khud hi kho gaye
Jalvon ki bheekh phenkne vaale ki khair ho
|
|
| Mujhe dekh kar aap ka muskuraana-2
Muhabbat nahin hai to phir aur kya hai Mujhe dekh kar aap ka muskuraana Mujhe tum begaana keh lo ya ke diwaana
Khayaalon mein khoyi khoyi rehti ho aise
|

|
[Har koi chaahata hai ik mutthi aasamaan
Har koi dhuundhata hai, ik mutthi aasamaan]-2
Jo seene se laga le, ho aisa ik jahaan
Har koi chaahata hai, ik mutthi aasamaan
Chaand sitaaron ka mela hai, ye dil phir
bhi akela hai - 2
Mahafil mein hai shahanaai, phir bhi dil
mein hai tanahaai
Hai saanson mein jaise kayee toofaan, har
koi, har koi
Milata nahin kya yahaan ai dil, phir kyon
na mile giton ki manjil
Chalate jaana yuun hi rahon mein, bhar hi
laga koi baahon main
Hamesha rahega na dil viraan, har koi, har
koi
Har koi
Mujhko jeene ka koi sahaara mila, gam ke
tuufaan mein koi kinaara mila
Sooni suuni thi jo raahein, ban gayi pyaar
ki baahein
Lo khushiyon se meri hui pahachaan, har
koi, har koi
Sauda hai rishtedaari, yaari ek dikhaava
hai
Apana kya hai duniya mein, man ka ek chhalaava
hai
Kahaan milega tujhako yaar, zahar bhari
duniya mein pyaar
Sabhi ajanabi hain sabhi anjaan - 2, har
koi, har koi
Insaan hona kaafi hai, koi farishta nahin
to kya
Dilon ke rishte kya kaam hain, khuun ka
rishta nahin to kya
Gair hi banate hain apane, sach ho jaate
hain sapane
Jo dil ka ho sachcha agar insaan, har koi,
har koi
|

| YouTube |
O nanhe se farishte tujh se ye kaisaa naataa
Kaise ye dil ke rishte -2
o nanhe se farishte
Happy birthday to you ...
Tujhe dekhane ko tarasen, kyon har ghadii
nigaahen-2
Bechain sii rahatii hain, tere liye ye baahen
Mujhe khud pataa nahiin hai, mujhe tujhase
pyaar kyuun hai
O nanhe se farishte, tujh se ye kaisaa naataa
Kaise ye dil ke rishte
o nanhe se farishte
Happy birthday to you ...-2
Naazuk saa phool hai tuu, kisii aur ke chaman
kaa-2
Khushabuu se terii mahake, kyon baag mere
man kaa
Merii zindagii mein chhaaii, tujhase bahaar
kyuun hai
O nanhe se farishte, tujh se ye kaisaa naataa
Kaise ye dil ke rishte
o nanhe se farishte
Happy birthday to you ...-2
Tuu kuchh nahiin hai meraa, phir bhii ye
tadap kaisii
Tujhe dekhate hii khoon mein, uthatii hai
kyon lahar sii
Har vakt mujhako rahataa, teraa intazaar
kyuun hai,
O nanhe se farishte, tujh se ye kaisaa naataa
Kaise ye dil ke rishte
o nanhe se farishte
Happy birthday to you ...-4
|
| Tujhe sooraj kahoon ya chanda Tujhe deep kahoon ya taara
Mera naam karega roshan Jag mein mera raaj dulaara - 2 Main kab se taras raha tha Mere aangan mein koi khele
Aaj ungli thaamke teri Tujhe main chalna sikhlaaoon
Mere baad bhi is duniya mein Zinda mera naam rahega
|
| YouTube
GoogleVideo |
Aaj tumse door ho kar aise roya mera pyaar
chaand royaa saath mere, raat royee baar
baar
kuchh tumhaare bandishen hain, kuchh hain
mere daayare
jab muqaddar hi bane dushman to koyee kyaa
kare
haaye koyee kyaa kare,
is mukaddar par kiseekaa, kyaa hai aakhir
ikhtiyaar
chaand royaa saath mere, raat royee baar
baar ...
har tamannaa se judaa main, har khushi se
door hun
jee rahaa huun kyonki jeene ke liye majaboor
hun
haaye main majabuur hun
mujh ko marane bhi na degaa, ye tumhaaraa
intazaar
chaand royaa saath mere, raat royee baar
baar ...
|

| Sub kuchh lutaa ke hosh mein aaye to kya kiyaa
Dil Ne Agar Charaag Jalaaye To Kyaa Kiyaa Hum Badanaseeb Pyaar Kee Rusawaaee Ban Gaye
Le Le Ke Haar Foolon Ke, Aayee To Thee Bahaar
|
|

| Hum tum se judaa ho ke,
mar jaayenge ro ro ke mar jaayenge ro ro ke duniyaa badee zaalim hai,
sochaa thaa kabhee do dil
waade naheen bhoolenge,
|

| Ho…akela chal re, ho… fakeera chal re
(Oh sun ke teri pukaar… Sun ke teri pukaar, sang chalne ko tere koyi ho na ho taiyaar Himmat na haar, chal chala chal akela chal chala chal Akela chal chala chal fakeera chal chala chal) -2 (Bachpan mein huwa ghar se be-ghar, aaj talak na bas paaya Ghar mein lagi jo aag woh bujh gayi, jalti rahi teri kaaya) -2 Beeti baatein bisaar, Ho beeti baatein bisaar, aisa koyi nahin jo na ho gham se bezaar na haar Himmat na haar, chal chala chal akela chal chala chal Akela chal chala chal fakeera chal chala chal (Jisne liya sankalp sabhi ke dukh aur dard mitaane ka Uspe hansa jag, usne kabhi na paaya saath zamaane ka) -2 Le le auron ka bhaar Ho le le auron ka bhaar, koyi jinka nahin hai unka jiwan sanwaar Himmat na haar, chal chala chal akela chal chala chal Akela chal chala chal fakeera chal chala chal (Suraj chanda taare jugnu, sab ki apni hasti hai Jis mein jitna neer ho badli, utni der barasti hai) -2 Teri shakti apaar Ho teri shakti apaar, tu to laaya re akela ganga dharti pe utaar Himmat na haar, chal chala chal akela chal chala chal Akela chal chala chal fakeera chal chala chal Oh… sun ke teri pukaar… Ho sun ke teri pukaar, sang chalne ko tere koyi ho na ho taiyaar Himmat na haar, chal chala chal akela chal chala chal Akela chal chala chal fakeera chal chala chal Ho…akela chal re…ho…fakeera chal re (Woh kya samjhe dard kisi ka jisne dukh na jhela ho Do ab aur do haath ho jiske, woh kaahe ko akela ho) -2 Aaye sankat hazaar, teri khaatir koyi na khole kabhi na apna dwaar Himmat na haar, chal chala chal akela chal chala chal Akela chal chala chal fakeera chal chala chal |

|
Ye teri aankhen jhuki jhuki ye teraa cheharaa
khilaa khilaa
ba.Dii qisamat vaalaa hai vo, pyaar teraa
jise milaa
ye terii aa.Nkhe.n jhukii jhukii …
chhalakatii gaalo.n se laalii, ba.Duu tuu
sharam-o-hayaa vaalii
ho.nTh tere puujaa ke phuul, phuul kii naazuk
tuu Daalii
ye terii aa.Nkhe.n jhukii jhukii …
ksiii ke pyaare pyaare baal, kisii kii pyaarii
pyaarii chaal
tuu sar se paa.Nv talaq sundar, tuu hai
kudarat kaa koii kamaal
ye terii aa.Nkhe.n jhukii jhukii …
|

| YouTube
GoogleVideo YahooVideo MSNVideo |
Happy birthday to you - 2
Happy birthday to you, Sunita, happy birthday to you
Baar baar din ye aaye baar baar dil ye gaaye-2
Tu jiye hazaaron saal, ye meri hai aarzoo
Happy birthday to you - 2
Happy birthday to Sunita, happy birthday
to you
Beqaraar hoke daaman, thaam lun main kiska
- 2
Kya misaal dun main teri, naam lun main
kiska
Nahin, nahin, aisa haseen, koyi nahin hai
Jis pe ye nazar ruk jaaye, be-misaal jo
kehlaaye
Tu jiye hazaaron saal, ye meri hai aarzoo
Happy birthday to you - 2
Happy birthday to Sunita, happy birthday
to you
Auron ki tarha kuchh main bhi, tohfa aaj
laata-2
Main teri haseen mehfil mein, phool leke
aata
Jinhe kaha usse kya hai, phoolon ki zaroorat
Jo bahar khud kehlaaye, har kali ka dil
dhadhkaaye
Tu jiye hazaaron saal, ye meri hai aarzoo
Happy birthday to you - 2
Happy birthday to Sunita, happy birthday
to you
Phoolon ne chaman se tujhko hai salaam bheja-2
Taaron ne gagan se tujhko ye payyam bheja
Dua hai ye khuda kare ai shokh tushko
Chaand ki umar lag jaaye aaye to kyamat
aaye
Tu jiye hazaaron saal, ye meri hai aarzoo
Happy birthday to you - 2
Happy birthday to Sunita, happy birthday
to you
Baar baar din ye aaye, baar baar dil ye
gaaye
Tu jiye hazaaron saal, ye meri hai aarzoo
Happy birthday to you - 2
Happy birthday to Sunita, happy birthday
to you
|
| Mast bahaaron ka main ashiq main
jo chaahe yaar karoon
Chahay gullon kay saaye se kheloon, chahay kalli say pyar karoon Sara jahan hai mere liye mere liye -2 Main hoon wo dewaana, jis ke sab dewane ha-2
Meri aankhon say zara, aankhein to mila de ha-2
Sab ko yeh bata do, kah do har nazar se ha-2
|

| InhouseAudio
MusicWebtown |
Dost milte hain bichhadne ke liye
Phool khilte hain bikharne ke liye
Aashiyaan bante ujadne ke liye
Ab samajh aayaa ke duniyaa kyaa hai-2
Ik ubaal thaa ik junoon thaa
Mere jism mein garm khoon thaa
Sochaa kuchh nahin bas nikal gayaa
Apni aag mein khud hi jal gayaa-2
Dhoop chadti hai utar jaati hai
Mauj saahil pe thahar jaati hai
Baat bhi had se guzar jaati hai
Ab samajh aayaa ke duniyaa kyaa hai-2
Har taraf yahaan maut hai ravaan
Zindagi mujhe laayee hai kahaan
Dekhaa aainaa to main dar gayaa
Jeene ke liye kitnaa mar gayaa-2
Vaqt jaadoo hai ye chal jaataa hai
Roop kaa rang bhi dhal jaataa hai
Tap ke lohaa bhi pighal jaataa hai
Ab samajh aayaa ke duniyaa kyaa hai-2
Duniyaa kyaa hai-2
|

| Shaamegum ki kasam aaj ghumgeen hain hum
Aa bhi ja aa bhi ja aaj mere sanam Shaam-e-ghum ki kasam Dil pareshaan hai raat veeraan hai Dekh jaa kis tarah aaj tanahaa hain ham Shaamegum ki kasam Chain kaisaa jo pahaluu mein tuu hii nahiin
[Ab to aajaa ke ab raat bhii so gai
|
|

| Ahsaan mere dil pe tumhaaraa hai dosto
Ye dil tumhaare pyaar kaa maaraa hai dosto Banataa hai meraa kaam tumhaare hii kaam se
Jab aa padaa hai koyee bhi mushkil kaa raastaa
Yaaron ne mere vaaste kyaa kuchh nahiin kiyaa
|
| YouTube |
Dil aaj shaayar hai gam aaj nagamaa hai
Shab ye gazal hai sanam
Gairon ke sheron ko o sunane vaale
Ho is taraf bhi karam
(Aake zaraa dekh to teri khaatir
Ham kis tarah se jiye) - 2
Aansuu ke dhaage se seete rahe ham
Jo zakhm tune diye
Chaahat ki mahafil mein Gam teraa lekar
Qismat se khelaa juaa
Duniyaa se jeete par tujhase haare
Yuun khel apanaa huaa ...
(Ye pyaar hamane kiyaa jis tarah se
Usakaa na koyee javaab) - 2
Zarraa the lekin teri lau mein jal kar
Ham ban gae aafataab
Hamase hai zindaa vafaa aur ham hi se
Hai teri mahafil javaan
Jab ham na honge to ro roke duniyaa
Dhuundhegii mere nishaan ...
(Ye pyaar koyee khilaunaa nahin hai
Har koyee le jo khareed) - 2
Meri tarah zindagii bhar tadap lo
Phir aanaa isake kareeb
Ham to musaafir hain koyee safar ho
Ham to guzar jaaenge hi
Lekin lagaayaa hai jo daav ham ne
Vo jeet kar aaenge hi ...
|
|
Mera man tera pyaasa, mera man tera
Poori kab hogi aasha, mera man tera
Jab se maine dekha tujhe mera man nahin
raha, mera
De de apna haath mere haathon mein kya jaaye,
tera
Ab to na todo aasha, mera man ...
Zindagi hai meri ik daanv, tu hai haar-jeet,
meri
Aise waise kaise bhi tu khel hamse jaise
marzi, teri
Kitni hai bholi aasha, mera man ...
Pata nahin kaun hun main, kya hun aur kaha
mujhe, jaana
Apni woh kahaani jo anjaani ho ke ban gayi,
fasaana
Jeewan kya hai, tamaasha, mera man ...
|

| Insaaf ki dagar pe, bachcho dikhaao chal ke
Ye desh hai tumhaara, neta tumhi ho kal ke Duniya ke ranj sehna aur kuchh na munh se kehna
Apne ho ya paraaye sabke liye ho nyaay
Insaaniyat ke sar par izzat ka taaj rakhna
|

|
laagaa gori gujariyaa se nehaa hamaar
hoyi gavaa saaraa chaupat moraa rujagaar
o
nain lad jainhe to manavaa mein kasak hoibe
kari
prem kaa chhuti hai pataakhaa to dhamak
hoibe kari
nain lad jainhe
roop ko manamaa basaibaa to buraa kaa hoi
hai
tohu se preet lagaibaa to buraa kaa hoi
hai
prem ki nagari ma kuchh hamaraa bhi haq
hoibe kari
nain lad jainhe
hoi gavaa man maa more tirachhi najar kaa
hallaa
gori ko dekhe binaa nindiyaa na aavai hamakaa
phaans lagi hai to karejavaa ma khatak hoibe
kari
nain lad jaihe
thaik thaik thai thai, thai
dhaak dhinak dhin, taak tinak tin
dhaak dhinak dhin, dhaak dhinak dhin, dhaa!
aa.Nkh mil gayii hai sajaniyaa se to naachan
lagii hai
pyaar kii miiThii gajal manavaa bhii gaavan
lagii hai
jhaa.Njh bajii hai to kamariyaa ma lachak
hoibe karii
nain la.D jai.nhe
nainaa jab la.Dii hai to bhaiyyaa man me.n
kasak hoibe karii
thaik thaik tik thaa
hoy hoy hoy!
man le gayii re dhobaniyaa raamaa kaisaa
jaaduu Daar ke
kaisaa jaaduu Daar ke re, kaisaa Tonaa Daar
ke
man le gayii re dhobaniyaa raamaa kaisaa
jaaduu Daar ke
man le gayii re dhobaniyaa raamaa kaisaa
jaaduu Daar ke
|
| Do ghadi woh jo paas aa baithe
Hum zamane se door ja baithe Bhool ki unka hamnasheen hoke
Dil ko ik din zaroor jaana tha
Ek dil hi tha ghamgusaar apna
|
|
Ek rutu aaye, ek rutu jaaye
Mausam badle na badle naseeb
Kaun jatan karu kaun upay
Ek rutu aaye ek rutu...
Tab tak sukhe parvat aankhe taras gayee
Badal tu na barse aankhe taras gayee
Baras baras dukh badhta jaye
Ek rutu aaye ek rutu...
Pyari banjar dharti kheti kaun kare
Bhukhe pyaase bachhe kaun kiska pet bhare
Ma ki mamta nir bahaien
Ek rutu aaye Ek rutut jayee...
Pyaar na sikha , nafrat karna sikh liya
Sab logon ne ladna maar na soch liya
Inko jeena kaun sikhyae
Ek rutut aaye Ek rutu jaaye...
|

| Aaja tujhko pukaare mere geet re, mere geet re
Ho mere mitwa, mere meet re, aaja ... Naam na jaanu tera desh na jaanu
Tarsegi kab tak pyaasi najariya
|
| YouTube |
Husn waale tera jawaab nahin
Koyi tujhsa nahin hazaaron mein
Tu hai aisi kali jo gulshan me
Saath apne bahaar laayi hai
Tu hai aisi kiran jo raat dhhale
Chaandni me naha ke aayi hai
Ye tera noor ye tere jalwe
Jis tarha chaand ho sitaaron mein
Husn waale tera jawaab nahin...
Teri aankhon me aisi masti hai
Jaise chhalke huwe ho paimaane
Tere honthon pe woh khaamoshi hai
Jaise bikhre huwe ho afsaane
Teri zulfon ki aisi rangat hai
Jaise kaali ghata bahaaron mein
Husn waale tera jawaab nahin...
Teri surat jo dekhle shaayar
Apne sheron mein taazgi bhar le
Ek musaveer jo tujhko paa jaaye
Apne khwaabon me zindagi bhar le
Naghmaagar dhhundhh le agar tujhko
Dard bhar le woh dil ke taaron me
Husn waale tera jawaab nahin…
|

| Falaq dekhun zameen dekhun
Jaha dekhun tera chehra wahin dekhun Salamaa Salamaa Salamaa Salamaa - 2 Falak Dekhu Zameen Dekhu Jaha Dekhu Tera Chehra Wahi Dekhu Har Ek Manzar Tera Manzar Woh Kya Manzar Jaha Tujhko Nahi Dekhu Falak Dekhu Zameen Dekhu Jaha Dekhu Tera Chehra Wahi Dekhu Salamaa Salamaa Salamaa Salamaa - 2 (hai Kisne Tarashsa Badan Marmari Ka
(Chalakta Hain Palko Se Yeh Kaisa Nasha Hai
|
| Ek akela is shahar mein raat mein aur dopahar mein
Aabodaana Dhoondta Hai Aashiyana Dhoondta Hai Din Khali Khali Bartan Hai Aur Raat Hai Jaise Andha Kuan
In Umar Se Lambi Sadkon Ko Manzil Pe Pohonchte Dekha Nahin
|
| Sama hai suhaana, nashe me jahaan hai
Kisi ko kisi ki khabaar he kahan hai Har dil me dekho mahobat jawan hai
Ho raha hai asaar jisko dil jaane
Najar bolti hai dil be jubaa hai
Ho gaya hai koi kisi ka deewana
Jeese pyaar kahiyee yahi darmiyan hai
|

|
<
|
Ishq ki garmi-e-jazbaat kisse pesh karun
Ye sulagte huwe din-raat kisse pesh karun
Teri awaaz ke jaadu ne jagaaya hai jinhein
Woh tasavoor, woh khayaalaat kisse pesh
karun
Eh meri jaan-e-ghazal, eh meri imaan-e-ghazal
ab siwa tere ye naghmaat kisse pesh karun
Koyi hamraaz to paaun koyi hamdam to mile
Dil ki dhadhkan ke ishaaraat kisse pesh
karun
|
| Naghma-o-sher ki saugaat kisse pesh karu
Ye chhalakte huwe jazbaat kisse pesh karu Shokh aankho ke ujaalo ko lutaau kis par
Garm saanso mein chhipe raaz bataau kisko
Koyi hamraaz to paau koyi hamdam to mile
|

| YouTube
GoogleVideo YahooVideo MSNVideo |
Rang aaur noor kee baaraat kise pesh karu
Ye muraadon kee haseen raat kise pesh karu
Maine jajabaat nibhaaye hain usulon kee
jagah
Apane aramaan peero laayaa hoo, foolon kee
jagah
Tere chehare kee ye saugaat kise pesh karu
Kaun kahataa hai, ke chaahat pe sabhee kaa
hak hai
Too jise chaahe teraa pyaar usee kaa hak
hai
Mujh se kah de, main teraa haath kise pesh
karu
Surkh jode kee tabotaab mubaarak ho tuze
Teree aakhon kaa nayaa khwaab mubaarak ho
tuze
Main ye khwaayish ye khayaalaat kise pesh
karu
|
| YouTube
|
Hmmmm Mmmm Aha Ha Ha Hey Hey Hey
Hmmmm Hmmmm
Aane waala pal jaane waala hai (2)
Ho sake to iss mein zindagi bitaa do pal
jo yeh
Jaanewala Hai Ho Ho
Aanewala Pal Jaanewala Hai
Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado Pal
Jo Yeh
Jaanewala Hai
Ek Baar Yoon Mili Maasoom Si Kali (2)
Ho Khilte Hue Kahaa Pushpaash Mein Chali
Dekha To Yahin Hai Dhundha To Nahin Hai
Pal Jo Yeh
Jaanewala Hai Ho Ho
Aanewala Pal Jaanewala Hai
Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado Pal
Jo Yeh
Jaanewala Hai
Ek Baar Waqt Se Lamha Gira Kahin (2)
Wahaan Dastaan Mili Lamha Kahin Nahin
Thoda Sa Hasaake Thoda Sa Rulaake Pal Ye
Bhi Jaanewala
Hai Ho Ho
Aanewala Pal Jaanewala Hai
Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado Pal
Jo Yeh
Jaanewala Hai Ho Ho
Aanewala Pal Jaanewala Hai (2)
|

| Bikhar gaye bachpan ke sapne
Armaano ki shaam dhale Kaheen saje baraat kissee ki Kaheen kissee ka pyaar jale Kehdo koyee na kare yahan pyaar
Hum ne to samjha tha phool khile
|

|
Sukh ke sab saathee dukh mein naa koye
mere raam teraa naam
teraa naam ek saachaa doojaa naa koye
jeewan aanee jaanee chhaayaa, jhoothee maayaa,
jhoothee kaayaa
phir kaahe ko saaree umariyaa, paap kee
gathadee dhoye
sukh ke sab saathee, dukh mein naa koyee
naa kuchh teraa, naa kuchh meraa, ye jag
jogeewaalaa feraa
raajaa ho yaa rank sabhee kaa, ant ek saa
hoye
sukh ke sab saathee, dukh mein naa koye
baahar kee too maatee phaanke, man ke bheetar
kyon naa jhaake
ujale tan par maan kiyaa, aur man kee mail
naa dhoye
sukh ke sab saathee, dukh mein naa koyee
|
| YouTube
GoogleVideo |
Ik na ik din ye kahani banegi
tu mere sapno ki rani banegi
mai.n teraa diivaanaa banuu.Ngaa raanii
tuu merii diivaanii banegii
ek naa ek din ...
chain luuTaa hai nii.nd luuTii hai aise
mausam me.n tuu mujhase ruuThii hai -2
ye tere haatho.n kii a.NguuThii prem kii
pahalii nishaanii banegii
ek naa ek din ...
ye Gussaa tuu bhuul jaa_egii tere ho.nTho.n
pe ha.Nsii aa_egii
ye aaj ho yaa kal ho ye beruKii meharabaanii
banegii
ek naa ek din ...
yuu.N to pahale laaj aatii hai baad me.n
gorii maan jaatii hai
teraa-meraa nayaa-nayaa milan hai ye mulaaqaat
puraanii banegii
ek naa ek din ...
|
|
Din dhal jaaye haaye raat na jaaye
Tu to na aaye teri yaad sataaye
Din dhhal jaaye…
Pyaar mein jinke, sab jag chhoda, aur huwe
badnaam
Unke hi haathon, haal huwa ye, baithhe hain
dil ko thaam
Apne kabhi the, ab hain paraaye
Din dhhal jaaye...
Aisi hi rhim-jhim, aisi fuwaarein, aisi
hi thi barsaat
Khud se juda aur, jag se paraaye, ham dono
the saath
Phir se woh saawan, ab kyu na aaye
Din dhhal jaaye...
Dil ke mere tum, paas ho kitni, phir bhi
ho kitni door
Tum mujh se main, dil se pareshaan, dono
hain majboor
Aise mein kisko, kaun manaaye
Din dhhal jaaye...
|

| Kya se kya ho gaya bewafa tere pyaar mein
Chaaha kya kya mila bewafa tere pyaar mein Chalo suhaana bharam to toota jaana ke husn kya hai
Tere mere dil ke beech ab to sadiyon ke faasle hain
|

|
Tere mere sapne ab ek rang hain
O Jaahan Bhi Le Jaayen Raahen,
Ham Sang Hein..
Mere Tere Dil Ka, Taytha Ik Din Milna,
Jaise Bahaarane Par, Tay Hai Phool Kaa Khilna
O Mere Jeevan Sathi..
Tere Mere Sapne, Ab Ek Rang Hein,
O Jaahan Bhi Le Jaayen Raahen,
Ham Sang Hein..
Tere Dukh Ab Mere, Mere Sukh Ab Tere,
Tere Yeh Do Naina, Chand Aur Suraj Mere,
O Mere Jeevan Sathi..
Tere Mere Sapne, Ab Ek Rang Hein,
O Jaahan Bhi Le Jaayen Raahen,
Ham Sang Hein..
Lakh Manalen Duniya, Saath Ne Yeh Chutega,
Aake Mere Haathon Men, Haath Na Chutega,
O Mere Jeevan Saathi,
O Mere Jeevan Sathi..
Tere Mere Sapne, Ab Ek Rang Hein,
O Jaahan Bhi Le Jaayen Raahen,
Ham Sang Hein..
Tere Mere Sapne, Ab Ek Rang Hein...
|
|
Jaan Pehechan Ho,
Jeena Aasaan Ho,
Dil Ko Churane Walon,
Aankh Na Churavo,
Naam Tho Batavo..
Jaan Pehechan Ho,
Jeena Aasaan Ho,
Dil Ko Churane Walon,
Aankh Na Churavo,
Naam Tho Batavo..
Aaj Ki Yeh Shaam Javan,
Yun Na Chali Jaaye,
Aaj Ki Yeh Shaam Javan,
Yun Na Chali Jaaye,
Phir Se Na Aayegi Yeh Kisi Ke Bulaaye,
Phir Se Na Aayegi Yeh Kisi Ke Bulaaye..
Jaan Pehechan Ho,
Jeena Aasaan Ho,
Jaan Pehechan Ho,
Jeena Aasaan Ho,
Dil Ko Churane Walon,
Aankh Na Churavo,
Naam Tho Batavo..
Jaan Pehechan Ho,
Jeena Aasaan Ho,
Bolo Yeh Na Bolo Tum,
Hogaye Ishaare,
Bolo Yeh Na Bolo Tum,
Hogaye Ishaare,
Sidi Sidi Chot Huve Dil Pe Hamaare,
Sidi Sidi Chot Huve Dil Pe Hamaare..
Jaan Pehechan Ho,
Jeena Aasaan Ho,
Jaan Pehechan Ho,
Jeena Aasaan Ho,
Dil Ko Churane Walon,
Aankh Na Churavo,
Naam Tho Batavo..
Jaan Pehechan Ho,
Jeena Aasaan Ho,
Chup Chup Dekha Dekhi,
Nazaren Diwani,
Chup Chup Dekha Dekhi,
Nazaren Diwani,
Zara Si Yeh Baat Ban Jaaye Na Kahani,
Zara Si Yeh Baat Ban Jaaye Na Kahani..
Jaan Pehechan Ho,
Jeena Aasaan Ho,
Jaan Pehechan Ho,
Jeena Aasaan Ho,
Dil Ko Churane Walon,
Aankh Na Churavo,
Naam Tho Batavo..
Jaan Pehechan Ho,
Jeena Aasaan Ho..
Jaan Pehechan Ho, Jeena Aasaan Ho,
Dil Ko Churane Wale Aakh Na Churaavo, Naam
Tho Bataavo
|

| YouTube |
Aap aaye toh khayaal-e-dil-e-naashaad aaya
-2
Kitne bhoole huwe zakhmon ka pataa yaad
aaya
Aap aaye toh khayaal-e-dil-e-naashaad aaya
Aap aaye
Aap ke lab pe kabhi apna bhi naam aaya tha
Shokh nazron se, mohabbat ka salaam aaya
tha
Umr bhar saath nibhaane ka payaam aaya tha
-2
Aap ko dekh ke woh ahl-e-wafa yaad aaya
Kitne bhoole huwe zakhmon ka pataa yaad
aaya
Aap aaye toh khayaal-e-dil-e-naashaad aaya
Aap aaye
Ruh mein jal uthhe bujhti huwi yaadon ke
diye
Kaise diwaane the ham aap ko paane ke liye
Yun to kuch kam nahi jo aap ne ehsaan kiye
-2
Par jo maange se, na paaya woh sila yaad
aaya
Kitne bhoole huwe zakhmon ka pataa yaad
aaya
Aap aaye toh khayaal-e-dil-e-naashaad aaya
Aap aaye
Aaj woh baat nahi phir bhi koyi baat toh
hai
Mere hisse mein ye halki si mulaaqaat toh
hai
Ghair ka hoke bhi ye husn mere saath toh
hai -2
Haaye kis waqt mujhe kab sa gila yaad aaya
Kitne bhoole huwe zakhmon ka pataa yaad
aaya
Aap aaye toh khayaal-e-dil-e-naashaad aaya
Aap aaye
|
| Chalo ik baar phir se ajnabi ban jaayen hum dono -2
Na main tumse koyi ummeed rakhun dil-nawaazi ki
Tumhein bhi koyi uljhan rokti hai pesh-qadami se
Taaruf rog ho jaayein to usko bhoolaana behtar
|

|
In hawaaon mein, in fizaaon mein -2
Tujhko mera pyaar pukaare
Aaja aaja re, tujhko mera pyaar pukaare
Laut rahi hain meri sadaayen diwaaron se
sar takra ke -2
Haath pakad kar chalne waale ho gaye rukhsat
haath chhudaake
Unko kuchh bhi yaad nahin hai -2
Ab koyi sau baar pukaare
Aaja aaja re tujhko mera pukaare
Oho ho…oho ho…oho ho ho…oho ho…
Ilm nahin tha itni jaldi khatm fasaane ho
jaayenge -2
Tum begaane ban jaaoge, hum diwaane ho jaayenge
Kal baahon ka haar mila tha -2
Aaj ashqon ka haar pukaare
Aaja aaja re, tujhko mera pyaar pukaare
ho
|
| YouTube
|
Ye hawa ye hawa ye hawa
Ye fiza ye fiza ye fiza
Hai udaas jaise mera dil, mera dil, mera
dil
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, aa bhi jaa -2
Aake ab toh chaandni bhi zard ho chali,
ho chali, ho chali
Dhadhkano ki narm aanch sard ho chali, ho
chali, ho chali
Dhhal chali hai raat aake mil, aake mil
aake mil
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, aa bhi jaa -2
Raah mein beechhi huwi hai meri har nazar,
har nazar, har nazar
Main tadap raha hun aur tu hai bekhabar,
bekhabar, bekhabar
Ruk rahi hai saansein aake mil, aake mil,
aake mil
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, aa bhi jaa -2
Ho…ho…ho…oho ho ho….ho ho ho ho….oho ho
ho ho….ho ho ho ho ho…
|
|
Dil ki tamanna thi masti mein manzil se
bhi door nikalte
Apna bhi koyi saathi hota, ham bhi bahekte
chalte-chalte
Saathi mila, yun to magar, raste mein tha
chaandi ka nagar -2
Chaandi ki nagari bhaayi use ham, reh gaye
aankhein malte-malte
Yaadon ki dhool aankhon mein hai, daaman
ki hasrat haathon
Mein hai -2
Khwaabon ke viraane mein tanha, thak gaya
raahi chalte-chalte
|

| Chal chal mere saathi, O mere saathi
Chal le chal khattara kheench ke Chal yaar dhakaa mar Band hai motor car…… chal yaar dhakaa mar Phoolonsi najook hai voh motor pe baitha hai jo Aahista-aahista chal usko na taklif ho Hai hai kha na jaaye uski najook kamariya bal Chal chal mere saathi, O mere saathi Chal le chal khattara kheench Khidmat teri kaam de shaayad voh inaam de
Tu yaaron ka yaar hai kitna vafadar hai
|
| YouTube |
Nafarat ki duniya ko chhod ke pyaar ki duniyaa
mein
Khush rahanaa mere yaar
Is jhooth ki nagari ko chhod ke, gaataa
jaa pyaare
Amar rahe teraa pyaar
Jab jaanavar koyee, inasaan ko maare
Kahate hain duniyaa mein, vahashii use saare
Ik jaanavar kii jaan aaj inasaanon ne lee
hai
Chup kyuun hai sansaar
Bas aakhirii sun le, ye mel hai apanaa
Bas khatm ai saathee, ye khel hai apanaa
Ab yaad mein teree beet jaaenge ro-ro ke
Jiivan ke din chaar
|
| Tere dar pe aaya hoon faryaad le kar-2
Zubaan par gam-e-dil ki |
| Tum jo mil gaye ho to ye lagataa hai ke jahaan mil gayaa
Ek bhuule hue raahii ko kaaravaan mil gayaa Baitho na duur hamase, dekho khafaa na ho
Tum kyaa jaano tum kyaa ho, ek suriilaa nagmaa ho
Tum bhii the khoe khoe, main bhii bujhaa-bujhaa
|