| EducationalVideos.us
DrKChaudhrysFanclub.com MereTaraane.com AkashGeet.com Bathroom-Singer.com |
Linux/Windows Web Space at Same Price $3 or Rs120 per month 1000 MB Web Space 30 Day Money Back Guarantee 5 Domain Aliases 100 FTP Users, Web Traffic Reporting FREE Image Gallery FREE Forum FREE Shopping Cart 99.9% network uptime WAP, Real Audio/Video Streaming & more! |
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|

| Maa Tujhe Dhoondon Kahan |
|
Chappa chappa charkha chale
Chappa chappa charkha chale
Hey chappa chappa charkha chale
Chappa chappa charkha chale
Auni bauni aariyaan teri
Bauni bauni beriyon tale
Chappa chappa charkha chale
Hoy chappa chappa charkha chale
Hey auni bauni aariyaan teri
Bauni bauni beriyon tale
Yaara be yaara be yaara be
Aaaauniyaan pardesiyaan
Chappa chappa charkha chale
Hoy chappa chappa charkha chale
Hey Gori chatkori jo katori se khilaati
thi
Jumme ke jumme jo surme lagaati thi
Gori chatkori jo katori se khilaati thi
Jumme ke jumme jo surme lagaati thi
Kachchi munde ke tale
Chappa chappa charkha chale
Chappa chappa charkha chale
Hey chappa chappa charkha chale
Hey chappa chappa charkha chale
Arre jhoothi moothi moine hay hay moine
Jhoothi moothi moine rajoi mein pukaara
tha
Lohe ke chimte se lipte ko maara tha
Jhoothi moothi moine rajoi mein pukaara
tha
Lohe ke chimte se lipte ko maara tha
Oye beeba tera chulha jale
Chappa chappa charkha chale
Chappa chappa charkha chale
Auni bauni aariyaan teri
Bauni bauni beriyon tale
Chunni leke soti thi kamaal lagti thi
Beeba beebawe hay
Chunni leke soti thi kamaal lagti thi
Pani mein jalta charaag lagti thi
Chunni leke soti thi kamaal lagti thi
Pani mein jalta charaag lagti thi
Beeba teri yaad na tale
Chappa chappa charkha chale
Goriyon ke peiron tale
Peeli peeli mehndi jale
Chappa chappa charkha chale
Chappa chappa charkha chale
Auni bauni aariyaan teri
Bauni bauni beriyon tale
Chappa chappa charkha chale
Chappa chappa charkha chale
Hoy chappa chappa charkha chale
Chappa chappa charkha chale
Hoy chappa chappa charkha chale
Chappa chappa charkha chale
Hoy chappa chappa charkha chale
Chappa chappa charkha chale
Hoy.
|
|
Koyi sone ke dilwaala, koyi chaandi ke dilwaala
Sheeshe ka hai matwaale mera dil
Mehfil ye nahin teri diwaane kahin chal
Hain to sanam lekin patthar ke sanam yaha
Pyaar waali narmi adaaon mein kaha
Honthhon se dekh inke, takraaye na tera
pyaala
Koyi sone...
Kya jaaniye kaha se aati hai kaanon mein
sada
Eh diwaane gham tera sab se juda
Is mehfil se uthha dil, na behlega ye matwaala
Koyi sone...
|
| YouTube
GoogleVideo YahooVideo MSNVideo |
Chale bhi aao kahaan chhupe ho sanam hamaare
Hamare dil ki har ek dhadkan tumhe pukaare
Sanam hamare .....
Tumhari yadon se ashq
ankhon mein bhar rahe hain
Wafa ke moti in aansuyon mein bikhar rahe
hain
Batayen kaise ke haal kya hai sanam hamara
Tumhare gam mein na ji rahe hai na mar rahe
hain
Chale bhi aao kahaan chhupe ho sanam hamare
Jiye to kaise bichade
ke tumse jiya na jaye
Teri judai ka zahar hamse piya na jaye
Har ek mahefil har ek manzil hai sooni sooni
Tere bina ab kaheen bhi hamse raha na jaye
Chale bhi aao kahaan chhupe ho sanam hamare
Hamare dil ki har ek dhadkan tumhe pukare
Sanam hamare .....
|
| Jangal Mein Mor Naache |
| Suhana safar aur yeh mausam haseen
Humein darr hai hum kho na jaaye kahin Suhana safar.. Yeh kaun hansta hai phoolon mein chhupkar
Yeh gori nadiyon ka chalna uchhalkar
Ho ho ho ...
|
| YouTube
GoogleVideo |
Toote hue khwaabon ne hum ko ye sikhaayaa
hai
Dil ne, dil ne jise paayaa thaa, aankhon
ne ganvaayaa hai
Toote hue khwaabon ne
Ham dhoondhate hain unako, jo milake naheen
milate
Roothe hain na jaane kyuun, mehamaan wo
mere dil ke
Kyaa apani tamannaa thi, kyaa saamane aayaa
hai
Dil ne, dil ne jise paayaa thaa, aankhon
ne ganvaayaa hai
Toote hue khwaabon ne
Laut aayee sada meri, Takaraa ke sitaaron
se
Ujadee huyee duniya ke, sunasaan kinaaron
se
Par ab ye tadapana bhi, kuchh kaam na aayaa
hai
Dil ne, dil ne jise paayaa thaa, aankhon
ne ganvaayaa hai
Toote hue khwaabon ne
|
| Mahakavi Shri Vedvyas Ki Aarathi Sabhi Utarat Hai,
Jinki Lekani Se Nikala, Yeh Mahakavya Mahabharat Hai.. Bahut Din Bite Purani Baat Hai,
Pandu Se Pandav Huve, Dhritrashtra Se Kavrav Huve,
Ay Rakhi Bandhawane Wale, Kahan Chupe Ho Krishna Murar,
Sukh Jaata Hai, Dukh Aata, Dukh Jaata Hai, Sukh Aaata,
Jungle Mein Mangal Chaaya Hai, Bhulgaye Voh Pichle Pal,
Chakrvuh Ka Chakr Ghira Hai, Kavrav Dal Ki Chaal Hai,
Saamne Dekha Khade Yeh Karan Sar Uncha Liye,
Sab Ne Socha, Istarah, Balak Yeh Baaz Na Aayega,
|

| Donon ne kiyaa thaa pyaar magar Mujhe yaad rahaa tuu
bhool gayee
Maine tere liye re jag chhodaa Tu mujhako chhod chali-2 Toone mujhase kiyaa thaa kabhii vaadaa
Aaj main apane dil ki sadaa se
|

|
Teraa rang sunahraa
|
| Everybody Get Down! This Party's Going To Town!
Ram Baba Loola, Bam Bam Boo, There's Only One Thing To Do Baby Baby Let's Rock!
(Gori Gori, Gori Gori, Gori Gori
Chhup Chhup Ke Tum Mila Karo
Gore Gore, Gore Gore, Gore Gore
Dekho Dekho Hum Dono Meet Hai
Par Sun Na Paaye Inhein Na Koyi Hamaare Siwa (Gori Gori, Gori Gori, Gori Gori
Gore Gore, Gore Gore, Gore Gore
Ram Baba Loola, Bam Bam Boo
Jo Tum Ho Aa Gaye, Toh Sapne Chha Gaye
Jo Hum Hai Mil Gaye, Toh Gul Hai Khil Gaye
Bheegi Bheegi, Dheemi Dheemi, Hai Hawa
Dheere Dheere, Hamein Yeh Kya, Ho Gaya
Ab Na Rahen Tumhe Yaad Koyi Bhi Hamaare Siwa
Gore Gore, Gore Gore, Gore Gore
Everybody Get Down! This Party's Going To Town!
Jo Hai Ye Dooriyan, Toh Hai Betaabiyan
Jo Tum Betaab Ho, Toh Tum Ab Ye Suno
Zara Zara, Jhuki Jhuki, Si Nazar
Meethhi Meethhi, Baatein Kaho, Toh Kaho Pore Pore, Lekin Abhi, Tum Raho Kuch Din Kaaton Aur Zindagi Hamaare Siwa Gori Gori, Gori Gori, Gori Gori
Gore Gore, Gore Gore, Gore Gore
Gori Gori, Gori Gori, Gori Gori
Gore Gore, Gore Gore, Gore Gore
|

|
(Kiska Hai Ye Tumko, Intezaar Main Hoon
Na
Dekh Lo Idhar Toh, Ek Baar, Main Hoon Na)
-2
Khaamosh Kyun Ho, Jo Bhi Kehna Hai Kaho
Dil Chaahe Jitna, Pyaar Utna Maang Lo Ho…
Tumko Milega, Utna Pyaar, Main Hoon Na
Kiska Hai Ye Tumko, Intezaar Main Hoon Na
Dekh Lo Idhar Toh, Ek Baar, Main Hoon Na
Kabhi Jo Tum Socho, Ke Tum Ye Dekho
Arre Kitna Mujhko Tumse Pyaar Hai
Toh Chup Mat Rehena, Ye Mujhse Kehena
Arre Koyi Kya Aisa Bhi Yaar Hai
Dil Hi Nahin De Jaan Bhi De Jo Tumhein -2
Ho…
Toh Main Kahoonga Sarkaar, Main Hoon Na
Kehne Ki Ho Dil Mein Koyi Baat, Mujhse Kaho
Koyi Pal Ho Din Ho Ya Ho Raat, Mujhse Kaho
Koyi Mushkil Koyi Pareshaani Aaye
Tumhein Lage Kuchh Thheek Nahin Haalaat,
Mujhse Kaho
Koyi Ho Tamanna Ya Ho Koyi Aarzoo - 2 Ho..
Rehena Kabhi Na Beqaraar, Main Hoon Na
Kiska Hai Ye Tumko, Intezaar Main Hoon Na
Dekh Lo Idhar Toh, Ek Baar, Main Hoon Na
Khaamosh Kyun Ho, Jo Bhi Kehna Hai Kaho
Dil Chaahe Jitna, Pyaar Utna Maang Lo Ho…
Tumko Milega, Utna Pyaar, Main Hoon Na
Kiska Hai Ye Tumko, Intezaar Main Hoon Na
Dekh Lo Idhar Toh, Ek Baar, Main Hoon Na
|

|
Tumse milke dil ka jo haal
Ishq jaise hai ik aandhi, ishq hai ik toofaan
Ishq ke aage bebas hai, duniya mein har
ilzaam
Ishq mein sab diwaane hain, ishq mein sab
hairaan
Ishq mein sab kuch mushkil hai, ishq mein
sab aasaan
Dekho pyaare, ye nazaare, ye diwaane, ye
parwaane
Ye ishq mein kaise gum
Haay! Tumse milke dil ka hai jo haal kya
kahen
Ho gaya hai kaisa ye kamaal kya kahen
Tumse milke dil ka hai jo haal kya kahen
Ho gaya hai kaisa ye kamaal kya kahen
(Dhum tara, dhum tara, dhum tara, dhum tara
Dhum tara dhum tara dhum-ma
Dhum tara, dhum tara, dhum tara, dhum tara
Dhum tara dhum tara hum) -2
Dil toh ik raahi jaana, dil ki tum manzil
ho
Dil toh hai ik kashti jaana, jiska tum saahil
ho
Dil na phir kuch maange jaana, tum agar
haasil ho
Dil toh hai mera tanha jaana, aao toh mehfil
ho
Ishq se hi saari khushiyaan, ishq hi barbaadi
Ishq hai paabandi lekin, ishq hi azaadi
Ishq ki duniya mein yaaron, khwaab ki aabaadi
Ho gaya woh jisko manzil, ishq ye dikhlaadi
Dekho pyaare, ye nazaare, ye diwaane, ye
parwaane
Ye ishq mein kaise gum
Haay! Tumse milke dil ka hai jo haal kya
kahen
Ho gaya hai kaisa ye kamaal kya kahen
Tumse milke dil ka hai jo haal kya kahen
Ho gaya hai kaisa ye kamaal kya kahen
Dhum tara, dhum tara, dhum tara, dhum tara
Dhum tara dhum tara dhum-ma
Dhum tara, dhum tara, dhum tara, dhum tara
Dhum tara dhum tara hum
Tumko puja hai, tumhaari hi ibaadat kee
hai
Hamne jab kee hai, toh phir aise mohabbat
kee hai -2
Dil mera paagal hai jaana, isko tum behlaado
Dil mein kyun halchal hai jaana, mujhko
tum samjhaado
Dil ka jo aanchal hai jaana, isko tum lehraado
Zulf jo baadal hai jaana, mujhpe tum barsaado
Jaana leke jaaya hai, tera ye diwaana
Jaan tujhpe mit jaayega, tera ye parwaana
Jaana mere dil mein kya hai, tumne ye na
jaana
Jaana tujhko yaad aayega, mera ye afsaana
Dekho pyaare, ye nazaare, ye diwaane, ye
parwaane
Ye ishq mein kaise gum
Haay! Tumse milke dil ka hai jo haal kya
kahen
Ho gaya hai kaisa ye kamaal kya kahen
Tumse milke dil ka hai jo haal kya kahen
Ho gaya hai kaisa ye kamaal kya kahen
(Dhum tara, dhum tara, dhum tara, dhum tara
Dhum tara dhum tara dhum-ma
Dhum tara, dhum tara, dhum tara, dhum tara
Dhum tara dhum tara hum) -2
|

| Kisi nargisi nazar ko dil denge hum
Kali Zulf Ke Saye Me Dum Lenge Hum Ai Haseen Tere Har Sitam Sahenge Hum Aa Bhi Ja Ke Teri Raah Me Khade Hain Hum Kisii naragisii nazar ... jab nazar milaayegii shokh dilarubaa
ham zaruur paayenge ek nayii bahaar
us parii ke saath kahii.n duur jaa_e.Nge
|
| Zaahid sharaab peene de masjid mein baithkar
Ya woh jagah bataa de, jahan par khuda na ho Mujhko yaaron maaf karna, main nashe mein hoon
Kal ki yaaden mit rahi hain, dard bhi hain kam
Dhal chuki hai raat kab ki, uth gayi mehfil
Hai jara si baat aur chhalke hain kuch pyaale
|
|
Kabhi sochta hun ki me kuch kahun
Kabhi sochta hun ki me chup rahun
Aadmi jo kehta hai aadmi jo sunta hai
Jindagi bhar vo sadayen pechha karti hai
Aadmi jo deta hai aadmi jo leta hai
Jingdagi bhar vo duvaien pechha karti hai
Khvabo me jagte hum raat bhar
Koi bhi ho khvab to sachha nahi hota
Bahot jyada pyaar bhi achha nahi hota
Kabhi daman chhudana ho to mushkil ho
Pyaar ke rishte tutte to pyaar ke raste
chhutte to
Vo raste me phir vafayien pechha karti hai
Kabhi kabhi man dhup ke karan taras ta hai
Palak jhapke yahan mausam badal jaye
Pyaas kabhi meet ti nahi, ek bund bhi mil
ti nahi
Aur kabhi rimzim ghatayien pechha karti
hai
|

|
Tumhein jo bhi dekh lega kissi ka na ho
sakega
Pari ho bala ho kya ho tum
Tumhein jo bhi dekh lega…
Duniya chale udhar hi jidhar ye nigaah ghoome
Shabnam ko dekh lo gar bankar sharaab jhoome
Nasha hi nasha ho kya ho tum
Tumhein jo bhi dekh lega…
Kajraare nain bhanware palkein jo kholte
hain
Dilo ki bhi baat kya hai imaan bhi dolte
hain
Booto ke khuda ho kya ho tum
Tumhein jo bhi dekh lega…
Kaha ye dhamakta chehra, kaha aisa noor
hoga
Jisne banaaya tumko usse bhi ghuroor hoga
Khuda ki adaa ho kya ho tum
Tumhein jo bhi dekh lega…
|

| Dil tujhe diyaa thaa rakhane ko
Toone dil ko jalaa ke rakh diyaa Qisamat ne de ke pyaar mujhe Meraa dil tadapaa ke rakh diyaa Bhanvare ke labon par fariyaaden Kaliyon ke labon par musakaanen Bhanvare ka kalejaa kaliyon men haay! kisane chhupaa ke rakh diyaa qisamat ne de ke pyaar ... Jis dard se duniyaa darati hai Jis ghum se kinaaraa karati hai Teri nazar ne mere seene men Vo dard chhupaa ke rakh diyaa qisamat ne de ke pyaar ... [Jab dil men tumhen basaayaa thaa Aashaa kaa deep jalaayaa thaa]-2 Taqadeer ke ek hi jhonke ne Vo deep bujhaa ke rakh diyaa qisamat ne de ke pyaar ... |

|
Hotaa rahaa yuunhi agar anjaam vafaa ka
legaa na zamaane me.n koii naam vafaa kaa
sinduur kii laalii hai kisii ke suhaag me.n
jiite jii jal rahaa hai koii Gam kii aag
me.n
is ke sivaa hogaa bhii kyaa a.njaam vafaa
kaa
legaa na ...
jaakar nahii.n aanaa jise kyo.n dekhe vo
mu.Dake
milate nahii.n hamaraahii doraahe pe bichha.Dake
maluum hai hotaa hai jo a.njaam vafaa kaa
legaa na ...
qasame.n nahii.n nibhatii dhare rah jaate
hai.n vaade
ye ret kii diivar hai jo chaahe giraa de
sau kaam jafaao.n ke hai.n ik kaam vafaa
kaa
legaa na ...
|

|
Taara toote duniya dekhe
dekha na kisIne dil TuuT gayaa
dekhaa nA kisIne dil TuuT gayaa ...
jitane bhI taare TuuTe.n
hogaa nA kabhI a.Ndhiyaaraa
aasamaan par bahut hai.n taare
dil thA ek hamaaraa, dil thA ek hamaaraa
TuuT nA jaaye kyo.n dil usakaa
sAthI jisakaa chhuuT gayaa
dekhaa nA kisIne dil TuuT gayA ...
chaa.Nd ko apanA daav hai pyaaraa
chhupii hai koI kahAnI
mai.n bhI chhupaayaa huu.N siine mai.n
kisIkii ek nishaanii, kisIkii ek nishaanii
kaise manaaU.n aa.Nsuu apanii
baag hii mujhase ruuTh gayaa
dekhaa nA kisIne dil TuuT gaya ...
|
| Gham ka fassana ban gaya achhaa |

|
[Husn da guroor meri tauba
Tauba huzoor meri tauba]-2
Goriyan ne baahwan
Goriyan ne baahwan e tirchhiyan nigawan
Aaya suroor meri tauba
Tauba huzoor meri tauba
Machli jawaani te
qaatil adaawan-2
Mukhde vi sohne hazaar ne
Dil vi na jaane ke ina chon kisde
qadma te sutana e pyaar ne
Zulf di sham te pyaar de naam te-2
Hoya qusoor meri tauba
Tauba huzoor meri tauba
Akhiyan churaauna
te dil nu sataana-2
Sukhiya e kive sarkaar ne
Mauka vi sohna te mausam vi sohna
Tarla dikhaaya e pyaar ne
Kol bah ke mere dil de sare gile-2
Sun lau zuroor meri tauba
Tauba huzoor meri tauba-3
|
| Dil kahe ruk jaa re ruk jaa yahin pe kahin
Jo baat, jo baat is jagah mein, hai kahin pe nahin Parbat upar khidki khule, jhaanke sundar bhor, chale pawan
suhaani
Oonche-oonche ped ghanere, chhanti jinse dhoop, khadi
Baanh pasaare
Pariyon ke ye jamaghta, jinke phoolon jaise gaal sab shokh
hatheli
|

| InhouseAudio
|
Zaroorat hai zaroorat hai, sakht zaroorat
hai!
(Zaroorat hai zaroorat hai zaroorat hai
Ek shrimati ki, kalaavati ki, sevaa kare
jo pati ki ) - 2
Zaroorat hai zaroorat hai zaroorat hai
(Hasin hazaaron bhi hon khade, magar usi
par nazar pade) - 2
Ho zulf gaalon se khelti, ke jaise din raat
se lade
ho ho ho ho
Adaaon mein bahaar ho, nigaahon pe khumaar
ho
Qubool meraa pyaar ho to kyaa baat hai
Zaroorat hai zaroorat hai zaroorat hai...
(Jhatak ke gesoo jahaan chale, to saath
mein aasmaan chale) -2
Lipat ke phitne bhi paanv se, yah poochhte
ho kahaan chale
ho ho ho ho
Pyaar se jo kaam le, hans ke salaam le
Vo haath meraa tham le, to kyaa baat hai
Zaroorat hai zaroorat hai zaroorat hai...
(Itar mein saansen basi basi, vo mastiyon
mein rasi rasi) - 2
Garaz palken jhuki jhuki, bhaven ghaneri
kasi kasi
ho ho ho ho
Phoolon mein gulaab ho khud apnaa javaab
ho
Vo pyaar ki kitaab ho to kyaa baat hai
Zaroorat hai zaroorat hai zaroorat hai...
Haan haan! shrimati ki
ho ho ! kalaavati ki
Sevaa kare jo pati ki
Zaroorat hai zaroorat hai zaroorat hai
Sakht zaroorat hai!
|
| Nasha Ye Pyaar Ka Nasha Hai
Ye Meri Baat Yarron Maano Nashe Mein Yaar Doob Jaao Raho Na Hosh Mein Deewanon Nasha Ye Pyaar Ka Nasha Hai
Nasha Ye Pyaar Ka Nasha Hai
Nazar Se Yoon Nazar Mili Nazar
Nasha Ye Pyaar Ka Nasha Hai
Jhguki Jhuki Nigaah Mein Bala Ki Shokhiyaan Chhupi
Nasha Ye Pyaar Ka Nasha Hai
Nasha Ye Pyaar Ka Nasha Hai
Nasha Ye Pyaar Ka Nasha Hai
Nasha Ye Pyaar Ka Nasha Hai
|
|
(logon ka dil agar haan jeet na tum ko hai
to
bas meetha meetha bolo) (2)
(chale hai jaise kahin sheeshe pe aari
kaano ko laage hai aawaaz tumhaari) (2)
kehna hai kuch agar to bolo mein mishri
gholo
bas meetha meetha bolo
sir chhupaa hai jab seena-e-dil mein
jeet tumhaari hai to phir mushkil mein)
(2)
haq se tumhe agar haan aage badhna hai to
bas meetha meetha bolo
sau mein se ek hai baat pate ki
din ho surila to raat maze ki
sau mein se ek hai baat pate ki
din ho surila to raat maze ki
apna yeh maal agar haan bechanaa tum ko
hai to
bas meetha meetha bolo
logon ka dil agar haan jeet na tum ko hai
to
bas meetha meetha bolo
|
| Manamaanii se haragiz nA Daro,
KabhI shaadii nA karo Man maanii se haragiz nA Daro, KabhI shaadii nA karo Are, marazii hai, aaj kahii.n baahar khaanaa khaaye.n
Kitaab liye haath me.n aap chain se baiThe hai.n
KabhI kisii bhI nArii se kar lo, do baate.n
Are, taubaa bevaquufii kii hai shaadii intahaa
ManamaanI se haragiz nA Daro,
|
| YouTube
iShare Putfile TalentTrove Revver |
Chupke se mile pyaase pyaase kuchh hum kuchh
tum
kyaa ho jo ghataa barase khul ke rum-jhum
rum-jhum
jhukatii huii aa.Nkho.n me.n hai.n bechain
se aramaa.N ka_ii
rukatii huii saa.Nso.n me.n hai.n khaamosh
se tuufaa.N ka_ii
madhyam, madhyam ...
ThaNDii havaa kaa shor hai yaa pyaar kaa
sa.ngiit hai
chitavan terii ik saaz hai, dha.Dakan merii
ik giit hai
madhyam, madhyam ...
chupake se mile, pyaase pyaase kuchh ham
kuchh tum
kyaa ho jo ghaTaa barase khul ke rum-jhum
rum-jhum
|
|
Hmmmmmm...
Rimjhim Gire Sawan
Sulag Sulag Jaaye Mann
Bheege Aaj Is Mausam Mein
Lagi Kaisi Yeh Agan
Rimjhim Gire Sawan
Sulag Sulag Jaaye Mann
Bheege Aaj Is Mausam Mein
Lagi Kaisi Yeh Agan
Rimjhim Gire Sawan
Jab Ghunghroon Si Bajti Hain Boondein
Armaan Hamare Palken Na Moondein
Jab Ghunghroon Si Bajti Hain Boondein
Armaan Hamare Palken Na Moondein
Kaise Dekhen Sapne Nayan
Sulag Sulag Jaaye Mann
Bheege Aaj Is Mausam Mein
Lagi Kaisi Yeh Agan
Rimjhim Gire Sawan
Mehfil Mein Kaise Kehden Kisise
Dil Bandh Raha Hai Kis Ajnabi Se
Mehfil Mein Kaise Kehden Kisise
Dil Bandh Raha Hai Kis Ajnabi Se
Haaye Karen Ab Kya Jatan
Sulag Sulag Jaaye Mann
Bheege Aaj Is Mausam Mein
Lagi Kaisi Yeh Agan
Rimjhim Gire Sawan
Sulag Sulag Jaaye Mann
Bheege Aaj Is Mausam Mein
Lagi Kaisi Yeh Agan
Rimjhim Gire Sawan
|
| Tum Ho Meri Dil Ki Dhadkan
Tum Bin Laage Na Man Tum Ko Hi Dhoonda Karte Hain Har Pal Mere Do Nayan Tum Ho Meri Dil Ki Dhadkan To Jo Nahin To Aisa Lagey
Tum Ho Meri Dil Ki Dhadkan
To Jo Yanhi To Aisa Lage
Tum Ho Meri Dil Ki Dhadkan
|
| YouTube
iShare Putfile Revver |
Yaad aa gayi woh nasheeli nigaahein
Yaaro thaam lena, thaam lena meri baahein
Yaad aa gayi woh nasheeli nigaahein
(Jaam kab hamne piya hai
Ye gham-e-dil ka nasha hai) - 2
Kya jaanu girke sambhalna
Haan mera sang sang chalna
Yaaro thaam lena, thaam lena meri baahein
Yaad aa gayi woh nasheeli nigaahein
(Hai unhi aankho ki nishaani
Ye meri zakhmi jawaani) - 2
Main in zakhmo ko seeke
Kya karu hosh mein jeeke
(Yaaro thaam lena, thaam lena meri baahein
Yaad aa gayi woh nasheeli nigaahein) - 2
|
| jhalak dikhaake kar gayi diwaanaa
magar thi kaun yahi nahin jaanaa are jhalak dikhaake kar gayi diwaanaa magar thi kaun yahi nahin jaanaa jhalak dikhaake kar gayi diwaanaa (sholaa thaa bijali thi
(kuchh bhi ho mere dil
|
| Ab woh karam kare ya sitam main nashe mein hun
Mujhko na koyi hosh na gham main nashe mein hun Seene se bojh unke ghamo ka utaar ke
Woh bewafa hain ab bhi ye dil maanta nahin
Fursat nahin hai rone rulaane ke waaste
|
| YouTube
GoogleVideo |
Mohabbat ke suhaane din jawaani ki hasi
raatein
judaai mei nazar aati hain, ye sab khwaab
ki baatein
mohabbat ke suhaane din
Ye tanhaai nahi thi, is jagah thi pyaar
ke mehfil
tere gum se gale mil kar, jahaan ab ro raha
hai dil
yahin hans hans ke hoti thi, kabhi apni
mulaqaatein
mohabbat ke suhaane din
Mere mayoos hoton pe, tere gum ki kahaani
hai
kahaani ye nahi gum ki, ye ulfat ki nishaani
hai
ye aansoo aur ye aanhein, mohabbat ki hain
saugaatein
Mohabbat ke suhaane din, jawaani ki hasi
raatein
judaai mei nazar aati hain, ye sab khwaab
ki baatein
mohabbat ke suhaane din
|
| Zubaan pe dard bharee daastaan chalee aayee-2
Bahaar aane se pahale khizaan chalee aayee Zubaan pe dard bharee daastaan chalee aayee Khushee kee chaah mein maine uthhaye ranj bade
Udaas raat hain, wiraan dil kee mahafil hai
|
| YouTube |
Tujh se naaraaz naheen zindagee hairaan
hun main
Tere Maasoom Sawaalon Se
Pareshaan Hoo Main
Jeene Ke Liye Sochaa Hee Nahee
Dard Sambhaalane Honge
Muskuraye To, Muskuraane Ke
Karz Utaarane Honge
Muskuraoo Kabhee To Lagataa Hai
Jaise Hothhon Pe, Karz Rakhaa Hai
Zindagee Tere Gam Ne Humei
Rishte Naye Samazaaye
Mile Jo Hume, Dhoop Mein Mile
Chhaanw Ke Thhande Saaye
Aaj Agar Bhar Aayee Hai
Boonde Baras Jaayegee
Kal Kyaa Pataa In Ke Liye
Aankhe Taras Jaayegee
Jaane Kab Gam Huaa, Kahaa Khoyaa
Ek Aansoo, Chhupaa Ke Rakhaa Tha
|
| haay hil gayaa dil
vo kaise chhuk chhuk chhuk chhuk haay pa.Dii mushkil vo kaise chhuk chhuk chhuk chhuk kaale libaas me.n haay
gusse se mujhako ghuuratii hai
mu.D mu.D ke mujhako dekhatii hai
|
| GoogleVideo
YouTube |
Huzoor is kadar bhee naa itaraake chaliye
khule aam aanchal naa laharaa ke chaliye
koee manachalaa agar pakad legaa aanchal
jaraa sochiye aap kyaa kijeeyegaa
lagaa de agar, badh ke julfon mein kaliyaan
to kyaa apanee julfe zatak dijeeyegaa
badee dilanashee hain haseen kee ye ladeeyaan
ye motee magar yoo naa bikharaayaa kije
udaa ke naa le jaaye zonkaa hawaa kaa
lachakataa badan yoo naa laharaayaa kije
bahot khubasoorat hain, har baat lekin
agar dil bhee hotaa, to kyaa baat hotee
likhee jaatee fir daastaan-ye-mohabbat
ek afasaane jaisee mulaakaat hotee
|
| Nanee teri morni ko mor le gaye baaki jo bachaa tha kaale chor le gaye |
|
Mat Bhool Aare Insaan, Mat Bhool Aare Insaan,
Teri Neki Badi..Nahin Usse Chupi, Sab Dekh
Raha Bhagawaan,
Mat Bhool Aare Insaan..
Hai Jisne Banaya Mitaaye Vohi,
Phool Kanton Ko Sang Sang Khilaaye Vohi,
Khel Jeevan Maran Kaa..
Khel Jeevan Maran Kaa Racaaye Vohi,
Dale Mati Ke Putale Mein Jaan,
Mat Bhool Aare Insaan..
Jo Vidhata Ne Likhi Use Maan Le,
Pran De Ve Vohi Aur Vohi Pran Le,
Tere Bas Mein Hai Kya..
Tere Bas Mein Hai Kya Yeh Zara Jaan Le..
Tu Hai Nirbal Tho Vo Balwaan,
Mat Bhool Aare Insaan...
Mat Bhool Aare Insaan, Mat Bhool Aare Insaan,
Teri Neki Badi..Nahin Usse Chupi, Sab Dekh
Raha Bhagawaan,
Mat Bhool Aare Insaan..
|

| Kaanton mein rahane vaale kaanton se kyaa darenge -2
Hans-hans ke aafaton kaa ham saamanaa karenge -2 Kaanton mein rahane Har haal mein kush huun main kuchh bhi nahin kahanaa hai
Thokarein khaa-khaa ke ik din khaaq mein mil jaayenge
|
|
Mere baapu se ye kahna tumhaara desh rota
hai
|
| Vafaayein dekh lin patthar jigar zaalim zamaane ki
Qasam khaayi hai ab hamane kisi se dil lagaane ki Sab pyaar ki baatein karate hain par karana aata pyaar
nahin
Sukh mein sab aa-aa kar apane
Ai bande bhagavaan se dar
|
|
Dil dhoondhataa hai, fir wahee furasat ke
raat din
baithhe rahe tasawwoor-ye-jaanaa kiye huye
jaadon kee narma dhoop aaur aangan mein
let kar
aankhon pe khinch kar tere daaman ke saaye
ko
aaundhe pade rahe kabhee karawat liye huye
yaa gamreeyon kee raat jo poorawaaeeyaan
chale
thhandee safed chaadaro pe jaage der tak
taaron ko dekhate rahe chhat par pade huye
barfilee sardiyon mein kisee bhee pahaad
par
waadee mein gunjatee huyee, khaamoshiyaan
soone
aankhon mein bheege bheege se lamhe liye
huye
|

| Koyee sone ke dilawaala koyee chaandee ke dil waala
Sheeshe kaa hain matawaale teraa dil Mahafil ye naheen teree, diwaane kahee chal Hain to sanam lekin patthar ke sanam yahaan
Kyaa jaaniye kahaa se aatee hai kaanon mein sadaa
|
|
Mujeh Jab Apni Guzari Zindagani Yaad Aati
Hai,
Tho Bas Ik Meherbaan Ki, Meherbaani Yaad
Aati Hai,
Ay Mere Dost, Ay Mere Hamdam,
Mere Mohosin, Mere Karam Farma,
Voh Mera Gam Tha Yah Khushi Meri,
Har Jagah Tune, Mera Saath Diya,
Ay Mere Dost, Ay Mere Hamdam,
Mere Mohosin, Mere Karam Farma,
Voh Mera Gam Tha Yah Khushi Meri,
Har Jagah Tune, Mera Saath Diya,
Ay Mere Dost, Ay Mere Hamdam..
Kaun Tha Tu Kahan Se Aaya Tha,
Aaj Tak Maine Yeh Nahin Jaana,
Tu Meri Ruh Tha, Magar Maine,
Tere Jaane Ke Baad Pehechana,
Ay Mere Dost, Ay Mere Hamdam,
Mere Mohosin, Mere Karam Farma,
Voh Mera Gam Tha Yah Khushi Meri,
Har Jagah Tune, Mera Saath Diya,
Ay Mere Dost, Ay Mere Hamdam..
Tu Sudama Bhi Hai, Kanhaiya Bhi,
Kanhaiya.. Kanhaiya.,.,
Tu Sudama Bhi Hai, Kanhaiya Bhi,
Tu Bhikari Bhi, Aur Data Bhi,
Tere Sau Rang Hai, Mere Pyaare,
Tu Hi Pyaasa Hai, Tu Hi Jharna Bhi,
Ay Mere Dost, Ay Mere Hamdam,
Mere Mohosin, Mere Karam Farma,
Voh Mera Gam Tha Yah Khushi Meri,
Har Jagah Tune, Mera Saath Diya,
Ay Mere Dost, Ay Mere Hamdam..
Tu Meri Bebasi Ke Aalam Mein,
Jab Kabhi Mujh Ko Yaad Aata Hai,
Soch Kar Meherbaaniyan Teri,
Dil Mera Bait Bait Jaatha Hai,
Akhri Araz Meri Tujh Se Hai,
Har Khata Meri Dar Guzar Karna,
Voh Ghadi Aarahi Hai, Jab Mujhko,
Is Zamane Se Hai Safar Karna,
Ay Mere Dost, Ay Mere Hamdam,
Ay Mere Dost, Ay Mere Hamdam,
Ay Mere Dost, Ay Mere Hamdam..
|
| Mere nainaa saavan bhaadon
Phir bhi meraa man pyaasaa.. -2 Mere nainaa saavan bhaadon Phir bhi meraa man pyaasaa.. -2 ai dil deevaane, khel hai kyaa jaane
baat puraani hai, ek kahaani hai
barson beet gaye, hamko mile bichhDe
|

| Ye jo chilaman hai dushman hai humaaree
Kitanee sharmilee dulhan hai humaaree Doosaraa aaur koee yahaa kyo rahe
Kaise deedaar aashik tumhaaraa kare
Rukh se parda jaraa jo sarakane lagaa
|
| YouTube
GoogleVideo YahooVideo MSNVideo |
Gaaye jaa geet milan ke tu apane lagan ke
sajan ghar jaanaa hai
kaahe chhalake naino.n kii gagarii kaahe
barase jal
tum bin suunii saajan kii nagarii paradesiyaa
ghar chal
pyaase hai.n diip nayan ke, tere darshan
ke
sajan ghar...
luT na jaae jiivan kaa Dheraa mujhako hai
ye Gam
ham akele, ye jag luTeraa bichha.De.n na
milake ham
biga.De nasiib na banake ye din jiivan ke
sajan ghar...
Dole nayanaa priitam ke dvaare milane kii
ye dhun
baalam teraa tujhako pukaare yaad aanevaale
sun
saathii mile.nge bachapan ke khile.nge phuul
man ke
sajan ghar...
|
| iShare
|
Ye zindagi ke mele duniyaa mein kam na honge
Afasos ham na honge
Ik din padegaa jaanaa, kyaa vaqt, kyaa zamaana
Koyee na saath dega, sab kuchh yaheen rahega
Jaayenge ham akele, ye zindagee ...
Duniyaa hai mauj-e-dariya, qatare ki zindagi
kya
Paani mein mil ke paani, anjaam ye ke paani
Dam bhar ko saans le le, ye zindagi ...
Hongi yahi bahaarein, ulfat ki yaadagaarein
Bigadegi aur banegi, duniya yaheen rahegi
Honge yahi jhamele, ye zindagi ...
|
| Heerio te makhno bohte saare sohneo ho-2
Dil wich waso mere pyaar de paronneo ho Heerio te makhno bohte saare sohneo Tu taan mukh modeya hanera jiya ho gaya-2
Reet tere haaseyan di kardiyan kaliyan-2
Jaande jaande sone de muharan mod lainge-2
|
| Wohi udi-udi ghataayein hain, ek tum |
| YouTube |
Mera jeevan kuchh kaam na aaya
Jaise sookhe ped ki chhaya
Apano Ke Hote Hue Man Mein Basi Tanahaee
Ansoo Banaake Khushi Aankhon Se Maine Barasayee
Hoo..
Khushiyon Mein Rote Rote , Duniya Mein Ab
To Mera Jee Ghabaraya..
Baras Gaye Re Saawan Dariya Bhi Josh Mein
Aaye
Phool Bhi Khilane Lage, Kaliyon Ke Man Musakaye
Hoo...
Sooni Rahi Ek Dali, Usapar To Abatak Koi
Phool Na Aaya ..
Jeene Ko Jee Na Chhahe, Mangoo To Maut Na
Aaye
Sanson Ke Chalane Ko To Jeevan Kaha Nahin
Jaye
Hoo..
Dara Basanke Manmein Mera Naseeb Mujhko
Kahan Pe Laya..
|
| Badhaayi ho badhaayi janamadin ki tum ko
Janamadin tumhaara milenge ladduu ham ko Badhaayi ho badhaayi, janamadin ki tumako Sada dil laga ke tuu mehanat se padhana
Bade ho ke laana hamaari tuu bhaabhi
Budhaape mein honge idhar baal pakke
|
| GoogleVideo
|
Jaane kahaan gaye vo din kahate the teri
raah mein
Nazaron ko ham bichhaaenge
Chaahe kahin bhi tum raho, chaahenge tumako
umr bhar
Tumako naa bhuul paaenge
Jaane kahaan gaye ...
Mere kadam jahaan pade, sajade kiye the
yaar ne - 2
Mujhako rulaa rulaa diyaa jaati hui bahaar
ne
Jaane kahaan gaye ...
Apani nazar mein aaj kal din bhi andheri
raat hai - 2
Saayaa hi apane saath thaa, saayaa hi apane
saath hai
Jaane kahaan gaye ...
|
| Jeena yahan marna yahan iske siva jaana kahan
Ji Chahe Jab Humko Awaaz Do Hum Hain Wahin Hum Thhe Jahan, Apne Yahin Dono Jahan Iske Siva Jana Kahan Jeena Yahan ...... Yeh Mera Geet Jeevan Sangeet
Kal Khel Mein Hum Ho Na Ho
|
| YouTube |