| EducationalVideos.us
DrKChaudhrysFanclub.com MereTaraane.com AkashGeet.com Bathroom-Singer.com |
Linux/Windows Web Space at Same Price $3 or Rs120 per month 1000 MB Web Space 30 Day Money Back Guarantee 5 Domain Aliases 100 FTP Users, Web Traffic Reporting FREE Image Gallery FREE Forum FREE Shopping Cart 99.9% network uptime WAP, Real Audio/Video Streaming & more! |
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|

| InhouseAudio
MusicWebtown |
Dekhi zamaane ki yaari bichhde sabhi
bichhde sabhi baari-baari
Are Dekhi zamaane ki yaari bichhde sabhi
baari-baari
Kya leke milen ab duniya se aansoo ke siwa
kuchh paas nahin
Ya phool hi phool the daaman mein, ya kaanton
ki bhi aas nahin
Matlab ki duniya hai saari, bichhde sabhi
bichhde sabhi baari-baari
Are Dekhi zamaane ki yaari bichhde sabhi
baari-baari
bichhde sabhi baari-baari
Waqt hai meherbaan aarzoo hai jawaan,
fikar kal ki karen itni fursat kahan
-2
Raat bhar mehmaan hain bahaarein yahan
Raat agar dhhal gayi phir ye khushiyaan
kahaan -2
Pal bhar ki khushiyaan hain saari-3
Badhne lagi
Badhne lagi bekraari
Are Pal bhar ki khushiyaan hain saari Badhne
lagi bekraari
Badhne lagi bekraari
Ud jaa ud jaa pyaase bhanvare ras na milega
khaaron mein
Kaagaz ke phool jahaan khilte hain baithh
na un gulzaaro mein
Naadaan tamanna reti mein ummeed ki kashti
kheti hai
Ik haath se deti hai duniya, sau haathon
se le leti hai
Ye khel hai kab se jaari bichhde sabhi,
bichhde sabhi baari baari
Are Dekhi zamaane ki yaari bichhde sabhi
baari-baari
Kya leke milen ab duniya se aansoo ke siwa
kuchh paas nahin
Ya phool hi phool the daaman mein, ya kaanton
ki bhi aas nahin
Matlab ki duniya hai saari, bichhde sabhi
bichhde sabhi baari-baari
Are Dekhi zamaane ki yaari bichhde sabhi
baari-baari
bichhde sabhi baari-baari
|
| Aap ke bheege huwe jism se aanch aati hai
Dil ko garmaati hai, jazbaat ko bhadkaati hai Aap ke paas jo aayega pighal jaayega
Aap ka husn woh shabnam hai jo shola mein pale
Honthh hai ya kisi shaayar ki duwaaon ka jawaab
Is qadar husn kisi ek mein dekha na suna
|
| YouTube
GoogleVideo |
Chhoo lene do nazuk hoonton ko Kuch aur
nahin hai jaam hai yeh-2
Qudrat ne jo hum ko bakhsha hai Wo sab se
haseen inaam hai yeh
Chhoo lene do nazuk honton ko..
Sharma ke na younhi kho dena rangeen jawani
ki ghadiyan-2
Betaab dharaktey seenoo ka armaan bhara
peghaam hai yeh
Chhoo lene do nazuk hoonton ko Kuch aur
nahi hai jaam hai yeh
Chhoo lene do nazuk honton ko..
Achhon ko bura saabit karna duniya ki purani
aadat hai-2
Iss maye ko mubarak cheez samajh maana ke
bahut badnaam hai yeh
Chhoo lene do nazuk hoonton ko Kuch aur
nahi hai jaam hai yeh
Qudrat ne jo hum ko bakhsha hai Wo sab se
haseen inaam hai yeh
Chhoo lene do nazuk honton ko..
|
| Ye zulf agar khul ke bikhar jaaye to achchhaa-2
Is raat kee takadeer sawar jaaye to achchhaa Jis tarah se thodee see tere saath katee hai-2
Duniyaan ki nigaahon mein bhalaa kyaa hai, buraa kyaa-2
Waise to tumhee ne mujhe barabaad kiyaa hai-2
|
|
Kaun kissee ko baandh saka
|
|
Kali Ghata Chayi, Prem Ruth aayee,
aayee(4) Teri Yaad aayee,
Tujeh Dunden, Mere Nain,
Nahin Neend, Nahin Chain..
Yunhi Nahin Chali aayee Baharen,
Phool Yunhi Nahin Khile,
Kuch Tho Hai Karan,
Kitne Yugon Se,
Do Premi Nahin Mile,
Chota Sa Jeevan, Lambi Judaayee..
Kali Ghata Chayi, Prem Ruth aayee,
aayee(4) Teri Yaad aayee,
Parbat(2) Gulshan(2),
Mele Milan Ke Lage,
Ik Hi Pal Mein, Neend Se Jaise,
Dard Hazaron Jage,
Dil Ki Lagi Ne, Li Angadaayee..
Kali Ghata Chayi, Prem Ruth aayee,
aayee(4) Teri Yaad aayee,
Kali Ghata Chayi, Prem Ruth aayee,
aayee(4) Teri Yaad aayee,
Tujeh Dunden, Mere Nain,
Nahin Neend, Nahin Chain..
|

|
Nazar aati nahin manzil, tadapne se bhi
kya haasil
Taqdeer mein eh mere dil, andhere hi andhere
hain
Majboori ne jisko maara, uska kaun sahaara
Maajhi to mil jaate hain par milta nahin
kinaara
Nainon se yun chheen gayi jyoti seep se
jaise moti
Ek jaan aur sau dushman hain, kaash ye jaan
na hoti
|

| Mere mann ye bata de tu
Kis or chala hai tu Kya paya nahi tune Kya dhundh raha hai tu Jo hai ankahee jo hai ansuni Woh baat kya hai bata Mitwa kahe dhadkan hai tujhse pyar Mitwa yeh khudse toh na tu chhupa Mere mann ye bata de tu
Jeevan dagar mein prem nagar mein
Teri nigaahen paa gayee raahen
|
|
Surama meraa nirala ankhon mein jisane dala
Jivan huaa ujala hai koi nazar vala
Hai koi nazar vala, ya ya ya ya
Ye vaqt ye zamana jab naa lage suhana
Phir mere paas ana khaadim hun main purana
Rakhata jo kuchh nazar hai, samajhega kya
asar hai
Andhe ko kya khabar hai, hai koi nazar vala,
Hai koi nazar vala, ya ya ya ya
Surama meraa nirala... du-du-do-u-o
Dushman jise sataaye, isako lagaake jaaye
Jaake nazar milaye, dhokha kabhi na khaaye
Budha ho yaa ho bachcha kyon ho nazar ka
kachcha
Rakhata hun maal achchha
Hai koi nazar vala, ya ya ya ya
Surama meraa nirala... du-du-do-u-o
Kissa abhii hai kal kaa, ruthi thi ghar
ki malika
Surama idhar se jhalaka, gussa udhar kaa
halaka
Sunate ho mere bhai, phero to ek kalai
Qimat hai tin pai, hai koi nazar vala...
tu tu tu dam
Surama mera nirala... ya ya ya ya
|
| Aye kaash ke hum hosh mein ab aane naa paaye-2
Bas nagmein tere pyaar ke, gaate hee jaaye Aye kaash ke hum hosh mein ab aane naa paaye-2 [Khilatee, mahakatee ye zulfon kee shaam
[Ho bas agar tum humaare sanam
|
|
|
Maein Har Ek Pal Ka Shaayar Hoon
Har Ek Pal Meri Kahani Hai
Har Ek Pal Meri Hasti Hai
Har Ek Pal Meri Jawaani Hai
Rishton Ka Roop Badalta Hai, Buniyaden Khatam
Nahin Hoti
Khwabon Ki Aur Umango Ki, Miyaden Khatam
Nahin Hoti
Ek Phool Mein Tera Roop Basa Ek Phool Mein
Meri Jawaani Hai
Ek Chehra Teri Nishaani Hai, Ek Chehra Meri
Nishaani Hai
Maein Har Ek Pal Ka Shaayar Hoon...
Tujhko Mujhko Jeevan Amrit, Ab In Haathon
Se Peena Hai
Inki Dhadkan Mein Basna Hai, Inki Saanson
Mein Jeena Hai
Tu Apni Adaen Baksh Inhen Maein Apni Wafaen
Deta Hoon
Jo Apne Liye Sochi Thi Kabhi, Woh Saari
Duaen Deta Hoon
Maein Har Ek Pal Ka Shaayar Hoon...
|

| Main pal do pal ka shaayar hun |

| YouTube
GoogleVideo |
Ai mere pyaare watan eh mere bichhde chaman
tujh pe dil qurbaan
Tu hi meri aarzoo, tu hi meri aabroo, tu
hi meri jaan
(Tere daaman se jo aaye un hawaao ko salaam
Choom lu main us zubaan ko jispe aaye tera
naam) - 2
Sabse pyaari subaah teri, sabse rangeen
teri shaam
Tujh pe dil qurbaan ...
(Maa ka dil banke kabhi seene se lag jaata
hai tuu
Aur kabhi nanhi si beti ban ke yaad aata
hai tu)
Jitna yaad aata hai mujhko, utna tadpaata
hai tu
Tujh pe dil qurbaan ...
(Chhod kar teri zameen ko door aa pahonche
hain ham
Phir bhi hai ye hi tamanna tere zarro ki
qasam)
Ham jaha paida huwe, us jagaah pe hi nikle
dam
Tujh pe dil qurbaan ...
|

| Ganga aaye kahaan se |
| Bhanwre ki gunjan hai mera dil
Kab Se Sambhaley Rakkha Hai Dil Tere Liye Tere Liye Tere Liye Tere Liye Mujhe Kab Se Thi Pyar Ki Justjoo
Bhanwre Ki Gunjan Hain Mera Dil
Gagan Se Bhi Ooncha Mera Pyar Hai
Bhanwre Ki Gunjan Hain Mera Dil
|
| Apanee to har aah ik toofaan hai
Kya karen wo jaan kar anajaan hai Oopar waala jaan kar anajaan hai Apanee to har aah ik toofaan hai Ab to has ke apanee bhee kismat ko chamakaa de
Sar pe mere too jo apanaa haath hi rakh de
Dil hi to hai, is ne shaayad bhool bhee kee hai
|

| iShare
|
Khoya khoya chaand, khula aasaman
Aankhon mein saari raat jaayegi
Tumako bhi kaise neend aaegi, ho
Khoyaa khoyaa chaand... -2
Masti bhari, havaa jo chali-2
Khil khil gayee, ye dil ki kali
Man ki gali mein hai khalabali
Ki unako to bulaao, o ho ...
Khoyaa khoyaa chaand...
Taare chale, nazaare chale-2
Sang sang mere vo saare chale
Chaaron taraf ishaare chale
Kisi ke to ho jaao, o ho ...
Khoyaa khoyaa chaand...
Aisi hi raat, bhigi si raat-2
Haathon mein haath, hote vo saath
Kah lete unase dil ki ye baat
Ab to naa sataao, o ho ...
Khoyaa khoyaa chaand...
Ham mit chale, jinake liye-2
Bin kuchh kahe, vo chup chup rahe
Koyee zaraa ye unase kahe
Na aise aajamaao, o ho ...
Khoyaa khoyaa chaand...
|

| Sooraj ke jaisi golaayee
Chandaa si thandak bhi paayee Thanake to pyaare duhaayee Teri dhoom har kaheen Tujh saa yaar koyee naheen Ham ko to... pyaare tuu sab se pyaaraa Layee layee layee layee -2 Teri dhoom ... Duniyaa ki gaadi kaa pahiyaa
Boodhon ki tu hi javaani
Daulat kaa mazahab chalaake
|
|

| iShare |
Ham... aa... chale gaye
Ham bekhudi mein tumko pukaare chale gaye
Ham...
Ham bekhudi mein tumko pukaare chale gaye
Saagar mein zindagi ko utaare chale gaye
Ham...
Dekha kiye tumhein ham, banke diwaana -
2
Utara jo nasha to, hamne ye jaana
Saare woh zindagi ke sahaare chale gaye
Ham bekhudi mein tumko pukaare chale gaye
Ham...
Tum to na kaho ham, khud hi se khele - 2
Doobe nahin ham hi yun, nashe mein akele
Sheeshe mein aap ko bhi utaare chale gaye
Ham bekhudi mein tumko pukaare chale gaye
Saagar mein zindagi ko utaare chale gaye
Ham...
|

| Har ghadi badal rahi hai roop zindagi
Chaav hai kabhi kabhi hai dhoop zindagi Har pal yahan Jee bhar jiyo jo hai sama Kal ho na ho -2 Chaahe jo tumhe poore dil se
Palkon ke leke saaye
|
| DhruvKohli
|
Maine jise abhi abhi Dekha Hai
Kaun Hai Woh Anjaani
Use Jitna Dekhon Utna Sochon
Kya Use Main Keh Doon
Maine Jise Abhi Abhi Dekha Hai
Kaun Hai Woh Anjaani
Maine Jise Abhi Abhi Dekha Hai
Kaun Hai Woh Anjaani
Woh Hai Koi Kali Ya Koi Kiran
Ya Hai Koi Kahani
Use Jitna Dekhon Utna Sochon
Kya Use Main Keh Doon
Pretty Woman
Hey Pretty Woman
Dekho Dekho Na Pretty Woman
Pretty Woman
Dekho Dekho Na Pretty Woman
Pretty Woman
Tum Bhi Kaho Naa Pretty Woman
Ho Maine Jise Abhi Abhi Dekha Hai
Kaun Hai Woh Anjaani
Woh Hai Koi Kali Ya Koi Kiran
Ya Hai Koi Kahani
Use Jitna Dekhon Utna Sochon
Kya Use Main Keh Doon
Pretty Woman
Dekho Dekho Na Pretty Woman
Pretty Woman
Dekho Dekho Na Pretty Woman
Pretty Woman
Tum Bhi Kaho Naa O Pretty Woman
Yo Pretty Woman
Listen Up Girl When U Feel This Way
Don't U See The Sunshine
Coming Out Today
You Got To Feel It Right Just Like Day Agter
Night
Dont Let The Sunshine
Out Of Your Sight
Cause I Can Feel You
Can You Feel It
When I Say That
I Can Feel You Here
Can U Feel Me
When I Say That I Am Crazy About You
Pretty Woman
Sone Ka Rang Hai
Sheeshe Ka Ang Hai
Jo Dekhe Dang Hai Kya Kahon
Hairaan Main Bhi Hoon
Yeh Kya Andaaz Hai
Itna Kyun Naaz Hai
Iska Kya Raaz Hain Kya Kahoon
Woh To Pal Mein Khush Hai Pal M
in Khafa
Badle Woh Rang Har Ghadi
Par Jo Bhi Dekhoon Roop Uskea
Lagti Hai Hai Pyaari Badi
Use Jitna Dekhon Utna Sochon
Kya Use Main Keh Doon
Pretty Woman Pretty Woman
Dekho Dekho Na Pretty Woman
Pretty Woman
Dekho Dekho Na Pretty Woman
Pretty Woman
Tum Bhi Kaho Naa Pretty Woman
Aankhon Mein Hai Nasha
Zulphon Mein Hai Ghata
Pehle Hamne Ada Yeh Haseen
Dekhi Na Thi Kahin
Dekhi Jo Yeh Pari
Masti Dil Mein Bhari
Masti Dil Mein Bhari
Hai Yeh Jadogari Ya Nahi
Ho Na Tum Janu Kya Hain Naam Na Janu Main
Pata
Par Itna Hai Maine Jabe Jise Dekhle Ek Nazar
Bhar Ke
Use Jitna Dekhon Utna Sochon
Kya Use Main Keh Doon
Pretty Woman
Dekho Dekho Na Pretty Woman
Pretty Woman
Dekho Dekho Na Pretty Woman
Pretty Woman
Tum Bhi Kaho Naa Pretty Woman
Pretty Woman
Dekho Dekho Na Pretty Woman
Pretty Woman
Dekho Dekho Na Pretty Woman
Pretty Woman
Tum Bhi Kaho Naa Pretty Woman
|

| Deewana aadmi ko bannati hain rotiyan |

| (Dheere dheere chori chori jab bhi andhera chhaaye
Ek Tanha Sa Chaand Nikalkar Sab Roshan Kar Jaaye Har Taraf Yahan Madhoshiyaan Phir Bhi Dil Mein Manzar Hai Pyaas Ka) - 2 Kabhi Khushi Hai Kabhi Koi Gam Kabhi Haseen Hain Aankhein Kabhi Num Jiyo Hus Ke Yaa ro Ke Jiyo Jeena Padta Hai Har Mausam Bekhudi Mastiyaan Sab Yahaan Hain Le Mazaa Inka tu Jaanam Har Taraf Yahaan Madhoshiyaa Phir Bhi Dil Mein Manzar Hai Pyaas Ka Dheere Dheere Chori Chori Jab Bhi Andhera Chaaye Ek Tanha Sa Chaand Nikalkar Sab Roshan Kar Jaaye Har Taraf Yaha Madhoshiyaan Phir Bhi Dil Mein Manzar Hai Pyaas Ka Kabhi Laga Kash Kabhi Laga Dam Dhund Le Apna Koi Hamdam Kaun Kehta Hai Tanha Raho Achha Hota Nahi Tanhapan Pyaas Hai Jaam Hai Saakiya Hai Le Mazaa Inka Tu Jaanam Har Taraf Yaha Madhoshiyaan Phir Bhi Dil Mein Manzar Hai Pyaas Ka Dheere Dheere Chori Chori Jab Bhi Andhera Chaaye Ek Tanha Sa Chaand Nikalkar Sab Roshan Kar Jaaye Har Taraf Yaha Madhoshiyaa Phir Bhi Dil Mein Manzar Hai Pyaas Ka |
| YouTube
Revver |
Juda hoke bhi tu mujh mein kahin baaki hai
Palkon Mein Ban ke Aansu Tu Chali Aati Hai
Juda Hoke Bhi
Waise Zinda Hun ai
Zindagi Bin Tere Main
Dard Hi Dard Baaki Raha Hai Seene Mein
Saans Lena Bhar Hi Yahan Jeena Nahi Hai
Ab Toh Aadat Si Hai Mujhko Aaise Jeene Mein
Juda Hoke Bhi Tu Mujhmein Kahin Baaki Hai
Palkon Mein Banke Aansu Tu Chali Aati Hai
Saath Mere Hai Tu
Har Pal Shab Ke Andhere Mein
Paas Mere Hai Tu har dum Ujale Savere Mein
Dil Se Dhadkan Bhula Dena Aasan Nahi Hai
Ab To Aadat Si Hai Mujhko Aaise Jeene Mein
Juda Hoke Bhi Tu Mujhmein Kahin Baaki Hai
Palkon Mein Banke Aansu Tu Chali Aati Hai
Ab Toh Aadat Si Hai Mujhko Aaise Jeene Mein
Yeh Jo Yaadein Hain - 2
Sabhi Kaate Hain
Katado Inhen - 3
Ab Toh Aadat Si Hai Mujhko
|
| Na Jaane Kab Se Umeedein Kuch Baaki Hain
Mujhe Phir Bhi Teri Yaad Kyon Aati Hai Na Jaane Kab Se Door Jitna Bhi Tum Mujhse, Paas
Tere Main
Chaahat Aisi Hai Yeh Teri Badti Jaaye
Ab To Aadat Si Hai Mujhko Aise Jeene Mein Sabhi Raatein Hain, Sabhi Baatein Hain
Ab To Aadat Si Hai Mujhko |
| Tujhe Dekh Dekh Sona - 2
Tujhe Dekh Kar Hain Jagna Maine Yeh Zindagani Sang Tere Bitaani Tujhmein Basi Hain Meri Jaan Haai (jiya Dhadak Dhadak - 3 Jaaye) - 2 Tujhe Dekh Dekh Sona Tujhe Dekh Kar Hain Jagna Maine Yeh Zindagani Sang Tere Bitaani Tujhmein Basi Hain Meri Jaan Haai Jiya Dhadak Dhadak - 3 Jaayen Kabse Hai Dil Mein Mere Armaan Kai Ankahe - 2
Lagta Hain Yeh Kyu Mujhe Sadiyon Se Chaahu Tujhe - 2
Tujhe Dekh Dekh Sona
Dhadak Jaaye Jiya
|
|
Yeh Pal Ke Tu Hai Zindagi
Yeh Pal Kho Na Jaaye Kahi
Yeh Pal Ka Tu Kar Le Yakeen
Yeh Aaj Hai Toh Kal Nahi
Yeh Pal Aawara Sahi
Yeh Pal Mehbaad Koi
Yeh Pal Hai Wafa Ki Talab
Yeh Pal Ko Salaam Mera
Yeh Meri Bandagi
(jeena Marna Hai Is Pal Mein
Sab Kutch Chupa Hai Is Pal Mein) - 2
Yeh Pal Ke Tu Hai Zindagi
Yeh Pal Kho Na Jaaye Kahi
Yeh Pal Ka Tu Kar Le Yakeen
Yeh Aaj Hai Toh Kal Nahi
Yeh Pal Aawara Sahi
Yeh Pal Mehbaad Koi
Yeh Pal Hai Wafa Ki Talab
Yeh Pal Ko Salaam Mera
Yeh Meri Bandagi
(humko Nahi Sabar Kal Ki Kyu Ho Fikar
Tay Karlo Yeh Safarbas Yu Hi ) - 2
Yeh Shak Jaaye Gujar Ho Jaane Do Sahar
Tab Jaake Kal Ka Hoga Yakeen
(jeena Marna Hai Is Pal Mein
Sab Kutch Chupa Hai Is Pal Mein) - 2
Yeh Pal Ke Tu Hai Zindagi
Yeh Pal Kho Na Jaaye Kahi
Yeh Pal Ka Tu Kar Le Yakeen
Yeh Aaj Hai Toh Kal Nahi
Yeh Pal Aawara Sahi
Yeh Pal Mehbaad Koi
Yeh Pal Hai Wafa Ki Talab
Yeh Pal Ko Salaam Mera
Yeh Meri Bandagi
(anjaane Chehren Hai
Masti Ki Lehren Hai
Armaan Gehren Hai Dil Mein) - 2
Na Koi Bandish Hai
Na Koi Pehren Hai
Sara Jahaan Hai Is Pal Mein
(jeena Marna Hai Is Pal Mein
Sab Kutch Chupa Hai Is Pal Mein) - 2
Yeh Pal Ke Tu Hai Zindagi
Yeh Pal Kho Na Jaaye Kahi
Yeh Pal Ka Tu Kar Le Yakeen
Yeh Aaj Hai Toh Kal Nahi
Yeh Pal Aawara Sahi
Yeh Pal Mehbaad Koi
Yeh Pal Hai Wafa Ki Talab
Yeh Pal Ko Salaam Mera
Yeh Meri Bandagi
|
| Mujhe tum se kuchh bhi na chaahiye
Mujhe mere haal pe chhodh do-2 Mera dil agar koyee dil nahin Use mere saamne todh do-2 Mujhe tum se kuchh bhi na chaahiye Main ye bhool jaayunga zindagi
Tumhe apna kahne ki chaah mein
|
|
| Ruk jaa o jaane vaali ruk jaa Main to raahii terii manzil
ka
Nazaron mein teri main bura sahi Aadami bura naheen main dil ka -2 Dekha hi naheen tujhako soorat bhii na pahachaani
|
|
| YouTube
GoogleVideo |
Yaad aayee aadhi raat ko kal raat ki tauba
|
| GoogleVideo
YouTube |
Likhe jo khat tujhe woh teri yaad mein
Hazaaron rang ke nazaare ban gaye -2
Sawera jab huya to phool ban gaye
Jo raat aayee to sitaare ban gaye
Koyi nagma kahin goonja kaha dil nein yeh
tu aayee
Kahin chatki kali koyi main yeh samjha,
tu sharmaayee
Koyi khushboo kahin bikhri laga yeh zulf
lehraayee
Likhe jo khat tujhe woh teri yaad mein
Hazaaron rang ke nazaare ban gaye
Sawera jab huya to phool ban gaye
Jo raat aayee to sitaare ban gaye
Likhe jo khat tujhe
Fiza rangeen, adaa rangeen yeh ithlaana,
yeh sharmaana
Yeh angdhaayee, yeh tanhaayee yeh tarsa
kar, chale jaana
Bana de ga nahin kisko jawaan jadoo yeh
deewana
Likhe jo khat tujhe woh teri yaad mein
Hazaaron rang ke nazaare ban gaye
Sawera jab huya to phool ban gaye
Jo raat aayee to sitaare ban gaye
Likhe jo khat tujhe
Jahan tu hai, wahan main hoon mere dil ki
tu dhadhkan hai
Musafir main tu manzil hai main pyaasa hoon
tu saawan hai
Meri duniya yeh nazre hain meri jannat yeh
daaman hai
Likhe jo khat tujhe woh teri yaad mein
Hazaaron rang ke nazaare ban gaye
Sawera jab huya to phool ban gaye
Jo raat aayee to sitaare ban gaye
Likhe jo khat tujhe
|
| Dard-e-dil dard-e-jigar dil mein jagaaya aapne
Pehle to main shaayar tha aashiq banaya aapne Aapki madhosh nazrein kar rahi hain shaayari
Kab kahan sab kho gayi jitni bhi thi parchhaiyaan
Aur thodi der mein bas hum judaa ho jayenge
|
|
Meri umar ke naujawaano
|
| Paisa ye paisa |
| YouTube
GoogleVideo |
Ham bolega to bologe ke bolata hai - 2
Ek memasaab hai saath mein saab bhi hai
Memasaab sundar-sundar hai saab bhi khuubasuurat
hai
Donon paas-paas hain baatein khaas-khaas
hain
Duniya chaahe kuchh bhi bole bole
Duniya chaahe kuchh bhi bole
Ham kuchh nahin bolega
Ham bolega to
Hamara ek padosi hai naam jisaka joshi hai
- 2
Vo paas hamare aata hai aur hamako ye samajhaata
hai
Jab do javaan dil mil jaayenge tab kuchh
na kuchh to hoga
Do se chaar ho sakate hain aath se saath
ho sakate hain
Jo karata hai so paata hai are apane baap
ka kya jaata hai
Joshi padosi kuchh bhi bole bole
Joshi padosi kuchh bhi bole
Ham kuchh nahin bolega
Ham bolega to
Meri budhiya naani thi lekin badi sayaani
thi
Godi mein mujhe bithaati thi aur sachchi
baat sunaati thi
Jab saal sataravaan laagega dil dhadak-dhadak
to karega
Kisi sundari se nainava milega to dil khusur-phusur
bhi karega
Jab aag se ghi milega phir ghi bhi to pighalega
Na aag se na ghi se hamako kya kisi se
Naani chaahe kuchh bhi bole
Ham kuchh nahin bolega
Ham bolega to
|

| Hai duniya useekee jamaanaa usee ka
Mohabbat mein jo ho gayaa ho kisee ka Lutaa jo musaafir, dil ke safar mein
Hai sajade ke kabil har wo deewaana
Barabaad honaa jisakee adaa ho
|
| YouTube
GoogleVideo |
[Kissee na kissee se kabhi na kabhi
Kahin na kahin dil lagaana padega]-2
Ek se ek haseen chehre hain
Kis kis ko main dekhun
Kisko jag mein apna samjhun
Sang main apne le lun
Koyee rangeeli chhail chhabili
Koyee rangeeli raseeli chhail chhabili
Aaj meri zindagi mein aake rahegi
[Dhoond rahaa hun main vo dunia
Pyaar jisse kahte hain]-2
Kaun wo kismat waale hain
Jo log wahaan rahte hain
Mujh ko mere dil le ke wahin chal
Mujh ko mere dil mere dil le ke wahin chal
Aaye jaye haath mein reshmi aanchal
Aisi naazuk vo ho jiska
Shabnam munh dhoti ho
Chaand sadke hota ho
Jab raat ko vo soti ho
Aankh sharaabi gall gulabi
Aankh sharaabi sharaabi gall gulabi
Pyar se sanwaar dee jo zindagi meri
|
| InhouseAudio
MusicWebtown |
Ye chaand saa roshan cheharaa zulfon kaa
rang sunahara
Ye zeel see neelee aankhe, koee raaj hain
in mein gahara
Taareef karoon kyaa us kee, jisne tumhen
banaaya
Ik cheez kayaamat bhee hai, logon se suna
karate the
Tumhe dekh ke maine maanaa, wo theek kaha
karate the
Hai chaal mein teree jaalim kuchh ayesee
balaa kaa jaadoo
Sau baar sanbhaalaa dil ko, par ho ke rahaa
bekaaboo
Taareef karoon kyaa us kee, jisne tumhen
banaaya
Har subah kiran ki laayee hain rang tere
gaalon ka
Har shaam ki chaadar kaalee saaya hai tere
baalon ka
Tu bal khaatee ik nadiya har mauj teri angadayee
Jo in maujo mein doobaa, us ne hi duniya
paayee
Taareef karoon kyaa us kee, jisne tumhen
banaaya
Main khoj mein hoon manzil kee aur manzil
paas hai mere
Mukhade se hata do aanchal ho jaayen door
andhere
Maana ke ye jalwe tere kar denge kar denge
mujhe deewana
Jee bhar ke zaraa main dekhoon andaaz tera
masataana
Taareef karoon kyaa uskee, jisne tumhen
banaaya
|
| Manzil wohi hai pyaar ki |
| iShare
|
Jis galee mein teraa ghar naa ho baalmaa
Us galee se humen to gujaranaa naheen
Jo dagar tere dwaare pe jaatee naa ho
Us dagar pe humen paanw rakhanaa naheen
Jis galee mein teraa ghar naa ho baalamaa
Zindagee mein kaee rangaraliyaan sahee
Har taraf muskraatee ye kaliyaan sahee
-2
Khubasoorat bahaaron kee galiyaan sahee
Jis chaman mein tere pag mein kaante chubhen-2
Us chaman se humen fool chunanaa naheen
Jis galee mein teraa ghar naa ho baalamaa
Haan ye rasmen ye kasamen sabhee tod ke
Tu chalee aa chunar pyaar kee odh ke
-2
Yaa chalaa jaaoongaa main ye jag chhod ke
Jis jagah yaad teree sataane lage-2
Us jagah ek pal bhee thaharnaa naheen
Jis galee mein teraa ghar naa ho baalmaa
Us galee se humen to gujaranaa naheen
Jo dagar tere dwaare pe jaatee naa ho
Us dagar pe humen paanw rakhanaa naheen
Jis galee mein teraa ghar naa ho baalamaa
|
| Pyaar deewaana hota hai mastaanaa hota hai
Har khushee se har gam se begaanaa hotaa hai -2 Shamaa kahe parawaane se pare chalaa jaa
Rahe koee sau paradon mein dare sharam se
Suno kisee shaayar ne ye kahaa bahut khub
|
|
| YouTube
GoogleVideo |
Ye jo mohabbat hai ye unakaa hain kaam
Are Mehaboob kaa jo bas lete huye naam
Mar jaayen mit jaayen ho jaayen badanaam
Rahane do chhodo bhee jaane do yaar
Hum naa karenge pyaar
-2
Toote agar saagar nayaa saagar koee le le
Mere khudaa dil se koee kisee ke na khele
-2
Dil toot jaaye to kyaa ho anjaam
Ye jo mohabbat hai ye unakaa hain kaam
Mehaboob kaa jo bas lete huye naam
Mar jaayen mit jaayen ho jaayen badanaam
Rahane do, chhodo bhee jaane do yaar
Hum naa karenge pyaar
-2
Aankhen kisee se naa ulajh jaaye main darataa
hoon
Yaaro haseenon kee galee se main guzarataa
hoon
-2
Bas door hee se kar ke salaam
Ye jo mohabbat hai ye unakaa hain kaam
Mehaboob kaa jo bas lete huye naam
Mar jaayen mit jaayen ho jaayen badanaam
Rahane do, chhodo bhee jaane do yaar
Hum naa karenge pyaar
-2
|
| Ye shaam mastaanee madahosh kiye jaaye
Mujhe dor koee khinche teree ore liye jaaye -2 Door rahatee hai tu mere paas aatee nahee
Baat jab main karun mujhe rok letee hai kyon
Ek ruthhee huyee takadeer jaise koee
|
|
|
Zara Sun Haseena-e-naznee, Mera Dil Tujhi
Pe Nisaar Hai (2)
Tere Dam Se Hi Mere Dilruba, Meri Zindagi
Mein Bahaar Hai,
Zara Sun Haseena-e-naznee..
Huyi Jab Se Mujhpe Teri Nazar, Mein Hun
Apne Aap Se Bekhabar (2),
Huva Jab Se Dil Mein Tera Guzar (2),
Mujeh Chain Hai Na Karaar Hai,
Zara Sun Haseena-e-naznee..
Tere Husn Se Jo Sanwaar Gayin, Voh Fazayen
Mujhko Azeez Hein (2),
Teri Zulf Se Jo Lipat Gayin, Mujeh Un Hawavon
Se Pyaar Hai,
Zara Sun Haseena-e-naznee..
Yeh Haseen Phoolon Ki Daaliyan, Tujeh De
Rahi Hai Salaamiyan (2),
Mujeh Kyon Na Rashk Ho Ay Sanam, (2)
Tere Saath Fasal-e-bahaar Hai,
Zara Sun Haseena-e-naznee..
|

|
Aankhon mein kya
|
| Dost kahan koi tumsa tumsa nahin koi mister
Kabhi tum darling kabhi mehboba Kabhi tum bholi bhali sister Oh sister Dost kahan koi tumsa tumsa nahin koi sister Chali gayi Jaane do Ek ghunt mein parvati tum ek ghunt mein chandramukhi -2
Rum chade to ghum utarenge
Kis ki ankh ka aansun hai yeh
|
|
| InhouseAudio
MusicWebtown |
Hamne dekhii hai in aankhon kii mahakatii
khushabuu
Haath se chhuuke ise rishton kaa ilzaam
na do
Sirf ehasaas hai ye ruuh se mahasuus karo
Pyaar ko pyaar hii rahane do Koyee naam
na do
Hamane dekhii hai in aankhon kii mahakatii
khushabuu
Haath se chhuuke ise rishton kaa ilzaam
na do
Hamane dekhii hai
Pyaar Koyee dhol nahiin pyaar aavaaz nahiin
Ek khaamoshii hai sunatii hai kahaa karatii
hai
Naa ye bujhatii hai naa rukatii hai naa
thaharii hai kahiin
Nuur kii buund hai sadiyon se bahaa karatii
hai
Sirf ehasaas hai ye ruuh se mahasuus karo
Pyaar ko pyaar hii rahane do Koyee naam
na do
Hamane dekhii hai in aankhon kii mahakatii
khushabuu
Haath se chhuuke ise rishton kaa ilzaam
na do
Hamane dekhii hai
Muskaraahat sii khilii rahatii hai aankhon
mein kahiin
Aur palakon pe ujaale se chhupe rahate hain
Honth kuchh kahate nahiin kaampate honthon
pe magar
Kitane khaamosh se afasaane ruke rahate
hain
Sirf ehasaas hai ye ruuh se mahasuus karo
Pyaar ko pyaar hii rahane do koyee naam
na do
Hamane dekhii hai in aankhon kii mahakatii
khushabuu
Haath se chhuuke ise rishton kaa ilzaam
na do
Hamane dekhii hai
|
|
Jaana suno hum tumpe
|

| InhouseAudio
MusicWebtown |
Tum pukaar lo
Tumhaaraa intazaar hai
Tum pukaar lo
Kvaab chun rahii hai raat, beqaraar hai
Tumhaaraa intazaar hai
Tum pukaar lo
Honth pe liye hue dil kii baat ham
Jaagate rahenge aur kitanii raat ham
-2
Muqtasar sii baat hai tum se pyaar hai
Tumhaaraa intazaar hai
Tum pukaar lo
Dil bahal to jaayegaa is khayaal se
Haal mil gayaa tumhaaraa apane haal se
-2
Raat ye qaraar kii beqaraar hai
Tumhaaraa intazaar hai
Tum pukaar lo
|

| Vo shaam kuchh ajeeb thi ye shaam bhi ajeeb hai
Vo kal bhii paas paas thii vo aaj bhii kariib hai -2 Vo shaam kuchh ajiib thii Jhukii huii nigaah mein kahiin meraa khayaal thaa
Meraa khayaal hai abhii jhukii huii nigaah mein
Vo shaam kuchh ajiib thii ye shaam bhii ajiib hai
|
|
|
Kal chaman tha
|
| Ye mulaaqaat ek bahaana hai |
|
Too Hi Woh Haseen Hai
Ho……..
Too Hi Woh Haseen Hai
Jiski Tasveer Khayalon Me
Muddat Se Bani Hai
Too Hi Woh Haseen Hai
Haee
Too Hi Woh Haseen Hai
Rukh E Roshan Pe Julfen Bikhraye Hue
Jaise Chandaa Pe Baadal Ho Chhaaye Hue
Maine Dekha Tujhe Tho Mera Dil Mujhe Yehi
Kahne Lagaa
Ho Maine Dekha Tujhe Tho Mera Dil Mujhe
Yehi Kahne Lagaa
Dhunde Nazaren Jise Din Raat Koi Aur Nahin
Hai
Too Hi Woh Haseen Hai
Ho……..
Too Hi Woh Haseen Hai
Meri Awaara Tabiyatko Ek Raahen Mushtakil
Mil Gayee
Ab Na Kaha Doonga Mein Rahatko Mere Khwabonki
Manjeel Mil Gayee
Sangamarmar Ki Murat Hai Tarasi Huee
Meri Aankhon Ko Barson Me Tasallee Huee
Meine Dekha Tujhe Tho Mera Dil Mujhe
Yehi Kahne Laga
Ho…. Maine Dekha Tujhe Tho Mera Dil Mujhe
Yehi Kahne Laga
Eisi Hi Kisi Murat Ki Mere Mandir Mein Kami
Hai
Too Hi Woh Haseen Hai
Hae…. Too Hi Woh Haseen Hai
|
| Ho ... Khilaunaa jaanakar tum to
meraa dil tod jaate ho-2
Ho ...Mujhe is haal mein kisake sahaare chhod jaate ho Khilaunaa jaanakar tum to meraa dil tod jaate ho Khudaa ka vaastaa dekar manaaluun dur huun lekin
Gilaa tumase nahiin koi, magar afasos thodaa hai
Mere dil se na lo badalaa zamaane bhar kii baaton ka
|
| YouTube
GoogleVideo |
Teri shaadi pe dun tujh ko tohfaa main kya
Pesh karataa huun dil ek tuutaa huaa
Khush rahe tuu sadaa, ye duaa hai merii-2
Bevafaa hii sahii
Bevafaa hii sahii, dilarubaa hai merii
Khush rahe
Jaa main tanahaa rahuun tujhako mahafil
mile-2
Duubane de mujhe, tujhako saahil mile
Aaj marazii yahii, naakhudaa hai merii
Khush rahe tuu sadaa, ye duaa hai merii
Khush rahe
Umr bhar ye mere dil ko tadapaaegaa-2
Dard-e-dil ab mere saath hii jaaega
Maut hii aakhirii bas davaa hai merii-2
Khush rahe tuu sadaa, ye duaa hai merii
Khush rahe khush rahe
|

| Are Wah Re Jadugar,
Are Wah Re Jadugar, Are Wah Mere Sher Babbar, (2) Tu Nikla Guruvon Ka Guru, Are, Tu Nikla Guruvon Ka Guru, Tera Jawaab Nahin Re Dilbar, Are Wah Re Jadugar, Are Wah Mere Sher Babbar, Are Wah Re Jadugar... Chupke Chupke Dekar Jhansa, Khub Mujeh Tune Re Phansa,
(2)
Khake Roti Rukhi Sukhi, Rakhe Apni, Akhadiyan Bhuki, (2)
Lagta Tha Tu Mujeh Gadbadiya, Kaam Kiya Par Toone Badiya,
(2)
|
|
Bhagwan Pyaare, Bhagwan Pyaare,
Apne Bhagath Ki Laaj Bachana Re,
Aaj Apne Bhagath Ki Laaj Bachana Re,
Ho Mera Kinare Jahaj Lagana Re,
Bhagwan Pyaare..
Jai Raam Krishna Jay Hari Hari, Hari Hari,
Jai Raam Krishna Jay Hari Hari, Hari Hari..
Karne Chali Hai Do Rangeen Duniya, Aaj Kasouti Meri, (2)
Mere Bahane Asal Mein Horahi,
Prabhu Pariksha Teri (2),
Ho Kapti Duniya Pe Gaaj Girana Re,
Bhagwan Pyaare..
Jai Raam Krishna Jay Hari Hari, Hari Hari,
Jai Raam Krishna Jay Hari Hari, Hari Hari..
Tere Bharose Daavun Lagaya, Kheli Maine Baazi, (2)
Apne Das Pe Kiripa Karna,
Mat Rakhna Narazi, (2)
Ho Apna Pyaar Aaj Bhulana Re,
Bhagwan Pyaare.. Apne Bhagath Ki Laaj Bachana Re,
Aaj Apne Bhagath Ki Laaj Bachana Re..
Bhagwan Pyaare..
Jai Raam Krishna Jay Hari Hari, Hari Hari,
Jai Raam Krishna Jay Hari Hari, Hari Hari..
Jab Jab Bhakton Pe Beer Pari, Hari Hari,
Tab Tab Toone Hi Peer Hari, Hari Hari,
Toone Saare Ajamil Aur Shabari,
Hari (6),
Sankat Mein Sab Ki Madad Kari,
Raam Krishna Jay Hari Hari, (4)
Bhagwan Pyaare..
Raam Krishna Jay Hari Hari, (5)
Bhagwan Pyaare..
Raam Krishna Jay Hari Hari, (6)
Bhagwan Pyaare..
|
| (Laakhon hai yahaan dil waale, aur pyaar nahin milta
Aankhon mein kisi ki wafa ka, iqraar nahin milta) -2 Mehfil mehfil jaa dekha, har dil mein sama kar dekha,
har saaz pe gaa kar dekha -2
Is dil ko kahaan le jaayen, kuchh aap agar farmaayen,
to aap ke hum ho jaayen -2
|
|
sukh chheen liya dukh chhod diya
dil hasee hasee mein tod diya
ho jaanewale yeh kya kiya (2)
(lehren umati saahil toota
dil se takra kar dil toota, haaye dil toota)
(2)
majhdhaar mein laa kar haaye chhod diya
ho jaanewale yeh kya kiya
haaye ho jaanewale yeh kya kiya
(ya pehle hi thukra dete
ya manzil tak pahocha dete, pahocha dete)
(2)
kyon raah mein laa kar haaye chhod diya
ho jaanewale yeh kya kiya
|

| Dhal chuki shaam-e-gum muskara le sanam
Ik nayee subah duniya mein aane ko hai Pyaar sajne laga saaz bajne laga Zindagi dil ke taron pe gaane ko hai Dhal chuki shaam-e-gum muskara le sanam Aaj paayal bhi hai nagmaye dil bhi hai
|