| EducationalVideos.us
DrKChaudhrysFanclub.com MereTaraane.com AkashGeet.com Bathroom-Singer.com |
Linux/Windows Web Space at Same Price $3 or Rs120 per month 1000 MB Web Space 30 Day Money Back Guarantee 5 Domain Aliases 100 FTP Users, Web Traffic Reporting FREE Image Gallery FREE Forum FREE Shopping Cart 99.9% network uptime WAP, Real Audio/Video Streaming & more! |
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|

| Sun chaand meri ye daastaan |
|
Mere sanam, sun mera gham
Uljhane zindagi ban gayi tu kahin main kahin
Mere sanam
Zindagi ke dukh bhare ye din kaha bitaaun
Jo na koyi gham kare woh dil kaha se laau
Sab kuch hai phir bhi jaise kuch nahi
Uljhane zindagi ban gayi tu kahin main kahin
Mere sanam
Jal raha hai dil mera, main chup rahun toh
kaise
Ghut raha hai dam mera, main kuch kahun
toh kaise
Gham se harek khushi bhi jaa mili
Uljhane zindagi ban gayi tu kahin main kahin
Mere sanam, sun mera gham
Uljhane zindagi ban gayi tu kahin main kahin
Mere sanam
|
| Pinjare ke panchhi re, tera dard na jaane koye (2)
Baahar se to khaamosh rahe tu Bheetar bheetar bheeter roye Kah na sake tu, apni kahani
Chupke chupke, rone vaale
|
| Chithee aayee hai aayee hai
Chitthi aayee Hai Chitthi aayee Hai Vatan Se Chitthi aayee Hai Bade Dinon Ke Baad, Hum Bevatnon Ko Yaad Vatan Ki Mitti aayee Hai, Chitthi aayee Hai ... Upar Mera Naam Likha Hai,
Sooni Ho Gaeen Shehar Ki Galiyaan,
Pehle Jab Tu Khat Likhta Tha
|
| YouTube
|
Tere jaane ki khushi aur dil udaas hai
Door hum hue toh kya dil to dil ke paas
hai
Tu kal chala jaayega to main kya karunga
- 2
Tu yaad bahut aayega - 2 to main kya karunga
Tu kal bichhad jaayega to main kya karunga
- 2
Tu mujhko bhool jaayega to main kya karunga
Tu kal chala jaayega
Teri yaad ko kaheen
door chhod aayun main- 2
Iss kadar pila mujhe tujhko bhool jaayun
main - 2
Tujhko bhool jaayun main
Hosh magar aayega to main kya karunga -
2
Tu yaad bahut aayega to main kya karunga
Tu kal chala jaayega
Tere jaisa kaun hai
aur kiska naam lun - 2
Laa main issi baat par aur ek jaam lun -
2
Aur ek jaam lun
Jaam chhalak jaayega to main kya karunga
- 2
Tu muhjko bhool jaayega to main kya karunga
Tu kal chala jaayega
Bhool jaana tu mujhe
zindagi sanwarna - 2
Yaad na karna mujhe haske din gujarna -
2
Haske din gujarna
Tera gam rulayega to main kya karunga -
2
Tu yaad bahut aayega to main kya karunga
Tu kal chala jaayega
|
| Ye aansun ye jazbaat tum bechate ho |

| Dekh tere sansaar ki haalat kyaa ho gayee bhagavaan
Kitanaa badal gayaa inasaan kitanaa badal gayaa inasaan Suuraj na badalaa chaand na badalaa naa badalaa re aasamaan Kitanaa badal gayaa inasaan kitanaa badal gayaa inasaan Raam ke bhakt rahiim ke bande
Kyuun ye nar aapas mein jhagadate
|
|

|
Bheega Bheega Sa Yeh December Hai
Bheegi Bheegi Si.. Tanhai Hai
In Kitaabon Main Jee Nahin Lagta
Hum Ko Sajni Ki Ya..ad Aai Hai
Bheega Bheega Sa December Hai
Shaam Ki Kaali Aankhain Jab Palkon Ko Chapkaati
Hain
Kissi Pair Kay Neechay Kuch Yaadain Gungunaati
Hain
Kuch Pyar Kay Aadhay Nagmay
Aadhi Pyar Ki Kahaani..
Aik Shehar Ka Raja..
Aur Ek Gaon Ki Rani
Donon Baray Premi Thay
Ban Main Aaya Kartay Thay
Unkay Pyar Kay Meethay Nagmay
Panchi Gaaya Kartay Thay
Ab Na Premi Hain
Na Woh Baatain Hain
Aur Yaadain Hi Apni Kamai Hai..
In Kitaabon Main Jee Nahin Lagta
Hum Ko Sajni Ki Yaa..ad Aaaai Hai....
Is Kamray Ki Khirki Baarish Ka Shor Sunati
Hai
Aur Tumhari Aahat Hum Ko Yeh Rog Lagaati
Hai..
Ab Kay Saal December Main Jab Ban Main Mein
Jaoon Ga
Neeli Jheel Darakhton Kay Saayay Aur Sookhay
Pattay
Saaray Tera Poochain Gain
Kahan Hai Tera Poochain Gain
Tera Premi Yaar Kahan Hai
Saaray Tera Poochain Gain
Kya Bataoon Ga
Kya Kahaani Hai
Ab To Qismat Main Apni Judai Hai..
In Kitaabon Main Jee Nahin Lagta
Hum Ko Sajni Ki Yaa..ad Aai Hai...
Shaam Dhallay Jab Panchi
Apnay Apnay Ghar Jaatay Hain
Koi Mujhay Batlayay
Mujhko Yeh Kyun Tarpaatay Hain
Mainay Bhi Ek Sapna Dekha Tha Apnay Ghar
Ka..
Kho Na Jaye Mera Panchi
Lekin Mujhko Darr Tha
Mera Yeh Afsaana Hai
Saara Yeh Afsaana Hai
Mera Panchi Rasta Bhoola
Pagal Hai Anjaana Hai
Tu Gaya Hai To
Mainay Jaana Hai
Mera Dil Ab Bhi Tera Deewana Hai
In Kitaabon Main Jee Nahin Lagta
Humko Sajni Ki Ya..ad Aai Hai...
Bheega Bheega Sa Yeh December Hai
Bheegi Bheegi Si.. Tanhai Hai
In Kitaabon Main Jee Nahin Lagta
Hum Ko Sajni Ki Yaa..ad Aai Hai...
|
| Teray bina youn gharian beeteen jaisay sadyian beet ghaieen
Hoo Teray bina youn gharian beeteen jaisay sadyian beet ghaieen Hoo Teray bina youn gharian beeteen Hoed manzal ko toukhraya hay majboerie kay saye hain
Loot liya halaat nay ham ko tera jahan abad rahay
kaash hamain tou bhoel hee jaye piyar na touj ko yaad
rahay
Hoo Teray bina youn gharian beeteen jaisay sadyian beet
ghaieen
|
| Mera badali mein chhup gaya chaand re
Kahaan dhoondhen nayan more baavare Aaja aaja o saanvare -2 Duniya ne tod diye sapane suhaane
Aaja ke pyyar bhare dil ne pukaara
|
|
|
Meraa dil ye pukaare aa jaa
Mere gam ke sahaare aa jaa
Bheegaa bheegaa hai samaa
Aise mein hai tuu kahaan
Meraa dil ye pukaare aajaa ...
Tuu naheen to ye rut, ye havaa kyaa karuun,
kyaa karuun
Tuu nahiin to ye rut, ye havaa kyaa karuun
Duur tujh se main rah ke bataa kyaa karuun,
kyaa karuun
Suunaa suunaa hai jahaan, ab jaauun main
kahaan
Bas itanaa mujhe samajhaa jaa
Bheegaa bheegaa ...
Aandhiyaan vo chaliin, aashiyaan lut gayaa,
lut gayaa
Aandhiyaan vo chaliin, aashiyaan lut gayaa
Pyaar kaa muskuraataa jahaan lut gayaa,
lut gayaa
Ik chhotii sii jhalak mere mitane talak
O chaand ...
O chaand mere dikhalaa jaa
Bheegaa bheegaa ...
Munh chhupaa ke merii zindagii ro rahii,
ro rahii
Din Dhalaa bhii nahiin, shaam kyon ho rahii,
ho rahii
Terii duniyaa se ham, le ke chale teraa
Gam
Dam bhar ke liye to aa jaa
Bheegaa bheegaa ...
|
| Kaashi dekhi mathura dekhi dekhe teerath saare
Kahiin na man kaa miit milaa to aayaa tere dvaare Tere dvaar khadaa ek jogii - 2
Duniyaa se mukh modaa tere liye jag chhodaa
Karake jatan aayaa, man mein agan laayaa
|
|
|
Oonchi oonchi duniya ki deewaaren
|

| Sun rasiya |

| InhouseAudio
MusicWebtown |
O, zindagi ke dene vaale, zindagi ke lene
vaale
Preet meri chheen ke bataa tujhe kyaa milaa
-2
Kaha kare deep jab bujh gayee baatii
Bichhad gayaa meraa saathi -2
Toone todii merii veena, deke saharaa chheenaa
Laaj tujhe kyun na aati
Chain meraa loot ke bataa tujhe kyaa milaa
O, zindagi ke dene vaale...
Maine kab tode bhalaa chaand sitaare tere
Phir kyon bujhaae toone dil ke ujaare mere
- 2
Mujhe meri jaan dede preet ko ye daan dede
Khoye hue mere praan dede
Dil meraa tod ke bataa tujhe kyaa milaa
O, zindagi ke dene vaale...
|

| Teri yaad mein jal kar dekh liya
Ab aag mein jal kar dekhenge - 2 Is raah mein apani maut sahi Ye raah bhi chal kar dekhenge Teri yaad mein jal kar dekh liya Ab aag mein jal kar dekhenge - 2 Deepak ki chamak mein aag bhi hai
|
|
John jaani janaarthan tara-ram-pam-pam-pam-pam
- 2
Saahib ne bulvaaya, haazir hun main aaya,
Hun yaaron ka main yaar, dushmanon ka dushman,
de danaa-dan!
John jaani janaarthan...
Ye teeno naam hain mere - 2, allaah, Jesus,
Raam hain mere
Jis naam se jo chaahe, jo chaahe mujhe bulaaye
Jisne jo farmaaya, jo maanga main laaya
Hun yaaron ka main yaar, dushmanon ka dushman,
de danaa-dan!
John jaani janaarthan...
Ye filmon ke sitaare - 2, Dekho nikle chamakte
taare
Ye sab ka dil bahelaayein, main inka dil
bahelaaun - 2
Heroine se takraaya, hero ko gussa aaya
Hun yaaron ka main yaar, dushmanon ka dushman,
de danaa-dan!
John jaani janaarthan...
angrezi ho ya desi, filmein sabhi maine
dekhi - 2
Har picture dekhke socha, main bhi actor
ban jaaun - 2
Kismat ne ghumaaya, hotel mein pahunchaaya
Hun yaaron ka main yaar, dushmanon ka dushman,
de danaa-dan!
John jaani janaarthan...
|
|
Hum hain rahi pyaar ke, humse kuchh na boliye
-3
Jo bhi pyaar se mila, hum usi ke ho liye
Hum usi ke ho liye
Jo bhi pyaar se mila, hum usi ke ho liye
Dard bhi hamein qubool, chain bhi hamein
qubool -2
Humne har tarah ke phool, haar mein piro
liye -2
Jo bhi pyaar se mila, hum usi ke ho liye
Hum usi ke ho liye
Jo bhi pyaar se mila, hum usi ke ho liye
Dhoop thi naseeb mein, dhoop mein liya hai
dum
Dhoop thi naseeb mein to dhoop mein liya
hai dum
Chandni mili to hum, chandni mein so liye
-2
Jo bhi pyaar se mila, hum usi ke ho liye
Hum usi ke ho liye
Jo bhi pyaar se mila, hum usi ke ho liye
Dil se asraa kiye, hum to bas yunhi jiye
-2
Ek kadam pe hans liye ek kadam pe ro liye
-2
Jo bhi pyaar se mila, hum usi ke ho liye
Hum usi ke ho liye
Jo bhi pyaar se mila, hum usi ke ho liye
Rah mein pade hain hum, kab se aap ki qasam
-2
Dekhiye to kum se kum, boliye na boliye
-2
Jo bhi pyaar se mila, hum usi ke ho liye
Hum usi ke ho liye
Jo bhi pyaar se mila, hum usi ke ho liye
Hum hain rahi pyaar ke, humse kuchh na boliye
...
|

| Meri awaaz suno, pyaar ke raaz suno
Maine ek phool jo seene pe saja rakha tha Uske parde main tumhe dil se laga rakha tha Tha juda sabse mere ishq ka andaaz suno Zindagi bhar mujhe nafrat si rahi ashkon se
Meri duniya mein na purab hai na paschim koyi
Naunihaal aate hain arthi ko kinaare kar lo
Kyu sanwaari hai ye chandan ki chita mere liye
|

| YouTube
GoogleVideo YahooVideo |
Tumhaari zulf ke saaye mein shaam kar loonga
(2)
Safar ek umra ka pal mein tamaam kar loonga
Nazar milaayi to poochhunga ishq ka anjaam
(2)
Nazar jhukaayi to khaali salaam kar loonga
(2)
Tumhaari zulf ke saaye mein shaam kar loonga
Jahaan-e-dil pe hukumat tumhe mubaaraq ho
(2)
Rahi shikast to woh apne naam kar loonga
(2)
Tumhaari zulf ke saaye mein shaam kar loonga
Safar ek umra ka pal mein tamaam kar loonga
|

|
Ye hasrat thi ke is duniya mein bas do kaam
kar jaate
Tumhaari yaad mein jeete, tumhaare gham
mein mar jaate
Ye duniya doobti toofaan aata is qayaamat
ka
Agar dam bhar ko aankhon mein meri aansoo
thhaher jaate
Tumhaari yaad aa-aakar mere nashtar chubhoti
hai
Magar na dil ke saare zakhm itne din mein
bhar jaate
Kaha tak dukh uthhaayein teri furqat aur
judaai ke
Agar marna hi tha ek din, na kyun phir aaj
mar jaate
|

| Adha hai chandrama |
|
hum me hai kya ke hum me koi haseena chahe
sirf jazbaat hai, jazbaaat me kya rakhkha
hai
hum me hai kya ke hum me koi haseena chahe
Itna deewana na ban ai dil-e-betaab sambhal
woh agar mil bhi liye tujhse, to itna na
machal -2
be-taalukh si mulaaqat me kya rakhkha hai
hum me hai kya ke hum me koi haseena chahe
Muskurahat ko mohabbat ka ishara na samajh
mil liye honge woh yunhi unhe apna na samajh
-2
aise nadaan khayalat me kya rakhkha hai
hum me hai kya ke hum me koi haseena chahe
|

|
Apna to zamaane mein
|

| Duniya ke bazzar mein dekho |
|


| Hawa pichhle pahar |
|
Mehfil mein aaj teri
|
| YouTube
GoogleVideo |
Aana hai to aa rah mein kuch pher naheen
hai
Bhagwan ke ghar der hai andher naheen hai
|
Jab tujh se suljhen tere uljhe hue dhandhe
Bhagwaan ke insaaf pe sab chood de bande
Wo khud teri mushkil ko aasaan karega
Jo kar na saka tu woh bhagwaan karega
|
Kahne ki zaroorat nahin aana bahut hai
Is dar pe tera sees jhukaana hi bahut hai
Jo kuchh hai tere dil mein wo sab usko khabbar
hai
Bande tere har haal pe maalik ki nazar hai
|
Bin maange bhi milti hain yahan man ki muraaden
Dil saaf ho jinka wo yahan aake sadaa dein
Milta hai jahan nayaye wo darbar yahi hai
Sansaar ki sabse badi sarkaar yahee hai
Aana hai to aa Rah mein kuch pher naheen
hai
Bhagwan ke ghar der hai andher naheen hai
|
| Main bambai ka baabu naam mera anjaana
Inglish dhun mein gaaun main hindustaani gaana Ye duniya hai us ki jo duniya se khele
Kuchh hain daulat waale kuchh hain taaqat waale
Aaya hun main bandhu rus aur chin mein jaa ke
|
|

|
Ye desh hai veer jawaanon ka albelon ka
mastaanon ka
Ho ...
Ho ...Ati veeron ki
Ye desh hai veer jawaanon ka
Albelon ka mastaanon ka
Is desh ka yaaron ... Hoy!!
Is desh ka yaaron kya kehna
Ye desh hai duniya ka gehna
Yaha gaate hain raanjhe basti mein
Ho ...Dhoomein basti mein
Yaha chaudi chhaati veeron ki
Yaha bholi shaklein heeron ki
Yaha gaate hain raanjhe ... Hoy!!
Yaha gaate hain raanjhe masti mein
Machti hain dhoomein basti mein
Yaha hansta hai saawan baalon mein
Ho ...Kaliyaan gaalon mein
Pedon mein bahaarein jhoolon ki
Raahon mein kataarein phoolon ki
Yaha hansta hai saawan ... Hoy!!
Yaha hanstaa hai saawan baalon mein
Khilti hain kaliyaan gaalon mein
Ho ...
Kahin dangal shokh jawaanon ke
Kahin kartab teer kamaanon ke
Yaha nit nit mele ... Hoy!!
Yaha nit nit mele sajte hain
Nit dhhol aur taashe bajte hain
Ho ...
Dilbar ke liye dildaar hain ham
Dushman ke liye talwaar hain ham
Maidaan mein agar ham ... Hoy!!
Maidaan mein agar ham dat jaayein
Mushkil hai ke peechhe hat jaayein
Hurr he !! Haa!!
Hurr he !! Haa!!
Hurr he !! Haa!
Adipaa! Adipaa! Adipaa!
|

| Main wohi wohi baat (2)
(mere liye to har din naya din har raat nayi raatmain wohi wohi baat) (2) main wohi...acchhi ya kharaab pee li jaisi mili sharaab pee lisaaqi naya hai jaam purana (2) rang naya hai naam purana, naam purana subah ho ya shaam mujhe masti se kaam kyon ki har din naya din har raat nayi raat main wohi wohi baatmain wohi... huu ru ru ru ru...apna hi lahu pee raha hoon marne ke liye jee raha hoondil apna hai gham apne hai (2) duniya paraayi hum apne hai, hum apne hai mujhe aaye na qaraar main rahoon beqaraar kyon ki har din naya din har raat nayi raat main wohi wohi baat (2) mere liye to har din naya din har raat nayi raat main wohi wohi baat main wohi...aap apna jawaab ho gaya hoon manzil pe aa ke kho gaya hoon |
| Ishwar Allah Tere Naam, Sab Ko Sanmati De Bhagwaan,
Sab Ko Sanmati De Bhagwaan, Sara Jag Teri Santaan, Sara Jag Teri Santaan..Sara Jag Teri Santaan.. Is Dharati Par Basane Wale, Sab Hai Teri God Ke Paale,
Naatho Nasalon Ke Bataware, Jhoot Kahaye Tere Dwaare,
Janam Ka Koyi Mol Nahin Hai, Janam Manush Kaa Tol Nahin
Hai,
Ishwar Allah Tere Naam, Sab Ko Sanmati De Bhagwaan,
|
| GoogleVideo
YouTube |
Maine pee sharaab tum ne kya piya
Tum ne kya piya, aadmi ka khoon
Main zaleel hoon, tum ko kya kahoon
Tum ko kya kahoon tum ko kya kahoon
Tum piyo to theek hum piyen to paap
Tum jiyo to pun hum jiyen to paap
Tum shareef log tum ameer log
Hum tabah haaye hum faqeer log
Zindagi bhi rog maut bhi azaar
Maine pee sharaab Tum ne kya piya
Tum ne kya piya, aadmi ka khoon
Tum kaho to sach hum kahen to jhoodh
Tum ko sab muaaf julm ho ke loot
Tum ne kitne dil chaak kar diye
Kitne baste ghar khaak kar diye
Maine to kiya khud ko hi kharaab
Maine pee sharaab Tum ne kya piya
Tum ne kya piya, aadmi ka khoon
Reet aur riwaz, sab tumhare saath
Dharm aur samaaj, sab tumahre saath
Apne saath kya, dhool aur dhuan
Aaj chhahe tum, noch lo zuban
Aane wala daur, lega sab hissab
Maine pee sharaab Tum ne kya piya
Tum ne kya piya, aadmi ka khoon
|

|
Ponchh kar ashq apanii aankhon se
Muskuraao to koyee baat bane
Sar jhukaane se kuchh nahiin hoga
Sar uThaao to koyee baat bane
Zindagii bhiikh mein nahii.n milatii
Zindagii badh ke chhiinii jatii hai
Apanaa haq sangadil zamaane se
Chiin paao to koyee baat bane
Ponchh kar ashq apanii aankhon se
Rang aur bhed jaat aur mazahab
Jo bhii ho aadamii se kamatar hai
Is haqiiqat ko tum bhii merii tarah
Maan jaao to koyee baat bane
Ponchh kar ashq apanii aankhon se
Nafarato.n ke jahaa.N mein hamako
Pyaar kii bastiyaan basaanii hai
Duur rahanaa koyee kamaal nahiin
Paas aao to koyee baat bane
Ponchh kar ashq apanii aankhon se
|

| InhouseAudio
MusicWebtown |
Duniyaa o duniyaa teraa javaab nahin
Duniyaa o duniyaa
Teri jafaaon kaa bas koi hisaab nahin
Duniyaa o duniyaa
Tu chhaanv hai yaa hai dhoop khabar kisko
Kyaa hai teraa asli roop khabar kisko
-2
Aaye nazar kaise tu aansoo hai khvaab nahin
Duniyaa o duniyaa teraa javaab nahin
Duniyaa o duniyaa
Teri zubaan pe hai zikr sitaaron kaa
Tere labon pe hai naam bahaaron kaa
-2
Par tere daaman mein kaante hain gulaab
nahin
Duniyaa o duniyaa teraa javaab nahin
Duniyaa o duniyaa
Ye kin khayaalon mein kho gaye hain aap
Kyon kuchh pareshaan se ho gaye hain aap
-2
Aapse to mujhko kuchh shiqvaa janaab nahin
Duniyaa o duniyaa teraa javaab nahin
Teri jafaaon kaa bas koi hisaab nahin
Duniyaa o duniyaa
|
| Gareebon Ka Jeena Bhi Hai Koyi Jeena,
Ho Garmi Ya Sardi, Pasina-Pasina, Jo Paida Huve, Bhook Dar Pe Khadi Thi,
Mere Saath Kab Se, Sadak Chal Rahi Hai,
Gareebon Ka Jeena Bhi Hai Koyi Jeena,
|

| Jitani likhi thi mukaddar mein |
| Sapne jhare phool se meet chubhe shool se
Lut gaye singaar sabhi baag ke babool se Aur hum khade-khade bahaar dekhte rahe Karvan guzar gaya gubaar dekhte rahe Neend bhi khuli na thi ki hai dhoop dhal gayi,
Kya shabaab tha ki phool-phool pyar kar utha,
Haath the mile ki zulf chaand ki sanwaar doon,
Maang bhar chali ki ek jab nayi-nayi kiran,
|
| YouTube
GoogleVideo |
Ek pyaasa tujhe mayekhaana diye jaata hai
Jaate jaate bhi ye nazraana diye jaata hai
Baazi kisi ne pyaar ki jeeti ya haar di-2
Jaise guzar saki, ye shab-e-gham guzaar
di
Baazi kisi ne........................
Saahil karega yaad usi naamuraad ko
Kashti khushi se jis ne bhanvar men utaar
di
Jaise guzar saki, ye shab-e-gham guzaar
di
Baazi kisi ne........................
Jab chal pade safar ko to, mud ke kya dekhana
Duniya ka kya hai us ne sada baar-baar di
Jaise guzar saki, ye shab-e-gham guzaar
di
Baazi kisi ne........................
|
| Ik woh bhi diwali thi ik yeh bhi diwali hai
Ujjda hua gulshan hai rota hua maali hai -2 Bahar to ujaala hai magar dil mein andhera
Aise na kabhi deep kissee dil ka bujha ho
Ik woh bhi diwali thi ik yeh bhi diwali hai
|
|

| Maine apni shama |
|
Akela hun main is jahan mein akeli meri
dastaan
Na Manzil Koi Na Saathi Koi Jane Kya Ye
Neela Aasman
Kya Khabar Kya Patah Jaa Raha Huin Main
Kahan
Meri Raat Ka Ek Saathi Yehi Chand Ka Carvaan
Chaloon To Chale Rukhon To Ruke
Jane Kya Ye Neela Aasman
Kya Khabar Kya Patah Jaa Raha Huin Main
Kahan
Mera Hamsafar Mera Saya Mera Meherbaan Raazdaan
Na Iska Koi Na Mera Koi Jane Na Ye Neela
Aasman
Kya Khabar Kya Patah Jaa Raha Huin Main
Kahan
Ye Dariya Ye Mauje Ye Sahil
Ye Chhalki Hui Mastiyan
Hai Ati Nazar Kuchh Kami Se Magar
Jane Kya Ye Neela Aasman
Kya Khabar Kya Patah Jaa Raha Huin Main
Kahan
Akela Huin Main Is Jahan Mein Akeli Meri
Dastaan
Na Manzil Koi Na Saathi Koi Jane Kya Ye
Neela Aasman
Kya Khabar Kya Patah (Jaa Raha Huin Main
Kahan)-2
|
| Aakhri geet mohabat ka suna lun to chalun
Main chala jaayunga do ashq baha lun to chalun Aaj wo din hai ke tune mujhe thukraaya hai
Aaj main ghair hun
Teri duniya se main ek roz chala jaayunga-2
|
|

| YahooVideo
GoogleVideo YouTube |
Aaaa aaja aaja aaaja
Aaaaaaaa aaja
Tujh ko pukare mera pyaar ho o
Tujh ko pukare mera pyaar
Aaja mein to mita hoon teri chah mein
Tujh ko pukare mera pyaar
Aakhri pal hai aakhri aahein tujhe dhoond
rahi hain
Doobti saansein bhujhati nigahein tujhe
dhoond rahi hain
Saamne aaja ek baar
Aaja mein to mita hoon teri chah mein
Tujh ko pukare mera pyaar
Doono jahan ki bhent charha di meine chah
mein teri
Apney badan ki khaak mila di meine raah
mein teri
Ab to chali aa iss paar
Aaja mein to mita hoon teri chah mein
Tujh ko pukare mera pyaar
Itney ugon tak itney dukhoon ko koi seh
na sakega
Teri qasam mujhey tu hai kisi ki koi keh
na sakegaa
Mujh se ha teri iqraaar
Aaja mein to mita hoon teri chah mein
Tujh ko pukare mera pyaar
Teri nazar ki os pade to bujhe piyaas milan
ki
Terey badan ki ot mile to rahe laaj lagan
ki
Mil jaaye chain qaarar
Aaja mein to mita hoon teri chah mein
Tujh ko pukarey mera pyaar
Tujh ko pukare mera pyaar
|

| Babul ki duaayein leti jaa Jaa, tujhko sukhi sansaar
mile - 2
Maike ki kabhi na yaad aaye Sasuraal mein itna pyaar mile Babul ki duaayein leti jaa Jaa, tujhko sukhi sansaar mile Naazon se tujhe paala maine Kaliyon ki tarah, phoolon
ki tarah
Is ghar se bandhe hain bhaag tere Us ghar mein sadaa tera
raag rahe
Beete tere jeevan ki ghadiyaan Aaraam ki thandi chhaon
mein
|

| Nakhre waali |
|
Bahosh-O-Hawaas Mein Deewana
Yeh Aaj Vasiyat Karta Hoon,
Yeh Dil Yeh Jaan Mile Tumko
Mein Tumse Mohabbat Karta Hoon
Mere Jeeteji Yaar Tumhe
Meri Sari Jagir Mile
Woh Khwab Jo Meine Dekhe Hain
Un Khwabon Ki Tabir Mile,
Har Ek Tamanna Ke Badle
Mein Aaj Yeh Hasrat Karta Hoon
Yeh Dil Yeh Jaan Mile Tumko
Mein Tumse Mohabbat Karta Hoon
Meri Aakhon Mein Neend Nahin
Mere Hothon Pe Pyas Nahin
Har Cheez Tumhare Naam Hui
Ab Kuch Bhi Mere Paas Nahin
Tumne To Loot Liya Mujhko
Mein Tumse Shikayat Karta Hoon Yeh Dil Yeh
Jaan Mile Tumko
Mein Tumse Mohabbat Karta Hoon
Bahosh-O-Hawaas Mein Deewana...
|
| Nazar na lag jaaye kissee ki raahon mein |
|

|
Beete huwe lamhon ki kasak saath to hogi
|

| Chehra chhupa liya hai |

|
Dil hi bujha huwa ho to fasl-e-bahaar kya
|
| Haaye Tabassum Tera, Haaye Tabassum Tera,
Dhoop Khilgayi Raat Mein,Yaa Bijli Giri Barsaat Mein, Haaye Tabassum Tera (2)... Dekhi Teri Angadaayi, Shamma Ki Loa Thartharaayi,
Palkon Ki Chilman Utana, Dheere Se Yeh Muskuraana,
Roko Na Apni Hasin Ko, Jeene Do Vallah Kisi Ko,
|
|
Voh Mohobbat Voh Wafayen, Kis Tarah Ham
Bhool Jaayen,
Ay Gam-e-dil Ji Rahe Hein, Tujh Ko Dekar
Hum Duvayen..
Voh Mohobbat..
Jab Luta Gardishon Ne, Ishq Tanha Rehegaya
Hai,
Unki Yaadon Ke Alava, Ab Yahan Kya Rehegaya
Hai,
Ab Yahan Kya Rehegaya Hai..
Ham Se Ruta Hai Khuda Bhi, Kisko Apna Gam
Dikhayen?
Voh Mohobbat Voh Wafayen, Kis Tarah Ham
Bhool Jaayen,
Voh Mohobbat..
Naam Unka Dundhatha Hai, Ab Bhi Dil Ki Dhadkanon
Mein,
Kat Rahi Hai Zindagani, Haaye Kitni Uljhanon
Mein,
Haaye Kitni Uljhanon Mein..
Kaash Khwabon Mein Voh Aakar, Halat-e-dil
Dekh Jaayen,
Voh Mohobbat Voh Wafayen, Kis Tarah Ham
Bhool Jaayen,
Voh Mohobbat..
Chand Aahon Ka Sahara, Chand Ashakon Par
Guzara,
Yeh Bhi Koyi Zindagi Hai, Ay Mere Parwardigara,
Ay Mere Parwardigara,
Khudhi Baksha Pyaar Tune, Khud Hi Ham Ko
Deen Sazayen,
Voh Mohobbat Voh Wafayen, Kis Tarah Ham
Bhool Jaayen,
Ay Gam-e-dil Ji Rahe Hein, Tujh Ko Dekar
Hum Duvayen..
Voh Mohobbat..
|

|
[Aankhon mein teri
Ajab si ajab si adayein hai
hoo Aankhon mein teri
Ajab si ajab si adayein hai
Dil ko banade jo patang saa se
Yeh teri woh haawaien hai ]2
Aai aise raat hai jo
Bhahut khushnaseeb hai
Chahe jise door se duniya
Woh mere kareeb hai
Kitna kuch kehna hai
Phir bhi hai dil mein
Saawal hai kahin
Sapno mein jo roj kaha hai
Woh phir se kahun ya nahi
Aankhon mein teri
Ajab si ajab si adayein hai
hoo Aankhon mein teri
Ajab si ajab si adayein hai
Dil ko banade jo patang saa se
Yeh teri woh haawaien hai
Tere saath saath esha
Koi noor aaya hai
Chand teri roshni ka
Halka sa ek saaya hai
Teri nazaron ne dil ka Kiya jo hasar
Asar yeh hua
Abb inmein hi doob ke ho jau paar
Yehi hai Dua
[Aankhon mein teri
Ajab si ajab si adayein hai
hoo Aankhon mein teri
Ajab si ajab si adayein hai
Dil ko banade jo patang saa se
Yeh teri woh haawaien hai ]2
|
| Dekho dekho hai shaam badi deewani
Dheere dhere ban jaye na koi kahani Dekho dekho hai shaam badi deewani
Dilbar hai dilkash hai dildaar nazare hain
Atlo hosh na mi danam
All hot gals put ur hands up and say
All cool boys comon make some noise n say
Shaam gazab ki Humgama Khez ai
Shaam gazab ki Humgama Khez ai
Zulf khuli hai resham resham
Yeh to ishaare hain Atlo hosh nami danam
Bas deewangi deewangi deewangi hai
All cool boys comon make some noise n say
Kehene ko waise to sara sukun hai
Kehene ko waise to sara sukun hai
Pal do pal ko khwaab saja de
Atlo hosh na mi danam
Bas deewangi deewangi deewangi hai All hot gals put ur hands up and say
All cool boys comon make some noise n say
|
| O haseena wo neelampari
Kar gayee kaisee jaadugari Neend in aankhon se chheen li haaye Dil mein bechainiya hain bhari -2 Mein bechara hoon awaraa
[Dil mein mere hai
ohh fasle gul thi
Kaisa junoon khaabon ki anjuman mein tha
Dil mein mere hai
Lamha lamha armaano ki farmaaish thi
Abr-e-karam ghir ghir ke mujhpe barsa tha
Phir kyun na hua manzar mera
[Dil mein mere hai
O haseena o neelampari
Mein bechara hoon awaraa
[Dil mein mere hai
|
|
Tumko paya hai to jaise khoya hoon
Kehna chahoon bhi to tumse kya kahon
Tumko paya hai to jaise khoya hoon
l.y.r.i.c.s.m.a.s.t.i...c.o.m
Kehna chahoon bhi to tumse kya kahon
Kisi zabaon mein bhi woh labaz hi nahi
Ki jeene mein tum ho kya tumhein mein bata
sakun
Main aagar kahoon tumsa haseen
l y r i c s m a s t i . c o m
kaynaat mein Nai hai kahin
Tareef yeh bhi to sach hai kuch bhi nahi
Tumko paya hai to jaise khoya hoon..
Shokhiyon mein dooobi yeh aadayein
Chehre se jhalki hui hain
Zulf ki ghani ghani ghatayein
Shaan se dhalki hui hain
Lehrata aachal hai jaise badal
Bhaahon mein bhari hai jaise chandani
Roop ki chandani
Main agar kahoon yeh dilkashi
Hai nahi kahin na hogi kabhi
Tareef yeh bhi to sach hai kuch bhi nahi
Tumko paya hai to jaise khoya hoon..
Tum hue meherbaan
To hai yeh dastan
hoo Tum hue meherbaan
To hai yeh dastan
Abb tumhara mera ek hai karwaan
tum jahan mein wahan
Main agar kahoon
Humsafar meri
Apsara ho tum ya koi pari
Tareef yeh bhi to sach hai kuch bhi nahi
Tumko paya hai to jaise khoya hoon..
Kehna chahoon bhi to tumse kya kahon
Kisi zabaon mein bhi woh labaz hi nahi
Ki jeene mein tum ho kya tumhein mein bata
sakun
Main aagar kahoon tumsa haseen
lyricsmasticom
kaynaat mein Nai hai kahin
Tareef yeh bhi to sach hai kuch bhi nahi
Tumko paya hai to jaise khoya hoon..
|
| Jaag dil-e-diwaanaa rut jaagee wasl-e-yaar ki
Basee huyee zulf mein aayee hai sabaa pyaar ki Do dil ke kuchh le ke payaam aayee hain
Ek paree kuchh shaad si naashaad si
Aa mere dil ab khwaabon se munh mod le
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|